Page 5 of 10 FirstFirst ... 2345678 ... LastLast
Results 49 to 60 of 109

Thread: Hazrat ESA A.s Ki Nishania ..... Eik Sawal Ka JAwab ......

  1. #49
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post

    yeh kuch logno ki thinking nahi hia bulkay muslim aqeeda hai ....... qayamat say pehlay imaam MEHDI ayengay , DAJJAL ayega , or hazrat ESA A.S nazil hongay ........
    Mujhay aap ki aqal ki daad denay perayge .....
    Hazrat ESA A.S pehlay aye or QURAN baad mian nazil howa .......
    baqool aap k nishani aa kar ghuzar gai or batanay wala baad mian bata raha hai wah wah ........... kia kehna aap ka ...........
    "Hazrat ESA A.S pehlay aye or QURAN baad mian nazil howa ....... " dear mai is ka matlib nahi samhja kh ap kia kahna chahte hain.

    brother ye main nahi kah raha kh Qayamt ki nishanian a choki hain(jo ap ne kaha hai kh baqool ap k.....)

    ye ALLAH ne parmaya hai kh

    Qayamt ki nishanian a choki hain. see Sura#47 Ayt#18

  2. #50
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Assalam-o-Alaikum,
    Thread to ha Muzaffar (Ustad) bhai ki, magar chunkeh Mail King bhai ko Hazrat Eesa A.S. ke DUBARAH dunya man tashreef awari par ikhtelaaf ha iss lye yahan man kuch guzarshat pesh karaha hon...

    MailKing: Apne kaha ha keh "Hazrat Eesa A.S. dubara dunya man nahin ayen ge abb bus qyamat hi aye gi aur iska saboot Quran -o- Hadees se manga ha"...

    jese apne kaha keh hadees par apka aitabar nahin, keh kahin man apni taraf se koi baat Hazoor sallaho ilehe wasllam se na jorr doon.. to theek ha man Quran se Daleel deta hon... GAUR SE PARHYE GA...!

    Surahe Al Imran (ayat # 45-48) ma Irshaad ha: "Jab kaha farishtoun ne, Aye Maryam (A.S.) Allah tujhko bisharat deta ha aik apne hukam ki, Jis ka naam Maseeh ha, Eesa , Maryam ka beta, Bare martabe wala, Dunya aur akhirat man, aur Allah ke Muqareboun man, aur wo logon se baaten kare ga jab keh wo apni maan ki goud man hoga, ...............aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel"...

    Yahan do lafz bohat aeham han...

    "Allah ke Muqarreboun man"
    "aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel"

    yahan gour karen to maloom hoga keh Quran man jahan jahan bhi "Muqarib" kaha gia ha wo ya to farishtoun ko ya phir alam -e- barzakh man jo naik logg honge unhen Muqarebeen kaha gia ha ... ISS SE MALOOM HOA KEH HAZRAT EESA A.S. ISS WAQT MUQAREBEEN YANI "ASMANOUN MAN ZINDA" MOUJOOD HAN...

    Doosri baat: aur sikha de ga usse Kitaab-o-Hikmat aur Tuaraat-o-Injeel... to lafz "Kitabou Hikmat" jahan bhio quran man ikhtta istemal hoa ha wahan iss se muraad Quran-o-Sunnat ha...aur hazrat Eesa a.s. rafe asman se pehle ki zindagi man Turaat-o-Injeel ki taaleem dete rahe han... ISKA MATLAB YE HOA KEH HAZRAT EESA A.S. JO ASMANOUN MAN ZINDAH HAN, WO DUBARA DUNYA MAN AKAR QURAN -O- SUNNAT KI TALEEMAT BAATYEN GE...!

    islye quran ki siraf aik hi ayat se man ne daleel de di keh Hazrat Eesa .a.s Haayaat han, aur dubara dunya man Yashreef la kar Quran-o-sunnat ki taleem denge...

