Page 5 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast
Results 49 to 60 of 61

Thread: Donoo Jahaan kay Syed

  1. #49
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Smile ap be to english estamaal keroo na...

    Quote aliali said: View Post
    plz ya urdu fourm ha english ................................. wasa bhee ham pakistani han ...........urdu samajh lata han ...plz urdu astamal karan t acha ha thanks


    id aliali


    janaab app nay 1 1/2 line likhi hay aur app nay ...plz...2 dafa....thanks 1 dafa...to

    barahe karim app be engrayzee istamal na kerain belkeh pori baat urdu main kerina...mari bation ka bura nahi maana

  2. #50
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria janab

    Quote shahsaeein said: View Post
    Maula Khush rakhay aap ko!! A-H Shaam bhai..
    MashaAllah Sahah sitta or baaki kitaabon say hawalay diye aap nay!!
    Jeetay rahien!! or apnay Elm ki zarafat say hamien bhi munawar kartay rahien..
    Jaari rakhien..
    Shah



    salamun salam


    bhai ...app nay mari koshish ko pasand kia app ka shukria......aur Elim Roshni hay ....Elim ko phaylana chaheay na ..to jitna moj hakeer ko ata hay to app kay saath ITDunya kay tawasut say share ker rhaay hain...
    aur jab tak app fermaish kertay rahay gay hum app ko threds send kertay rehain gay....duaoun main yaad rakain....


    ITDunya Bhai Chara ki Dunia

  3. #51
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria janab

    Quote shahsaeein said: View Post
    Allah say dua hay k aap k elm k tawasat say hamaray elm main bhi izaafa ho..
    Jaari rakhien..
    salamun salam

    mazeed sarahnay aur tareef o husalam afzi ka shukria.........

    Dua kertay rehian.......

    app ka elm to phaly he mashall bohat acha hay ...yeh to hum app ko apna elm dekha rehain keh app dekh lain keh hum nay apna sabik kasa yaad kia hay ...


    eltamas e dua

  4. #52
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Exclamation wazahut ka shukria....

    Quote Doctor said: View Post
    اور یہ کبھی بیان ہی نہیں کیا جاتا کہ جس شہر میں داخل ہونے کا دروازہ ہو اسکی دیواریں بھی ہوتی ہیں، نامکمل حدیث بیان کرنا خیانت کی ایک قسم ہے ۔

    salamun salam

    Dr. bhai mojay koshi hoi keh app nay be mojay kisi lafz kay kabil samja....khir apni ara o tankeed say nawaztay rahah kerain.... app nay jess terha fermaia hay ...to yeh hadees ajj tak mari ghnagar nazir say nahi guzri.....

    ager app kay pass book aur hawala hay aur wo mustanid hay to barahay karim app new thread main us ko send ker dain...hum be us say mustafeed ho jean ga......


    bohat shukria...

  5. #53
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote shahsaeein said: View Post
    MashaAllah!!
    aap nay kaafi saari ahaadees-o-riwayaat Share keen hain.. Maula Aabaad rakhay..
    Jaari rakhien..
    shukria janab.........main nay hut'tul makdoor koshish ki hay kay wo batain likhonn jo mustanid keetaboon say li gei haiin aur yeh kafi sari haen ais jumlay peh mojay herut hay ..... kioun keh Hazrat Ali RA ki shksiat bohat gehri aur wasee hay ais kay mokablay main yeh Samander ka aik kutra be nahi hay .....


    dua ka shukria....

  6. #54
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote shahsaeein said: View Post
    SubhaanAllah!!
    ALLAH ALI (A.S.) say Bugaz rakhnay walon per azaab naazil farmaye, or Zindagi bhar or Aakhrat main Zaleeel-o-khwaar hotay rahien.. ELLAH AAMEEN!!
    ALLAHUMA SALLAY ALLAH MUHAMMADIN WA'ALA AAALAYHI MUHAMMAD!!
    salamun salam

    yeh baat jo app nay ke hay yeh rasalat maab hazrat Muhammad s.a.w.a.w. kay hain...aur jab unhoon nay dua fermai hay to hum aur app koon hotay hain keh gustakhi ker sakain....

    hum sub un ko mantay aur un ki azmut o fazeelut kay kail hain...ais main koi shak o shubha nahi hay ......

    eltams e dua....

