pehli bat jo janab ya to aap ab apni jhoti anna ke liye ye sab post kar rahe ho ya ye ke aap ko pta he nai ke taqqiya kiya ha or aap sirf or sirf apne jahil molvioon ki bat sunte ho janab jo bat aap ne mobile wali ki to wo to bilkul jhoot ha. taqqiya ke lafzi matlab hain choopana or ham yehi mante han ye agar jaaan ka khatra ho to ham jhoot bol sakte hain ya pher kisi or bohat bure natije ka wase aap ne abhi kaha tha ke jaan ka khatra ho to jhoot bola ja sakta ha to janab agar aap ko nai pta to bta deta hoon ke yahi taqqiya ha or ye bhe bta doon ke aap ke firqe main is ki ijazat nai ha .
or aap ki agli baat ke aap bukhari ke ilawa kisi ko nai mante to janb pehle ye baat apne kisi alim se to conferom kar leen agar aap sirf bukhari ko he mante to bukhari,muslim,tirmizi,abu dawood, nisai or ibne maja ko sahasitta kyun kehte ho ke ye hamari motabar tareen kitabeen hain???? wase in ke ilawa bhe aap ki hadees ki bohat ki kitabeen hain jo aap ke bare bare imamoon maslaan hakin,ahmed ibne hamble , malik wagera wagera ne likhi ha or hadees ki kitabeen aleda ha or tafseer ki bhe.samjhe
Bookmarks