IntezaR-E-saba raha bars0n !
Ik dareeCha khuL raha
bars0n !!
Aik din unka pyar barsa tha !!
0r main bheeGta raha
bars0n !!
Unki ankh0n k jaam yaaD
rahe !!
Bin piyE bhi nAsha rAha
bars0n !!!
Tab kaHin ja kaR 1 ghazaL likHi !!
Main usaY s0chTa raha bars0n !!
Fasle kaM na h0 sakE SHAH !!
Aamna saMna raHa bars0N !!!!!
Bookmarks