  7. #55
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote shahsaeein said: View Post
    JazaakAllah Khair!!
    Nice sharing!!

    silsala war hadees send kerna kay jawab main app nay dua di hay aur hasla afzi fermi hay ....... aur pasnad kia hy bohat shukria...janab.

  8. #56
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote shahsaeein said: View Post
    MashaAllah jaamay hawalay diye hain aap nay...
    Jaari rakhien!!
    salamun salam

    janab app nay note kia aur wazih kia ....wakia her hadees mustanid hawaloon say tehreer ki gie hay ...aur mustanid hadees ko hi app ki khdmit main pasih kia gia hay .....


    aur app ki khowahish kay motakib hakeer nay app kay reply kay baat bohat se aur hadeesain send kei hain...app dekh saktay hain.....

  9. #57
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile shukria

    Quote shahsaeein said: View Post
    MashaAllah!!
    Bayshak!

    لَّعْنَةُ اللّهِ عَلَى الْكَاذِبِينَ
    Quran ki ayut say kess ko ekhtalaf ho sakta hay.....

    app ayaat likha kerian janaab...

    bohat shukria...janaab..

  10. #58
    aliali is offline Senior Member+
    Last Online
    30th September 2008 @ 07:24 PM
    Join Date
    08 Apr 2007
    Age
    41
    Posts
    714
    Threads
    93
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    thanks id ap na jas tarah sa hara reply,s ka jawab deya ha bahoot maharbani dear khoda tala ap ko khosh rakha or ap sa zayadah astafada karna ke tofeq ata farmaya (ameen)

  11. #59
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile kheloona...

    Quote Janoo said: View Post
    bhai aap sab key jawabat aur sahi rehnumai ka shukrya aur jahan tak merey avater ka sawal hai to dosto aap log aik khiloney se dur gay choro yaar darna to sirf allah se chahye ....naraz mut hona.....aik baar phir aap sab ka shukrya keh aap ne mre liy apney kimtey waqt mai se kuch waqt nikala
    Janoo bhai....


    app nay bohat khoobsorati kay saath apnay aviator ki tafseel di hay ....lakin bhai ..main nay ais leay app say kaha ta keh first impression sahi nahi perta ...baki app nay jo kaha hay keh Derna Allah j say cha'heay app aik khloonay say der geay...to bahi app ka yeh jumla mojay bohat pasand aia....duaoun main yaad rakain....aur apni mojodi ka saboot daytay raha kerain....

  12. #60
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Smile reply no.35 aur 36 kay ta'na'zir main.

    Quote shahsaeein said: View Post
    Bilkul!!
    Ali ki ataa'at na karnay wala dozkhi hay..
    Zahir hay.. Ali ki ataa'at Rasool ki ataa'at hay.. or Rasool ki ataa'at Allah ki ataa'at hay..
    MashaAllah
    Jaari rakhien..
    shahsaeein sahib....app ka reply no 36 app ka hay....aur reply no 35 maen hadith e mobarayka mojood hay ....ager app gour kerina to app kay alfaz aur hadith kay alfazoon main farik hay...to bhai jaan app ais terha na kia keroo hadith ko bilkul wasay hi bayan kertay hain jo us kay alfaaz hoon umeed hay app aeinda khyal rakho gay...

Page 5 of 6 FirstFirst ... 23456 LastLast

Similar Threads

  1. hassan Kooza-Gar..... Jahaan-Zaad
    By vkky in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 4
    Last Post: 14th November 2021, 08:49 AM
  2. Jahaan merri tallab....
    By muzafarmohsin in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 30th June 2010, 06:14 PM
  3. Doon Jahaan
    By safdar302 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 2
    Last Post: 15th June 2010, 12:44 AM
  4. chhupaaye dil me.n Gamo.n kaa jahaan baiThe hai.n
    By Chandamalik in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 5
    Last Post: 5th June 2010, 08:02 PM
  5. Is jahaan mein mohabbat
    By AAMIR_555 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 16th May 2010, 08:16 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •