salam.dosto.ek buhat bara masla ha.i think jo bi universaity ma ya per school ma net user karta ha.un ka computer ma kuch install nahi kar saktay ha.c disk ma tu kuch install nahi hota.or her software tu waha install hoat ha jaya window ka setup ho.or na hi yahoo messeger install hota ha.kuch bi nahi.app waha koi folder bi nahi bata saktay ha.so.wo ya hi messeg data ha ka dll file missing ha.and admin ki ijazat nahi ha app ko.tu is ka kiya hall ha.ma chahta ho ka ma computer ma kuch bi install karo tu wo ho jaiyay.i now mushil ho ga lakin maray liyay buhat buhat ahmiyat ki baat ha.ya sab kuch.so plz dosto ager kissi ko is cheez ka baray ma pata ha tu plz plz share kary.mujay app logo kay reply ka intazar rahay ga.or ha i think ya koi hacking ma nahi ati cheez.so plz ya na koi bolay ka ya hacking ha.plz share kary.

arslanalyas***********