Zara tham tham ke barsa kar
abhi itna na rotha kar
Abhi to dur hai manzil
Abhi khud ko na tanha kar
Teri ankhen smandar hen
Samandar ko na sehra kar
Hawa mujh se kahe pagal
Na youn raston me betha kar
Wo ek din chor jaye ga
Usay itna na chaha kar
Bookmarks