Mai sites pe office me work, karta hu, pehle company ne jo net ki service di hai usse ham sabhi koi bhi site open kar sakte the, magar ab company ne Head Office ke through tamam sites block kar di hai jisse ham apni mail wagera bhi check nahi kar sakte, koi or jaroorat ho wo bhi kam nahi kar sakte, jese elect. bill, mobile recharge etc.

meri ap expert se guzarish ye hai ke mujhko waqt nahi milta, ek tarha se mai net pe depand ho chuka ho, mai ye chahata hu ke kese bhi kar ke mai apni yahoo, rediff or digar sites open kar saku,

kiya esa koi tarika, koi software ya koi fanda ho to batao, Plzzzzzzzzzzz