    abb bhi agar koi ishkaal ho to app poochye !
    Welcome naqshbandios_limra ...
    Hazrt ESA A.S ko jo Kitaab-o-Hikmat di gai us ko ap ne Quean-o-Sunnat se jora hai. Aysi baat nahi hai.

    kia Hazrat ESA A.S ko Kitaab-o-Hikmat nahi digai thi? Dear dono cheezin di gai thi. Hazrat ESA A.S k mujzaat hikmat nahi to aur kia hain. Un ka choti umar mai hi boolna hikmat nahi to aur kia tha. kia Anjeel kaatab ESA A.S ko nahi di gai thi?

    main ap ko b wohi awalye dayta hon jo Ustad bahi ko diay hain.

    wo (Hazrat ESA A.S) Qayamt ki nishani hain. See Suar# 43 Ayet# 61

    doosri Ayet:Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    doosri Ayet se ye sabat hota hai kh Hazrat ESA A.S ab nahi ayin gay qun k pahli Ayet mai hai kh wo Qayamt ki nishani hain aur dosri Ayet mai ALLAH farma rahe hain kh nishanian a choki hain. is ka matlib hai kh Qayamt ki nishanian pori ho choki hain.
    jab ye baat Quran mai hai kh Qayamat ki nishainan a choki hain aur ap kahin kh ani hain abi to phr ya to QURAN ki baat sachi hai ya phr ap sache hain.

    Ab ap khud fasla karlin kh Quran Sacha hai ya Ap....

  3. #51
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Quote MailKing said: View Post

    Beshak Quran bhi sacha ha, aur Jis Nabi sallaho ilehe wasllam ki ahadees man riwayat karne laga hon unki baat bhi sachi ha...

    agar app ahadees par Imaan aur aitaqaad rakhte ho to man aik hadees IBN_E_MAJA man se riwayat karta hon...

    "Jab Hazoor sallaho ilehe wasllam Mairaaj ke mauqe par asmaan ke ooper gaye to wahan hazrat Ibraheem, Hazrat Musa, hazrat Eesa aur Hazrat Muhammad alahe mus slaam ke darmyan mulaqat hoi, apas man ye poocha gya keh Qyamat kab aye gi... Baaqi teenoun amnbia a.s. ne ye kaha keh Iska ilm siwaye Allah ke aur kisi ko nahin, Lekin hazrat Eesa a.s. ne farmaya keh mujhe ye to nahin maloom keh uski tareekh kia hogi, magar itna janta hon keh Qyamat se pehle man dunya man nazil honga aur phir apni tabai mout paoun ga."

    Iss hadees semaloom hoa keh wo dubara dunya man nazil honge...
    Khanqah Daruslam

  4. #52
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    aik aur hadees man irshaad hoa keh "Mujhe uss ummat par fakhar ha jis ka awal man hon, darmyan man mehdi aur akhir man Eesa ibne Maryam a.s. han"...

    ye bhi unki dubara nazool par daleel ha...

    Baaqi app agar inn ahadees par bhi nahin samjhte to phir Assalam-o-Alaikum...

  5. #53
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    "Hazrat ESA A.S pehlay aye or QURAN baad mian nazil howa ....... " dear mai is ka matlib nahi samhja kh ap kia kahna chahte hain.

    brother ye main nahi kah raha kh Qayamt ki nishanian a choki hain(jo ap ne kaha hai kh baqool ap k.....)

    ye ALLAH ne parmaya hai kh

    Qayamt ki nishanian a choki hain. see Sura#47 Ayt#18
    QURAN main aya hai k qayamat ki nishani aa chuki hia ..... or aap nay kaha hai k hazrat ESA A.S aa kar ghuzar chukay hia yani nishani aa chuki hia .....

    mian yeh keh raha hoon k nishani pehlay aye or QURAN humay baad mian bata raha hia k nishani a chuki hia .......

    kia ap batana pasand karaingya k QURAN nay kes taraf eshara kia hai k QAYAMAT ki nishani a chuki hia ?
    Max img size for signature is 30KB or Less

  6. #54
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Dear maine ap ko do Ayyat ka hawala dia tha agr ap usy gor se parhte to shayed ye sawal na krte.... khar..

    Wo (Hazrat ESA A.S) Qayamat ki nishani hain. See
    Suar# 43 Ayet# 61

    doosri Ayet. Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    pahli Ayet mai hai kh wo(ESA A.S) Qayamat ki nishani hai. Dosri Ayet mai hai kh Qayamat ki nishanian a chuki hain.

    Qayamat ki nishanian a choki hain is se ye baat sabat hoti hai kh ab kisi ne nahi ana. bs Qayamt aye gi.

    manna ya na manna ab ap ki marzi hai.

    hazrat ESA A.S pehlay aye or QURAN baad mian aa kar bata raha hia k woo (hazrat ESA A.S) qayamat ki nishani hain ......

    or mian nay jo hadees bataie hia meharbani kar k us hadees k mutaliq bhi apnay khayyalat ka ezhaar karain k aap usay mantay hain ya nahi ?

  7. #55
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote MailKing said: View Post
    Welcome naqshbandios_limra ...
    Hazrt ESA A.S ko jo Kitaab-o-Hikmat di gai us ko ap ne Quean-o-Sunnat se jora hai. Aysi baat nahi hai.

    kia Hazrat ESA A.S ko Kitaab-o-Hikmat nahi digai thi? Dear dono cheezin di gai thi. Hazrat ESA A.S k mujzaat hikmat nahi to aur kia hain. Un ka choti umar mai hi boolna hikmat nahi to aur kia tha. kia Anjeel kaatab ESA A.S ko nahi di gai thi?

    main ap ko b wohi awalye dayta hon jo Ustad bahi ko diay hain.

    wo (Hazrat ESA A.S) Qayamt ki nishani hain. See Suar# 43 Ayet# 61

    doosri Ayet:Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    doosri Ayet se ye sabat hota hai kh Hazrat ESA A.S ab nahi ayin gay qun k pahli Ayet mai hai kh wo Qayamt ki nishani hain aur dosri Ayet mai ALLAH farma rahe hain kh nishanian a choki hain. is ka matlib hai kh Qayamt ki nishanian pori ho choki hain.
    jab ye baat Quran mai hai kh Qayamat ki nishainan a choki hain aur ap kahin kh ani hain abi to phr ya to QURAN ki baat sachi hai ya phr ap sache hain.

    Ab ap khud fasla karlin kh Quran Sacha hai ya Ap....
    ..
    Attached Images Attached Images  

  8. #56
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default spot

    Quote Ustaad said: View Post

    ..
    Dear Ustaad jo ap ne Quran ki Ayyate hawale k toor pr di hain un mai se kisi ek Ayet se ye sabat nahi hota kh ESA A.S wapis ayin gay...

    katabo-o-hikmat se jo murad ap lay rahe hain us se ap ki baat ko spot milti hai. (Hazrat ESA A.S wapis ayin gay)

    Laykin Quran ki ye Ayet kh "Qayamat ki nishania a choki hain."
    Sura#47 Ayt#18
    ye Ayet ap ki murad ( jo kitabo-o-hikmat layin rahe hain ) ko reject kr dayti hai. wo is tarha qun kh agr ap ki baat maan li jay to Is AYET ka inkar ho jata hai. ap ki baat se ye baat sabat hoti hai kh Qayamat ki nishanian abi pori nahi hoin.
    kia ap is Ayet ko nahi mannte? Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

  9. #57
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote Ustaad said: View Post

    QURAN main aya hai k qayamat ki nishani aa chuki hia ..... or aap nay kaha hai k hazrat ESA A.S aa kar ghuzar chukay hia yani nishani aa chuki hia .....

    mian yeh keh raha hoon k nishani pehlay aye or QURAN humay baad mian bata raha hia k nishani a chuki hia .......

    kia ap batana pasand karaingya k QURAN nay kes taraf eshara kia hai k QAYAMAT ki nishani a chuki hia ?

    zahri baat hai kh pahlay nishanian pori hon gi to us k baad hi us k pore hone ka elaan kia jay gana. Doosri baat Quran kis ka hai! ALLAH ka hai. to kia ALLAH ko har baat ka elm nahi?

    AP SAW se pahle har nabi next nabi ki bashart dayta tha. Kia Hazrat ESA A.S ne apni umat se ye nahi kaha tha kh mayre baad ek Nabi aye ga Wo aakhri nabi ho ga. us ka naam Muhammad ho ga. us par iman lana.
    AP SAW se bari Qayamat ki nishani kia ho sakti hai?

    Jab AP SAW a gay. Nabowat ka darwaza baand ho gaya. Qayamat ki nishanian complete ho gain to ALLAH ne ERSHAD farma dia kh.
    Qayamat ki nishania a choki hain.
    Sura#47 Ayt#18

    Aur ye Ayet mirza ko b johta sabat krti hai. jo us ne dawe kiaye. Aur ye Ayet logo ko khabr dar krti hai kh ab kisi ne nahi ana bs Qayamat ne hi ana hai qun k Qayamat ki nishanian a chuki hain.

  10. #58
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    aik aur hadees man irshaad hoa keh "Mujhe uss ummat par fakhar ha jis ka awal man hon, darmyan man mehdi aur akhir man Eesa ibne Maryam a.s. han"...

    ye bhi unki dubara nazool par daleel ha...

    Baaqi app agar inn ahadees par bhi nahin samjhte to phir Assalam-o-Alaikum...
    is Hadees se to ye sabat hota hai kh Qayamat ki nishanian abi pori nahi hoin!
    kia ap is baat pr yaakin rakhte hain kh Qayamat ki nishanin abi baaki hain?

  11. #59
    MailKing is offline Senior Member+
    Last Online
    19th December 2013 @ 04:05 PM
    Join Date
    17 Aug 2009
    Posts
    400
    Threads
    20
    Credits
    1,030
    Thanked
    19

    Default

    Quote naqshbandios_limra said: View Post
    Beshak Quran bhi sacha ha, aur Jis Nabi sallaho ilehe wasllam ki ahadees man riwayat karne laga hon unki baat bhi sachi ha...

    agar app ahadees par Imaan aur aitaqaad rakhte ho to man aik hadees IBN_E_MAJA man se riwayat karta hon...

    "Jab Hazoor sallaho ilehe wasllam Mairaaj ke mauqe par asmaan ke ooper gaye to wahan hazrat Ibraheem, Hazrat Musa, hazrat Eesa aur Hazrat Muhammad alahe mus slaam ke darmyan mulaqat hoi, apas man ye poocha gya keh Qyamat kab aye gi... Baaqi teenoun amnbia a.s. ne ye kaha keh Iska ilm siwaye Allah ke aur kisi ko nahin, Lekin hazrat Eesa a.s. ne farmaya keh mujhe ye to nahin maloom keh uski tareekh kia hogi, magar itna janta hon keh Qyamat se pehle man dunya man nazil honga aur phir apni tabai mout paoun ga."

    Iss hadees semaloom hoa keh wo dubara dunya man nazil honge...
    Kia Quran aur NAbi SAW ki baat mukhtalaf ho sakti hai?

  12. #60
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Quote MailKing said:
    Kia Quran aur NAbi SAW ki baat mukhtalaf ho sakti hai?
    Ustad ne bohat acha jawab dia ha, meri pesh karda hadees aur qurani ayat ka hawala Ustad ki post se dekh len...

    Salamti ho uss shaks par jo hidaat ki perwi kare

Page 5 of 10 FirstFirst ... 2345678 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 54
    Last Post: 4th May 2011, 07:48 PM
  2. :: 25 Sawal :: 25 Jawab :: Hazrat Muhammad (P.B.U.H)‏
    By Rahym.Zulfiqar.Aly in forum Islam
    Replies: 14
    Last Post: 2nd April 2010, 01:16 AM
  3. Replies: 42
    Last Post: 28th January 2010, 08:52 AM
  4. Replies: 3
    Last Post: 21st January 2009, 11:01 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •