allah swt shuda ko apnay jawar-e-rehmat main jaga ata farmayin..
Apki duaa pay amin k allah pak pakistan k dushmano ko kamyab nahi honay dayingay os pay amin summa amin ..
Magar piyaray bhai baat yeh hai k humray hukumraan unko khodh kamyab
bana nay pay tullay hoay hain eska kia kiaa jayy???
Bookmarks