Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 37 to 48 of 60

Thread: Zaalim online on GEO.....Gustaakh Amir Liaqat

  1. #37
    Raqib Naqvi's Avatar
    Raqib Naqvi is offline Senior Member+
    Last Online
    8th May 2010 @ 03:22 PM
    Join Date
    30 Dec 2008
    Age
    37
    Posts
    243
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    Quote sspian786 said: View Post
    (on muslimz only)

    sab say pehlay mein taqyaah ko define kar doon.taqyaah ka matlab jhoot hai.

    yaani agar aapko koi baat ka elm ho aap wo baat dosroon ko olat kar batao

    aur apni jaan bachaa lo.for example.

    mery hostel mein ek classmate hai uss nay mujhy mobile sale kia aur uss nay

    mujhy kaha k faulted nai hai. mene purchase kar lia.wo 1 month k baad

    kharaab ho gaya.mene uss say pocha to wo bola k uss nay taqyaa kia thaa.

    aur tum nay jin books k hawaaalay diay hain un mein sirf "Bukhari shareef"

    hamaaribook hai.baaki kis ki hain koi nai jantaa.

    tum nay kahaa k Hazrat Ibraheem AS nay 3 baar jhoot bola.

    to janaab aap nay ye to nai batayaa k kahan kahaan jhoot bola?

    janaab agar aap k paas aqal hai to aapko ye bhi pata hoga k kuch jaga par jhott jaaiz hai.

    for example kisi ki jaan bachani ho wagera.

    aur

    ek hadees hai.

    " zulm ko pehlay to haath say roko agr na rok sako to zubaan say roko aur agar phir bhee na ruk sakay to ussko dil say bura smjho"

    islaam k start k din mein Prophet (SaW) nay iss hadees par ama kia thaa.

    taqyah ka matlab mukar jana hai magar iss hadees mein dil mein bura jan nay


    waali baat hai.baat say mukar k uss baat ko badal dena jhooot hai.

    and dooosri book jo hain bukhari shareef k elava unko mein nai mantaa.

    aur mein bukhari say bhee confirm karoongaa.

    and taqyaa jhooot ko kehtay hain.
    pehli bat jo janab ya to aap ab apni jhoti anna ke liye ye sab post kar rahe ho ya ye ke aap ko pta he nai ke taqqiya kiya ha or aap sirf or sirf apne jahil molvioon ki bat sunte ho janab jo bat aap ne mobile wali ki to wo to bilkul jhoot ha. taqqiya ke lafzi matlab hain choopana or ham yehi mante han ye agar jaaan ka khatra ho to ham jhoot bol sakte hain ya pher kisi or bohat bure natije ka wase aap ne abhi kaha tha ke jaan ka khatra ho to jhoot bola ja sakta ha to janab agar aap ko nai pta to bta deta hoon ke yahi taqqiya ha or ye bhe bta doon ke aap ke firqe main is ki ijazat nai ha .

    or aap ki agli baat ke aap bukhari ke ilawa kisi ko nai mante to janb pehle ye baat apne kisi alim se to conferom kar leen agar aap sirf bukhari ko he mante to bukhari,muslim,tirmizi,abu dawood, nisai or ibne maja ko sahasitta kyun kehte ho ke ye hamari motabar tareen kitabeen hain???? wase in ke ilawa bhe aap ki hadees ki bohat ki kitabeen hain jo aap ke bare bare imamoon maslaan hakin,ahmed ibne hamble , malik wagera wagera ne likhi ha or hadees ki kitabeen aleda ha or tafseer ki bhe.samjhe

  2. #38
    Raqib Naqvi's Avatar
    Raqib Naqvi is offline Senior Member+
    Last Online
    8th May 2010 @ 03:22 PM
    Join Date
    30 Dec 2008
    Age
    37
    Posts
    243
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    wase aap ik bar bughz ko side par rakh kar post ko par kar to dekhoo

  3. #39
    sspian786's Avatar
    sspian786 is offline Senior Member+
    Last Online
    12th August 2013 @ 03:48 PM
    Join Date
    17 Mar 2009
    Age
    37
    Posts
    426
    Threads
    52
    Credits
    0
    Thanked
    84

    Default

    Quote Raqib Naqvi said: View Post
    wase aap ik bar bughz ko side par rakh kar post ko par kar to dekhoo
    (for muslimz only)

    mene kabhi bughz ko nai apnaya.

    meray nazdeek dunya ka dab tareen kafir bhi Prophet (SAW) ka umaati hai.

    mein uss ki bhi hedayat chata hu.

    and tum nay siah sitaa k baray mein kaha.haan ye muslimz ki mautabar

    tareen books hain.

    but mene bukhari k hawalay ka jawaab day dia hai.

    aur book meujhy aisi nazar nai aai jo meri nazar say guzri ho.

    to mein uss k writer k baray mein kuch nai keh skta.

    and mene tum ko ek post bheji thi jis mein mene tumhari kuch books list ki

    thein.

    usska mujhay jawaab do takay mein tumhary aqeeday ko yahaan bayaan kar

    sakoon k tumharay naam nehaad jahil zakirooon nay kahaan kahaan tak

    bawaaas ki hui hai aur kitna tofaan e bad tamizi barpa kar rakha hai.


    look at these books.

    1.asool e kaafi.
    2.haq al yaqeen
    3.jalaal al ayoon
    4.kashaf al asrar
    5,khumeni (maloon) ki wasiat.
    6.burhaan e muttah
    7. 14 sitaray


    aur apni kisi aur book ka name batao.


    ye tumhari bunyaadi books hain.


    mujhy in mein say option batao k tum nay kon kon say parhi hain.


    i have these books in pdf urdu.

    i will post some pages frm frm these books takay mein tum logoon ka asal

    chehra dunya ko dekhaa dooon.

    yahaan taqyaa na karna.theek theek bataana.




  4. #40
    Raqib Naqvi's Avatar
    Raqib Naqvi is offline Senior Member+
    Last Online
    8th May 2010 @ 03:22 PM
    Join Date
    30 Dec 2008
    Age
    37
    Posts
    243
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    Quote sspian786 said: View Post


    (for muslimz only)

    mene kabhi bughz ko nai apnaya.

    meray nazdeek dunya ka dab tareen kafir bhi Prophet (SAW) ka umaati hai.

    mein uss ki bhi hedayat chata hu.

    and tum nay siah sitaa k baray mein kaha.haan ye muslimz ki mautabar

    tareen books hain.

    but mene bukhari k hawalay ka jawaab day dia hai.

    aur book meujhy aisi nazar nai aai jo meri nazar say guzri ho.

    to mein uss k writer k baray mein kuch nai keh skta.

    and mene tum ko ek post bheji thi jis mein mene tumhari kuch books list ki

    thein.

    usska mujhay jawaab do takay mein tumhary aqeeday ko yahaan bayaan kar

    sakoon k tumharay naam nehaad jahil zakirooon nay kahaan kahaan tak

    bawaaas ki hui hai aur kitna tofaan e bad tamizi barpa kar rakha hai.


    look at these books.

    1.asool e kaafi.
    2.haq al yaqeen
    3.jalaal al ayoon
    4.kashaf al asrar
    5,khumeni (maloon) ki wasiat.
    6.burhaan e muttah
    7. 14 sitaray


    aur apni kisi aur book ka name batao.


    ye tumhari bunyaadi books hain.


    mujhy in mein say option batao k tum nay kon kon say parhi hain.


    i have these books in pdf urdu.

    i will post some pages frm frm these books takay mein tum logoon ka asal

    chehra dunya ko dekhaa dooon.

    yahaan taqyaa na karna.theek theek bataana.



