magar baat to tub he na jab in logon ki (hukmaranon ki) aapas main batain ya bahir k mumalik k hukmaranon se batain bhi sab k samne aayen
GOOD INFO........achi bat hy.... kuch na kuch faraq zroor parhy ga.....
nice info.thnx.
Is se faida kya hoga aam awam ko balke aab koi privacy bhi nhe rahe kisi ke
ya sab drama hai yar pakistan agar itna hi taiz ho jaye is tarah ki security main tu phir ya crime khatam na ho jain hamari gov. bekar kay chakkron main pari hai jo kaam karny kay wo nahi karti aam awam wohi bechari berozgar bethi hai or ya log security ki batain kar rahy hain hamary hukmuran hi chor hain ya log theek ho jain tu security ki kiya zarorat hai sab sy pehlay tu hamari gov par koi security lagai jaye phir awam par
bilkul aisa hona chaiya
Bookmarks