salam to all
meray pass nokia n70 mobile hain ..main us kay zariye net use karta hoon magar uss ki speed bohat slow hain ...mujhay kissi nay bataya hain keh edge use karo ...mujhay edge kay baray main bilkul nahi pata ..yai kiya hota hain aur iss main net ki speed kitni hoti hain nokia n70 main hain keh nahi aur zong main kis tarah activate karon.....