    pehla aap ko books ka jawab deta chaloon to janab in main se siwaye burhaan al mutta ke sab books ka mujhe pta ha , main ye nai keh raha ke ye shioon ki nai ha main ye keh raha hoon is ka mujhe pta nai oe janab hamara aqeeda apni books ke bare main clear ha ke un main ghaltiyaan mojood hain jiss tarhaan asool e kafi ki bohat si ghaltiyaan aalima baqir majjlisi ne aapni ik kitaab maratul kool fi asoole kafi main nikaleen theen hamara ye aqeeda ha ke RASOOL SAWW kabhi ghalti nai karte par books likhne waloon ne bohat si ghaltiyaan ki hain or is ke ult aap logoon ka ye aqeeda ha ke RASOOL SAWW ghaltiyaan karte the or aap ke bukhari or muslim sahab ne koi ghalti nai ki to janab agar aap mujhe koi aaisi rawayat dekha bhe do to mere yakeen par koi faraq nai pare ga kyunke hamare ulma use zaeef karaar de khuke hoon ge par aap kiya kaho ge jab main aap logoon ki books se dikhaoon ga ke RASOOL SAWW 1 ghante main apni 11 azwaaj ke sath jama karte the(MUAAZALLAH) bukhari, khare ho kar peeshab karte the (MUAZZALLAH) bukhari, hazrat ayesha ko jab kisi na mehram se baat karni hoti thi to wo us khaks ko mehram bnane ke liye hazrat ume kalsoom jo un ki behaan theen un ke pass bheej deteen theen take wo un ko apna doodh pilayeen or wo mehram ho jaye (MUAAZALLAL) muslim or janab is ke ilawa bhe bohat si bateen hain.
    mere kheyal se is bat ko abhi na kareen to he acha ha pehle purane topics ko to khatam kar leen is par bhe zaroor bat kareen ge jnab abhi aap is bat ka jawab na dena balke pehle jo bateen chal raheen hain un ka jawab do taqqiya,us book par, or HAZRAT ALI AS ke agge AS lagaane ki wase main aap bukhari main as likha dikha sakta hoon MOLA ALI AS ke naam ke agge/


    or jahan tak bukhari ki ilawa dorsi kitaboon ko na manane wali bat ha to mere bhai aap apne kisi 1 aalim ka fatwa dikha do jo kehta ho ke wo bukhari ke ilawa kisi bat ko nai manta to janab agar ha to dekhaeen wase aisa koi aalim mojood nai ha or aap yahaan par apne fatwe na jhareen.

    is ke ilwa aap ke haan ik bohat mashoor hadees ha ke mere bad koi nabi hota to wo umer hota ye mujhe bukhari se dhoond kar dekhaye( jahaan tak mere qalleel ilm ka taluq ha to ye rawayat bukhari ki nai balke tirmizi ki ha) or janab bukhari main ye rawayat zarror mojood ha AYE ALI TUJH KO MUJH SE WOHI NISBAT HASSIL HA JO HAROON KO MUSA SE THI to mere bhai is rawayat se saaf saaf zahir ho raha ha ke MOLA ALI AS , RASOOL SAWW ke bad sab se afzaal hain jiss tarhaan HAZRAT MUSA AS ke bad HAZRAT HAROON AS the or ab btayeen aap dosri books ko mano ge ya MOLA ALI AS ko RASOOL SAWW ke bad sabse afzal?????????

  5. #41
    Raqib Naqvi's Avatar
    Raqib Naqvi is offline Senior Member+
    Last Online
    8th May 2010 @ 03:22 PM
    Join Date
    30 Dec 2008
    Age
    37
    Posts
    243
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    bhai meri aap se filhaal ik he guzarish ha ke kisi aggle mozo ko pehla mozo khatam hone ke bad shoro karna abhi bhe 3,3 topic chal rahe hain un par bhe baat kareen ge magar in ka faisla hone ke bad.

  6. #42
    Join Date
    21 Oct 2009
    Location
    City of Textiles
    Age
    34
    Posts
    387
    Threads
    1
    Thanked
    12

    Default

    Raqib Naqvi Zindabad

    Tandi e Baad e Mukhalif se na ghabra ae Uqaab,
    Ye Chalti hai tujhe Ooncha Urrane k Liye,
    Dr.Iqbal Rehmatulallah Aleh

    sspain786, shame on u, ghussa or aggressive attitude apne ghar pe rakh k aao, aaraam or tameez se baat karo, jo hawale aapko diye gaye hain unko ghalat sabit karne ki bajaye taal matol se kaam le rahe ho, 1400 saal tum logoun ne taal matol hi ki hai, aaj bhi tum drama hi kar rahe ho, main nahi chahta k aise hi halaat chalein, mohabat hi sab masloun ka hal hota hai, kitni hi Imam Baargahoun pe ye Poster lage hote hain k Sunni Brothers ko Eid Mubarik, kya kabhi kisi Sunni Masjid mein aik bhi aisa poster tum ne ya tumhare Sunni Brothers ne lagane ki Zehmat ki?

    Islam ka mazaaq urraya jata hai or tum usse promote karte ho, k yeh huw hai dekho dekho, lakeer k fakeer logoun ki tara fatwe diye jate hain, jo tumhare molvi hazrat ko khush kare wo Iman Daar, jo unhein naraa kare wo be iman,

    or tum bajaye hawala sabit karne k naye naye sawaal kar rahe ho, or Raqib bhai ne jab yeh kaha k wo exams ki waja se busy thay to tum ne un ka mazaq urraya, kya tum ne Aap S.A.W ki taleem se related Hadess nahi suni?????????

    ab khuda k liye phir jhagra mat karna , bal k jao or Lahore , Faisalabad or Sindh or saare Pakistan ki Imam Baargahoun k bahir dekhna, kitni hi jaga tumhein Likha nazar aayeg k Sunni Brothers ko Eid Mubarik, or is baar main bhi dekhoon ga k kitne Sunni Brothers ye kaam karte hain....... lets see,

    yaad rakho agar saare Pakistan ki kisi aik bhi masjid pe ya kisi chowk per Mujhe Sunni Brothers ki taraf se Shia Brothers ko Eid ki Maubarik na mili, to Main Qayamat k din ye Shikyata Rasool S.A.W se karoon ga, k Aaqa S.A.W ab aap hi Insaaf karien, min nahi janata Qayamat k din tak mujhe ye sab yaad raheg ya nahi magar Allah to sab dekh rha hai, or farmaya bhi hai, k Tumhara Rab Bhoolne Wala Nahi.........!

    Assalaam o Alikum wa Rehmatullah

  7. #43
    Join Date
    15 Dec 2009
    Location
    Karachi
    Posts
    1,511
    Threads
    117
    Credits
    160
    Thanked
    530

    Default

    لعنت ہے اس خبیث پر

  8. #44
    Banto5's Avatar
    Banto5 is offline Senior Member+
    Last Online
    29th August 2019 @ 11:56 PM
    Join Date
    31 Jul 2009
    Location
    Pakistan
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    2,332
    Threads
    280
    Credits
    1,094
    Thanked
    136

    Default

    Lanat Prophet (SAW) k gustaakh par

    Lanat sahaba k gustaakh par.

    Lanat Ahl-e-Bait k gustaakh par.

  9. #45
    n0mi's Avatar
    n0mi is offline Advance Member
    Last Online
    26th September 2021 @ 09:49 PM
    Join Date
    22 Dec 2009
    Posts
    1,258
    Threads
    112
    Credits
    135
    Thanked
    244

    Default

    Aap neh sahi kaha magar aik ghalti aap neh ki hai k aap neh likh hai
    "ye aadmi geo k shafaf kirdar pr bhi dhaba hai"
    k Geo ka koi shafaf kirdar nahin hai ye sab kuch iss neh Geo k madad se kia hoga or Geo ko iss ka pata hoga,ye kese ho sakta hai k Geo ko pata na ho,Geo channel bhi Munafiqon ka hai or ye bhi

  10. #46
    shehzad_ktk79's Avatar
    shehzad_ktk79 is offline Senior Member+
    Last Online
    4th November 2014 @ 12:21 PM
    Join Date
    17 Mar 2010
    Posts
    654
    Threads
    55
    Credits
    822
    Thanked
    26

    Default

    gud sharing

  11. #47
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    تقیہ کرنا ہر باطل فرقہ کا طرہ امتیاز ہے۔۔۔
    Khanqah Daruslam

  12. #48
    seemaa is offline Member
    Last Online
    4th June 2010 @ 12:48 AM
    Join Date
    23 Apr 2010
    Age
    44
    Posts
    70
    Threads
    2
    Thanked
    3

    Default

    aap logon ne dekha kis trah log is k shidai ho gay thay k uski baat mein aa kar AHMDION ko shheed krnay lagay ab uske khilaf ho gay hein Allah tala aisay nishaan dikhta hai aik din sab kuch samjh mein aa jay ga kon sacha kon jhoota hai.kuch samjhnay walay samjh bhi rahy hen.

Page 4 of 5 FirstFirst 12345 LastLast

Similar Threads

  1. Zaalim
    By Kingirshad in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 19th April 2014, 09:00 PM
  2. ZaaLiM....
    By Zara112 in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 12
    Last Post: 24th November 2012, 08:34 PM
  3. Gustakh-e-Sahaba "Amir Liaqat"
    By Doctor in forum Baat cheet
    Replies: 103
    Last Post: 25th October 2008, 09:35 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •