salam to all
meray computer main koi virus aaya hain jis ki wajah say main nay jon hi usb lagai aik dafa lenay kay baad ab computer laita hi nahi aur jab lagaon tu usb can't recognize ka erorr aa jata hain ab isay kaisay thek karon...