Page 4 of 10 FirstFirst 1234567 ... LastLast
Results 37 to 48 of 109

Thread: Hazrat ESA A.s Ki Nishania ..... Eik Sawal Ka JAwab ......

  1. #37
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    very good mailking brother ....... kia mian jaan sekta hoon k aap namaz kes terha perhtay hain ? agar bura na manaie to ........
    Brother main Namaz wase hi parhta hon jayse mayre parents parhte hain.
    AP SAW ki ek Hadees ka mahfoom hai kh Sahaba namaz ase parho jesay mujhy parhte hoye daykh te ho.
    ye ek selsla shero ho jata hai kh Sahaba ne AP SAW ko Namaz parhte hoye daykha Sahaba ko tabeen ne daykha tabeen ko taba tabeen ne daykha... is tarah aage chalta jata hai silsla, jo ap mujh se zayda achi tarha jante hain.

    I know kh ap ne ye question qun pocha hai. aur is k baad kia pochiyin gay i know... but ap koi b question poch sakte hain... welcome bro...

  2. #38
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Brother main Namaz wase hi parhta hon jayse mayre parents parhte hain.
    AP SAW ek Hadees ka mahfoom hai kh Sahaba namaz ase jesay mujhy parhte hoye daykh te ho.
    ye ek selsla shero ho jata hai kh Sahaba ne AP SAW ko Namaz parhte hoye daykh Sahaba ko tabeen ne daykh tabeen ko taba tabeen ne daykh... is tarah aage chalta jata hai silsla, jo ap mujh se zayda achi tarha jante hain.

    I know kh ap ne ye question qun pocha hai. aur is k baad kia pochiyin gay i know... but ap koi b question poch sakte hain... welcome...
    Eik Musalman hayat-e-esa a.s ka munkir ho sekta hai yeh main pehli baat dekh raha hoon .......
    Max img size for signature is 30KB or Less

  3. #39
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Eik Musalman hayat-e-esa a.s ka munkir ho sekta hai yeh main pehli baat dekh raha hoon .......
    Kia ap ESA A.S ka dunya mai dobara ane ka hawala Quran se day sake hain?

    ab Qayamat ne hi ana hai. (ur kisi ne nahi).
    aur Qayamat ki nishanian aa choki hain. see
    Sura#47 Ayt#18.

  4. #40
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Kia ap ESA A.S ka dunya mai dobara ane ka hawala Quran se day sake hain?

    ab Qayamat ne hi ana hai. (ur kisi ne nahi).
    aur Qayamat ki nishanian aa choki hain. see
    Sura#47 Ayt#18.
    Brother man nay aap say poocha hai k kia aap koi QURAN ki ayyat dekha sektay hain k hazrat ESA A.S wafat pa chukay hain .......... yeh sawal mian ap say pehlay pooch chuka hoon ....... back per ja kar dekhain

  5. #41
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    aap nay jo QURAN ki ayyat k mutaliq kaha hai us mian QAYAMAT KI NISHANI ka ziker hai na k qayamat ka ........ khair ........ kia aap mujhay qayamat ki nishani bata sektay hain ?

  6. #42
    zewar is offline Junior Member
    Last Online
    21st November 2018 @ 04:56 PM
    Join Date
    26 Oct 2009
    Posts
    17
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Nice Sharing

  7. #43
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Brother man nay aap say poocha hai k kia aap koi QURAN ki ayyat dekha sektay hain k hazrat ESA A.S wafat pa chukay hain .......... yeh sawal mian ap say pehlay pooch chuka hoon ....... back per ja kar dekhain
    sorry dear ap ki us post ki mail hi nahi ai mujhy is liay pata nahi chala...

    Brother baat is topic pr nahi ho rahi kh Hazrat ESA A.S wafat pa ckuke hain ya nahi.

    Baat is topic pr ho rahi hai kh Hazrat ESA A.S ne dobara ana hai ya nahi?

    brother pahle is topic ko complete kr layin. phr us topic pr b baat kr layn gay.

  8. #44
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post
    aap nay jo QURAN ki ayyat k mutaliq kaha hai us mian QAYAMAT KI NISHANI ka ziker hai na k qayamat ka ........ khair ........ kia aap mujhay qayamat ki nishani bata sektay hain ?
    Main ap ko topic k related hi hawala dayta hon qayamat ki nishanion mai se.

    aksar log Hazrat ESA A.S ka dobara ane ka hawala is Ayte ka dayte hain. Sura# 43 Ayte# 61
    kh Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani hai. Lihaza Qayamt ki nishanian pori nahi honiyn so ESA A.S ne dobara ana hai. (ye koch logo ka point of view hai. )

    Lekin agr ap is Ayte ko daykhin kh
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayet#18 is ayet se pata chalta hai kh Qayamt ki nishanian a choki hain.

    Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani thay. Hazrat ESA A.S aye thay is dunya mai lihaza nishani pori ho choki hai. aur dosri baat kh Qayamat ki sab ishanian a choki hain. see Sura#47 Ayet#18 ab Qayamat ne hi a na hai aur kisi ne nahi qun k nishanian pori ho choki hain.

  9. #45
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Exclamation

    Quote MailKing said: View Post
    Quran mai Hazrat ESA A.S k dobara anay ka zeekr nahi hai. AP SAW Quran k elawa koi baat apni taraf se nahi kr te thay ( deen ka muamle mai). Sura#53 Ayat#3,4.

    AP SAW ne only Quran ki baaton ko hi bayan kia, Quran mai Hazrat ESA A.S k dobara ane ka zikr nahi hai Lihaza AP SAW ne is topic pr baat b nahi ki.

    jo hadees ap ne likhi hai us mai to 95% akeeda to Christians ka hai, wo kahte hain kh Hazrat ESA A.S ayin gay wo hamare Imam hon gay wo sleeb ko torin gay.. etc.
    AP SAW ne mana kia hai kh Christians ka akeeda na apnao.

    Lihaza Hazrat ESA A.S ka dobara ane ka akeeda Muslims ka nahi balke Christians ka hai.

    lakin afsoos ye hai kh ham ne Quran ko chor kr aur baaton ko fallow kr na sheru kr dia.

    Dear ap ne apne bare mai nahi bataya?
    Quote MailKing said: View Post
    Main ap ko topic k related hi hawala dayta hon qayamat ki nishanion mai se.

    aksar log Hazrat ESA A.S ka dobara ane ka hawala is Ayte ka dayte hain. Sura# 43 Ayte# 61
    kh Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani hai. Lihaza Qayamt ki nishanian pori nahi honiyn so ESA A.S ne dobara ana hai. (ye koch logo ka point of view hai. )

    Lekin agr ap is Ayte ko daykhin kh
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayet#18 is ayet se pata chalta hai kh Qayamt ki nishanian a choki hain.

    Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani thay. Hazrat ESA A.S aye thay is dunya mai lihaza nishani pori ho choki hai. aur dosri baat kh Qayamat ki sab ishanian a choki hain. see Sura#47 Ayet#18 ab Qayamat ne hi a na hai aur kisi ne nahi qun k nishanian pori ho choki hain.
    Assalam-o-Alaikum,
    Thread to ha Muzaffar (Ustad) bhai ki, magar chunkeh Mail King bhai ko Hazrat Eesa A.S. ke DUBARAH dunya man tashreef awari par ikhtelaaf ha iss lye yahan man kuch guzarshat pesh karaha hon...

    MailKing: Apne kaha ha keh "Hazrat Eesa A.S. dubara dunya man nahin ayen ge abb bus qyamat hi aye gi aur iska saboot Quran -o- Hadees se manga ha"...

    jese apne kaha keh hadees par apka aitabar nahin, keh kahin man apni taraf se koi baat Hazoor sallaho ilehe wasllam se na jorr doon.. to theek ha man Quran se Daleel deta hon... GAUR SE PARHYE GA...!

    Surahe Al Imran (ayat # 45-48) ma Irshaad ha: "Jab kaha farishtoun ne, Aye Maryam (A.S.) Allah tujhko bisharat deta ha aik apne hukam ki, Jis ka naam Maseeh ha, Eesa , Maryam ka beta, Bare martabe wala, Dunya aur akhirat man, aur Allah ke Muqareboun man, aur wo logon se baaten kare ga jab keh wo apni maan ki goud man hoga, ...............aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel"...

    Yahan do lafz bohat aeham han...

    "Allah ke Muqarreboun man"
    "aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel"

    yahan gour karen to maloom hoga keh Quran man jahan jahan bhi "Muqarib" kaha gia ha wo ya to farishtoun ko ya phir alam -e- barzakh man jo naik logg honge unhen Muqarebeen kaha gia ha ... ISS SE MALOOM HOA KEH HAZRAT EESA A.S. ISS WAQT MUQAREBEEN YANI "ASMANOUN MAN ZINDA" MOUJOOD HAN...

    Doosri baat: aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel... to lafz "Kitabou Hikmat" jahan bhio quran man ikhtta istemal hoa ha wahan iss se muraad Quran-o-Sunnat ha...aur hazrat Eesa a.s. rafe asman se pehle ki zindagi man Turaat-o-Injeel ki taaleem dete rahe han... ISKA MATLAB YE HOA KEH HAZRAT EESA A.S. JO ASMANOUN MAN ZINDAH HAN, WO DUBARA DUNYA MAN AKAR QURAN -O- SUNNAT KI TALEEMAT BAATYEN GE...!

    islye quran ki siraf aik hi ayat se man ne daleel de di keh Hazrat Eesa .a.s Haayaat han, aur dubara dunya man Yashreef la kar Quran-o-sunnat ki taleem denge...

    abb bhi agar koi ishkaal ho to app poochye !
    Khanqah Daruslam

  10. #46
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    sorry dear ap ki us post ki mail hi nahi ai mujhy is liay pata nahi chala...

    Brother baat is topic pr nahi ho rahi kh Hazrat ESA A.S wafat pa ckuke hain ya nahi.

    Baat is topic pr ho rahi hai kh Hazrat ESA A.S ne dobara ana hai ya nahi?

    brother pahle is topic ko complete kr layin. phr us topic pr b baat kr layn gay.
    Light chali gai the that's y mian baat na kar seka ....... khair .......
    aap nay kaha hai k hazrat ESA A.S wapis ayengay ya nahi .......

    Hadees :-
    MUHAMMAD S.A.W nay farmaya hai k pas us waqat ESA IBNE MARYYAM aasman say nazil hongay ...
    (Kanzul Amal Jild 14 , page 619 Number 39726)

    main nay hazrat ESA A.S k dunia mian anay k mutaliq ap ko hadees ki roshni mian bata chuka hoon .......

    kia aap mujhay koi hadees ya QURAN ki ayyat dekha sektay hai k jis mian yeh likha ho k hazrat ESA A.S nahi ayengay ?

  11. #47
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Main ap ko topic k related hi hawala dayta hon qayamat ki nishanion mai se.

    aksar log Hazrat ESA A.S ka dobara ane ka hawala is Ayte ka dayte hain. Sura# 43 Ayte# 61
    kh Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani hai. Lihaza Qayamt ki nishanian pori nahi honiyn so ESA A.S ne dobara ana hai. (ye koch logo ka point of view hai. )

    Lekin agr ap is Ayte ko daykhin kh
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayet#18 is ayet se pata chalta hai kh Qayamt ki nishanian a choki hain.

    Hazrat ESA A.S Qayamat ki nishani thay. Hazrat ESA A.S aye thay is dunya mai lihaza nishani pori ho choki hai. aur dosri baat kh Qayamat ki sab ishanian a choki hain. see Sura#47 Ayet#18 ab Qayamat ne hi a na hai aur kisi ne nahi qun k nishanian pori ho choki hain.
    yeh kuch logno ki thinking nahi hia bulkay muslim aqeeda hai ....... qayamat say pehlay imaam MEHDI ayengay , DAJJAL ayega , or hazrat ESA A.S nazil hongay ........
    Mujhay aap ki aqal ki daad denay perayge .....
    Hazrat ESA A.S pehlay aye or QURAN baad mian nazil howa .......
    baqool aap k nishani aa kar ghuzar gai or batanay wala baad mian bata raha hai wah wah ........... kia kehna aap ka ...........

  12. #48
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post


    Light chali gai the that's y mian baat na kar seka ....... khair .......
    aap nay kaha hai k hazrat ESA A.S wapis ayengay ya nahi .......

    Hadees :-
    MUHAMMAD S.A.W nay farmaya hai k pas us waqat ESA IBNE MARYYAM aasman say nazil hongay ...
    (Kanzul Amal Jild 14 , page 619 Number 39726)

    main nay hazrat ESA A.S k dunia mian anay k mutaliq ap ko hadees ki roshni mian bata chuka hoon .......

    kia aap mujhay koi hadees ya QURAN ki ayyat dekha sektay hai k jis mian yeh likha ho k hazrat ESA A.S nahi ayengay ?
    Dear maine ap ko do Ayyat ka hawala dia tha agr ap usy gor se parhte to shayed ye sawal na krte.... khar..

    Wo (Hazrat ESA A.S) Qayamat ki nishani hain. See
    Suar# 43 Ayet# 61

    doosri Ayet. Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    pahli Ayet mai hai kh wo(ESA A.S) Qayamat ki nishani hai. Dosri Ayet mai hai kh Qayamat ki nishanian a chuki hain.

    Qayamat ki nishanian a choki hain is se ye baat sabat hoti hai kh ab kisi ne nahi ana. bs Qayamt aye gi.

    manna ya na manna ab ap ki marzi hai.

Page 4 of 10 FirstFirst 1234567 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 54
    Last Post: 4th May 2011, 07:48 PM
  2. :: 25 Sawal :: 25 Jawab :: Hazrat Muhammad (P.B.U.H)‏
    By Rahym.Zulfiqar.Aly in forum Islam
    Replies: 14
    Last Post: 2nd April 2010, 01:16 AM
  3. Replies: 42
    Last Post: 28th January 2010, 08:52 AM
  4. Replies: 3
    Last Post: 21st January 2009, 11:01 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •