Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 13 to 24 of 35

Thread: Amliyat

  1. #13
    farooqjan's Avatar
    farooqjan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2015 @ 04:21 AM
    Join Date
    03 Sep 2009
    Location
    ***``~~;;"" IN THE HEART OF MOUNTAINS "";;~~``***
    Gender
    Male
    Posts
    1,052
    Threads
    30
    Credits
    0
    Thanked
    64

    Default

    Acha to nadeem bhai bath ye he k Islam me shadi se pehla ka pyar najaiz or haram he, blke ek larrka larrki k pyar k hawala se kuch b ni hai Islam mai. Ha pasand he, agr ap ko wo pasand he to un k ghar
    SARKASH...MUHABAT

  2. #14
    farooqjan's Avatar
    farooqjan is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2015 @ 04:21 AM
    Join Date
    03 Sep 2009
    Location
    ***``~~;;"" IN THE HEART OF MOUNTAINS "";;~~``***
    Gender
    Male
    Posts
    1,052
    Threads
    30
    Credits
    0
    Thanked
    64

    Default

    Acha to nadeem bhai bath ye he k Islam me shadi se pehla ka pyar najaiz or haram he, blke ek larrka larrki k pyar k hawala se kuch b ni hai Islam mai. Ha pasand he, agr ap ko wo pasand he to un k ghar rishta bejwao, agr Allah nai ap ki kismat mai wo leki hai to zror mila gi, Islam mai aisa hai k agr ap ko koi larrki pasan hai to rishta bejwao, larrki sai us k kisi mehram k samna bat chet, sawal o jawab b kr skta ho, lekn Islam is bath ki har giz ijazat ni data k ji larrka larrki baho me bahay dala park me ghom rha he, cenima ki pechli seat pa beta film se lotaf andoz ho, waghera, ek mashhor qoal hai k shadi k bad pyar krna behtr bejaya is k k pyar k bad shadi ki jay, so agr ap ko wo pasand he to us k ghar rishta bejway or Allah pr chorr da, is k ilawa ap zyada se zyada Allah k zikar mai mashghol ho Inshallah dil ko rahat nasib ho ga.

  3. #15
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    Quote farooqjan said: View Post

    Lekibn dost, agar ladka garib ho, to kese hoga rishta kiyoki aaz ke jamane mai rupiyo, paiso ko jiyada ahmiyat di jati hai, ladka achcha kamane wala ho, doctor hao ya engineer, ya fir koi higher post pe ho to tik, agar ladka garib hai or us ke waldein nahi chahate to Allab bhi kiya kar sakta hai, yehi Allah ki marzi mani jayegi.

    Jabki larki bhi rajamand hai, lekin wo apne waleden ki khilaf nahi ja sakti, Dost galat mat samajhna mujhko ye Allah ki marzi nahi balke us ke walden ki marzi lagti hai

    wo higer class, Namazi, parehgar log hai,

    Dost ye us ke waledin ki marzi hai, Maf karna mai ap ki bato se mai etefak nahi rakhta

  4. #16
    Shaikh Brothers's Avatar
    Shaikh Brothers is offline Senior Member+
    Last Online
    11th September 2013 @ 09:52 AM
    Join Date
    17 Jun 2009
    Location
    Karachi...
    Posts
    6,997
    Threads
    202
    Credits
    975
    Thanked
    315

    Thumbs up

    Quote qarihassan said: View Post

    ye zarori to nahi jo acha lagy wo mil hi jay
    kuch log to achy lagty hen sada dil men rehny k liye
    100% Agree

  5. #17
    Nadeem Ahmed Kh's Avatar
    Nadeem Ahmed Kh is offline Senior Member+
    Last Online
    19th September 2015 @ 10:32 AM
    Join Date
    10 Apr 2009
    Location
    New Delhi
    Gender
    Male
    Posts
    655
    Threads
    115
    Credits
    1,000
    Thanked
    31

    Default

    ye zarori to nahi jo acha lagy wo mil hi jay
    kuch log to achy lagty hen sada dil dukhane k liye

  6. #18
    taqi's Avatar
    taqi is offline Senior Member
    Last Online
    28th September 2018 @ 10:05 PM
    Join Date
    02 Aug 2008
    Location
    LAHORE
    Gender
    Male
    Posts
    738
    Threads
    154
    Credits
    144
    Thanked
    11

    Default

    Kuch log to pehli nazar mn hi dil pe qabiz hojate hain

  7. #19
    taqi's Avatar
    taqi is offline Senior Member
    Last Online
    28th September 2018 @ 10:05 PM
    Join Date
    02 Aug 2008
    Location
    LAHORE
    Gender
    Male
    Posts
    738
    Threads
    154
    Credits
    144
    Thanked
    11

    Default

    Quote Nadeem Ahmed Kh said: View Post
    Lekibn dost, agar ladka garib ho, to kese hoga rishta kiyoki aaz ke jamane mai rupiyo, paiso ko jiyada ahmiyat di jati hai, ladka achcha kamane wala ho, doctor hao ya engineer, ya fir koi higher post pe ho to tik, agar ladka garib hai or us ke waldein nahi chahate to Allab bhi kiya kar sakta hai, yehi Allah ki marzi mani jayegi.

    Jabki larki bhi rajamand hai, lekin wo apne waleden ki khilaf nahi ja sakti, Dost galat mat samajhna mujhko ye Allah ki marzi nahi balke us ke walden ki marzi lagti hai

    wo higer class, Namazi, parehgar log hai,

    Dost ye us ke waledin ki marzi hai, Maf karna mai ap ki bato se mai etefak nahi rakhta
    bhai jo b hota hy ALLAH ki marzi say hota hy
    ap jo keh rhe hain wo galat hy or

  8. #20
    peer_sahib1 is offline Member
    Last Online
    10th January 2010 @ 09:25 PM
    Join Date
    20 Nov 2009
    Location
    پشاور
    Age
    48
    Posts
    108
    Threads
    1
    Thanked
    6

    Default

    اسلام علیکم دوست یہ عشق مجازی ایک بہت بڑی آفت ہے اور امتحان ہے اللہ ہر ایک کو اس سے محفوظ و مامون رکھے ۔

  9. #21
    imranakhan is offline Junior Member
    Last Online
    31st December 2010 @ 04:50 PM
    Join Date
    31 Dec 2010
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote qarihassan said: View Post
    salam,
    1.mery pass alhamdulillah 2,3 wzify heen...
    2.jaiz hy...
    3.pehly men aap ko shariyat ka hukam bata dun k is ka istemal agar aap ny (khuda-na-khasta) gher sharei ya ghalat jaga kiya to us k zemma dar aap hon gy...
    kiay aap agree hen????

    app kub bataingaaay ?

  10. #22
    striking212 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th April 2017 @ 07:07 PM
    Join Date
    05 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    320
    Threads
    5
    Credits
    1,032
    Thanked
    27

    Default

    Qari hassan k pas aisa koi wazeefa nae. Kio k is tarha ka koi b wazeefa quran o sunat sy sbit nae.

  11. #23
    striking212 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th April 2017 @ 07:07 PM
    Join Date
    05 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    37
    Gender
    Male
    Posts
    320
    Threads
    5
    Credits
    1,032
    Thanked
    27

    Default

    Aap allah ka zikar karo or mout ko kasrat sy yad karo. Aj agar ap ko mout aa gai to wo larki to dosra larka dhond ly ge but aap ki kabar mai is mamla par pakar ho sakti ha. Or phir kisi ki bahan baiti k bary mai aisa mat socho k agar wo ap k sath ho to ap ko bura lagy.
    Mai insha'allah ap k haq mai dua karo ga.

  12. #24
    JM Mona is offline Junior Member
    Last Online
    27th June 2011 @ 01:05 PM
    Join Date
    27 Jun 2011
    Age
    36
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    823
    Thanked
    0

    Default

    Aslamo ale kum
    Qari husan sahib agr ap k pas koi wzaifa ha mohabat k lye tu muje batye plz

Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Similar Threads

  1. BismAllah ky fazael. ahkam aur amliyat
    By ShahTahir in forum E-Books
    Replies: 19
    Last Post: 24th April 2014, 02:45 PM
  2. Amliyat or Dum karna jayaz ya najayaz
    By Ashiq e Rasool in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 2
    Last Post: 20th June 2010, 10:12 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •