!!!!!,Us ne kahaa sun,!!!!!!
Ahad nibhaaney ki Khaatir mat aanaa,
Ahad nibhaane-waaley aksar majaburi ya,
Mahajuri ki thakan se lautaa kartey hain,
Tum jaao aur dariyaa dariyaa piyaas bujhaao,
Jin aa'nkho'n main doobo,
Jis dil main bhi ut'ro,
Meri talab aawaaz na degi,
Lekin jab meri chaahat aur meri Khuwaahish ki lau,
Itanii tez aur itanii uu.Nchii ho jaaye
Jab dil rode tab laut aanaa,....**
"Ahmed Faraz"
~~~~~<<<<<>>>>>~~~~~
Bookmarks