Results 1 to 10 of 10

Thread: Takabbur Eik Buri Khaslat .........

  1. #1
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default Takabbur Eik Buri Khaslat .........

    Asalam-u-Alikum ! kaisay hain aap sab .......?
    Attached Images Attached Images    
    Max img size for signature is 30KB or Less

  2. #2
    pakispow1r is offline Junior Member
    Last Online
    12th November 2009 @ 03:44 PM
    Join Date
    14 Apr 2009
    Age
    34
    Posts
    13
    Threads
    0
    Credits
    945
    Thanked: 1

    Default

    Jazakallah

    buhot aala darje ki baatain hain janab

  3. #3
    tesst2 is offline Senior Member
    Last Online
    20th April 2014 @ 12:53 PM
    Join Date
    18 Jun 2007
    Gender
    Male
    Posts
    16,879
    Threads
    150
    Thanked
    1449

    Default

    ustaad ji ap to waqai ustad hen
    shukria humare ilm men izafe ka
    thanks

  4. #4
    Fatat-Al-Quraan's Avatar
    Fatat-Al-Quraan is offline Senior Member+
    Last Online
    25th November 2012 @ 02:14 PM
    Join Date
    17 Apr 2009
    Posts
    366
    Threads
    80
    Credits
    920
    Thanked
    27

    Default

    apki pori tahreer say ittifaaq hay
    magr takabbur k elaaj k lia apnay jo sab say pahla elaaj bataya hay

    k apnay apko kisi shaik k suprad kr do is say kia muraad hay ??

    kia ya quraan or hadees say sabit hay ??

    kia kisi hadees ma aisa zikr milta hay ???

    kia quraan or hadees pr amal kafi nahi jo hum kisi shaik k ghulami ma wo jo kahay ankhain band kr k qobol krtay jaain ???

    yani to shirk or bidaat ki waja bani hay pak ma

    k ahr insaan apnay apko kisi peer ka mureed bana kr phir uski har baat ko quraan or hadees say bhar kr manta hay

    or jab us shaik k andr shetaani nafs saman jati hay to wo apni hi ebadat krnay ko jannat ka rasta bata deta hay

    or deen say ghaafil awam usi shaik k qabron pr sajday marna shoro kr deti hay

    BHAAI itni achi tahreer likhnay k baad beech ma itni ghalat baat likh kr apnay saro tahreer ka asar hi khatam kr diya

    ALLAH humay aisay bad aqida peeron ki ghulami say bachay
    balkay humara deen to kabhi bhi apnay apko kisi bhi shaik k sprud krnay ka hukum nahi deta

    bs quran or hadees

    is k elawa koch bhi nahi

  5. #5
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote pakispow1r said: View Post
    Jazakallah

    buhot aala darje ki baatain hain janab
    ALHAMDULLILLAH ........
    ALLAH ki meharbani hia janab , main kuch nahi hoon

  6. #6
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iamhummad said: View Post
    ustaad ji ap to waqai ustad hen
    shukria humare ilm men izafe ka
    thanks
    aap k cpomments ka shukria ........ main ustaad nahi hon yaar ....... sab ALLAH ki meharbani hia .......

  7. #7
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote Fatat-Al-Quraan said: View Post
    apki pori tahreer say ittifaaq hay
    magr takabbur k elaaj k lia apnay jo sab say pahla elaaj bataya hay

    k apnay apko kisi shaik k suprad kr do is say kia muraad hay ??

    kia ya quraan or hadees say sabit hay ??

    kia kisi hadees ma aisa zikr milta hay ???

    kia quraan or hadees pr amal kafi nahi jo hum kisi shaik k ghulami ma wo jo kahay ankhain band kr k qobol krtay jaain ???

    yani to shirk or bidaat ki waja bani hay pak ma

    k ahr insaan apnay apko kisi peer ka mureed bana kr phir uski har baat ko quraan or hadees say bhar kr manta hay

    or jab us shaik k andr shetaani nafs saman jati hay to wo apni hi ebadat krnay ko jannat ka rasta bata deta hay

    or deen say ghaafil awam usi shaik k qabron pr sajday marna shoro kr deti hay

    BHAAI itni achi tahreer likhnay k baad beech ma itni ghalat baat likh kr apnay saro tahreer ka asar hi khatam kr diya

    ALLAH humay aisay bad aqida peeron ki ghulami say bachay
    balkay humara deen to kabhi bhi apnay apko kisi bhi shaik k sprud krnay ka hukum nahi deta

    bs quran or hadees

    is k elawa koch bhi nahi
    Kash aap is thread ko thora Ghor say perhtay ..... Kia Sahaba r.z nay apnay aap ko MOHAMMAD S.A.W k hawalay nahi kia ?
    hawalay karnay say muraad yeh nahi k woo jo ulta kaam kehain or aap ko karna paray .......
    main nay kaha hai k " INSAAN APNAY AAP KO KESE KAMIL MUTABAI SUNNAT SHAIKH KAY SUPURD KARDAY"
    agar aap nay mera en alfaaz per ghor kia howa hota to shayed aap ko atiraz karnay ki zaroorat na parti .......
    ab ap mujhay yeh batain k main nay yah kaha likha hai k aap apnay aap ko kese peer k supurd kardain jo aap ko ulta sedha kaam ka kehay aap woo karain ....... main nay likha hai k " KAMIL MITBAI SUNNAT " yani mukammal sunnat per amal karnay wala ....
    meharbani kar k kuch atiraz karnay say pehlay sooch lia karain .......

  8. #8
    Join Date
    17 May 2009
    Location
    ***************
    Gender
    Female
    Posts
    464
    Threads
    38
    Thanked
    111

    Default

    JIs ka tujhe Ilm na ho uski perwi na kar (bani Israel 36)

    tu bhai insaan koi b ho kitna hi naik aur allah wala q na ho magr ha tu insaan khataooon ka putla ha.us pe shaitaani waswase b ate ha.khayalat b ate ha.us k jazabaat b ha.jo kabhi us pe haawi b hote ha.

    Nabi Saw K sath in logo ko milana aik jahiliat ha.

    Kissi buzurg k pas baithne se deen dil e samaye ga nahi.Quran me ALlah apne nabi o hukum de raha ha inko Quran suna kar Allah ki taraf bulao.

    Ap log q aj mullaooon ki batoon ko sun kar hi deeen samjhte ha?

    JO wo mulla keh de wohi ap k lye sahi bak koi hadees aur quran ko sunaye tu kete ha hum alim se puch kar batayainge.Dhoka kud ko de rahe ho ya Allah ko?

    hahaha

    Yehi aqaid Mushrakeeen k the wo b apne ulma ki halal karda chezo ko jaiz samjte the chahe Allh ki kitaab usko haram qarar deti thi.

    Quran ko perho sub asaaan hjaye ga.


    Allah Hum sub ko deen ki samjh ata kare.ameeeennn

  9. #9
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote yanna_raskalla said: View Post
    JIs ka tujhe Ilm na ho uski perwi na kar (bani Israel 36)

    tu bhai insaan koi b ho kitna hi naik aur allah wala q na ho magr ha tu insaan khataooon ka putla ha.us pe shaitaani waswase b ate ha.khayalat b ate ha.us k jazabaat b ha.jo kabhi us pe haawi b hote ha.

    Nabi Saw K sath in logo ko milana aik jahiliat ha.

    Kissi buzurg k pas baithne se deen dil e samaye ga nahi.Quran me ALlah apne nabi o hukum de raha ha inko Quran suna kar Allah ki taraf bulao.

    Ap log q aj mullaooon ki batoon ko sun kar hi deeen samjhte ha?

    JO wo mulla keh de wohi ap k lye sahi bak koi hadees aur quran ko sunaye tu kete ha hum alim se puch kar batayainge.Dhoka kud ko de rahe ho ya Allah ko?

    hahaha

    Yehi aqaid Mushrakeeen k the wo b apne ulma ki halal karda chezo ko jaiz samjte the chahe Allh ki kitaab usko haram qarar deti thi.

    Quran ko perho sub asaaan hjaye ga.


    Allah Hum sub ko deen ki samjh ata kare.ameeeennn
    Wah Wah Wah ....... Tum to mujhay dunia k badtreen jahil lagtay ho ....... yahe waja say k tum loogno nay aaj apna deen khud banaya howa hai ....... tum kehtay ho k QURAN main likha hai k "JIs ka tujhe Ilm na ho uski perwi na kar (bani Israel 36)" is ayyat ko tum nay apnay bana banaya deen sacha sabit karna ki nakam koshish ki hai ..... khud say tarjuma mat kia karoo ........ sahe tarjuma yeh hia ....... or jis baat ki tujhay khabar nahi us k peechay na per ..........
    ab tumhara tarjuma agar thrak hai to yeh bataio k yeh hades kia kehti hai k " elm hasil karna har musalman per farz hai "
    QURAN kehta hai k jis ka elm nahi us ki perwa na kar , jab k hadees kehti hai k elm hasil karoo kes ki baat sahe hai ....... yaqeenan tumhare baat ghalat hai ..... tum to mujhay dunia k badtreen jahil lagtay ho ..... jisay deen ka kuch elm nahi sirf munafqoon ki terha baatain banana ati hai or bas ...........

  10. #10
    fatima zahra is offline Junior Member
    Last Online
    12th November 2009 @ 07:28 PM
    Join Date
    10 Nov 2009
    Posts
    6
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked: 1

    Default

    jazak Allah khair..............
    bohat hi achi sharing hai..................

Similar Threads

  1. Mohabat Buri hai - ~ - Buri Hai Mohabat
    By *Abdul-Basit* in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 0
    Last Post: 4th November 2015, 11:44 PM
  2. Buri Zuban o Guftugu bht he Buri Baat Hai
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 7
    Last Post: 26th March 2015, 12:16 AM
  3. Islam Ki Khaslat
    By Fasih ud Din in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 10
    Last Post: 11th February 2015, 04:42 PM
  4. America Ke Dosti Buri or Dushmani Buri
    By Mohammed Ishaq in forum Halat-e-Hazra
    Replies: 7
    Last Post: 28th December 2009, 09:59 PM
  5. Takabbur!
    By shezi56 in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 2
    Last Post: 24th November 2009, 05:58 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •