Results 1 to 6 of 6

Thread: picture print karne k liye kon sa pepar

  1. #1
    Join Date
    21 Nov 2008
    Location
    ZaMeeN Per
    Posts
    851
    Threads
    212
    Credits
    1,362
    Thanked
    56

    Default picture print karne k liye kon sa pepar

    Printer main photo nikalne k liye kon sa paper used hota hai , A4 k jo pepar se picture ka parint acha nahi ata , suna hai photo parint karne k liye koi khaz paper hota hai , or printer ki setting karni hoti warna printer kharab ho jata hai help me plz

  2. #2
    AliDaMalang is offline Member
    Last Online
    15th January 2011 @ 05:27 AM
    Join Date
    13 Mar 2009
    Location
    Sydney, Australia
    Age
    57
    Posts
    2,089
    Threads
    173
    Thanked
    7

    Default

    Yaar Khan Sahib photo print kerne ke liye different qism ka paper hota hai, jo kafi mehnga hai. Printer ke setting ka masla nahi hai. Colour printer koi bhi photo ko print ker sakta hai. Mera mashwara ye hai ke aap apni picture kisi lab se print kerwa len aap ka kam sastay mein ho jai ga. Agar khud print kerna chahte hain to aap ko achi quality ki ink aur photo paper purchase kerna hoga. Baqi jaise aap ki marzi.

  3. #3
    Join Date
    21 Nov 2008
    Location
    ZaMeeN Per
    Posts
    851
    Threads
    212
    Credits
    1,362
    Thanked
    56

    Default

    Quote AliDaMalang said: View Post

    thanks , mery pass HP D1560 hai main ne os ki ink khatam karni hai meri koch picture hain jis ko main ne print karni hain , ink ko main ne rifll karna hai or Aam paper per DVD k cover bane hain

  4. #4
    Join Date
    21 Nov 2008
    Location
    ZaMeeN Per
    Posts
    851
    Threads
    212
    Credits
    1,362
    Thanked
    56

    Default

    Aafa k paper achay hain , on ka rate kiya ho ga 5 Rs ya 20 Rs per page ?

  5. #5
    AliDaMalang is offline Member
    Last Online
    15th January 2011 @ 05:27 AM
    Join Date
    13 Mar 2009
    Location
    Sydney, Australia
    Age
    57
    Posts
    2,089
    Threads
    173
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Quote irfan bangash said: View Post

    thanks , mery pass HP D1560 hai main ne os ki ink khatam karni hai meri koch picture hain jis ko main ne print karni hain , ink ko main ne rifll karna hai or Aam paper per DVD k cover bane hain
    Aap agar sirf DVD ka cover print kerna chahte hain to GLOSSY PAPER best hai. Ye aap ko A5 aur A4 size mein mil jai ga.

  6. #6
    younus-ansari's Avatar
    younus-ansari is offline Senior Member+
    Last Online
    12th September 2015 @ 02:44 AM
    Join Date
    08 Dec 2008
    Location
    Karahci
    Gender
    Male
    Posts
    526
    Threads
    23
    Credits
    0
    Thanked
    8

    Default

    Use .............ButterFly Paper................ Butterfly for Photo's PaPer's ............. ye app ko 1 paper something 5 tp 8 Rupee ka miley ga....... ager app pora Box lengain to i think 250 ya 300 papers ka box hota hey ..... jo app ko sasta meley ga ......................

Similar Threads

  1. ab tang karne walon ke chute karne ke liye eke nahe do software laya hon
    By NourozeRind in forum Nokia & Othre Mobiles
    Replies: 18
    Last Post: 30th November 2011, 01:34 AM
  2. picture ki size kam karne k liye softwair chahye
    By king_khana1 in forum Ask an Expert
    Replies: 17
    Last Post: 13th June 2010, 04:42 PM
  3. Replies: 5
    Last Post: 9th August 2009, 01:11 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •