KASSHHHHH
"kaash ke mujh sey bhi kisiko pyar hota,
kaash ke mere liye bhi kisika dil bekarar hota,
kaash ke mujhe bhi koi apni yaadon mein laata
apne khwabon mein basata
ankhon mein chupaata
kaash ke mujhse bhi kabhi koi izhaar karta
kaash ke mere liye bhi koi bechaain hota,
ke mujhe bhi koi apne dil mein utarta ,
apni sanson mein samata
meri duniya ko mehkaata
kaash ke mere bhi sapne kabhi sach hoty
kaash ke mere bhi armaan pure hote
kaash ke mujhe bhi kabhi mil jaata koi
dekhta use main harpal
rehta khoyea khoyea.
zindagi pyar bina adhuri si hoti hai
ek saathi bina suni suni hoti hai
kaash ke mujhe bhi kisika saath mila hota
kaash ke mere zindagi mein bhi kisi ka saath hota
Bookmarks