Page 1 of 6 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 65

Thread: kia ham is liya thread liktha ha

  1. #1
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default kia ham is liya thread liktha ha

    کیا ھم اس لیے تھڑیڈ لکھتے ہیں کہ پڑھنے واے ھماری وا ہ واہ کریں اور زیادہ سے زیادہ ہماری تعریف اور پوسٹ کریں تو ہم اپنے ثواب ضایع کر رہے ہیں ہماری نیت یہ ہونی چاہیے کہ ہم سب لوگوں کی اصلاح کر رہے ہیں اللہ ھم سے راضی ہو جائے اللہ ہم سب کو اخلاص کی دولت عطا کر دے اور ھم سب کو بخش دے آمین

    note mara thread ka maqsad yah ha ka agar aap thread liktha waqat aap ki niyat acha ha to aap ko is ka sawab mila ga inshallah ager aap ki niyat yah ha ka sab aap ki tarif karin to yah aap riyakari kar raha ha mara matlab kis ka dil dokana nahi ha
    Attached Images Attached Images     
    Last edited by Ustaad; 8th January 2010 at 02:56 PM.

  2. #2
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Hazrat aap is bat per kaeim rahye ga ke riya karoon ka anjam kiya he. phir us ke bad madni channel ko mulahiza ki jye.. un ke bare me kiya raye he aap ki is post ko tanked kam aur islah ziyda samjhna shukriya

  3. #3
    qarihassan's Avatar
    qarihassan is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2021 @ 11:42 PM
    Join Date
    27 Apr 2009
    Location
    Madinah Monawwr
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    6,570
    Threads
    111
    Credits
    1,271
    Thanked
    582

    Default

    mujhy aap sy koi ikhtilaf nahi, LEKIN !
    ye sirf deen k kam men hota hy,
    or thared agar to islami hy jesy k meny kaha to us men to theek hy lekin dosry thareds par ya bat montabiq nahi hoti....
    umeeed hy aap meri baat samjh gay hon gy or aaenda aesi baat zara soch samjh kar karen gy....
    W/salam,
    Hassan Yousuf Qureshi
    Madinah Munwarah

  4. #4
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Quote Reehab said: View Post

    agar app is ko islha ka zahan sa para ga to aap apni islha karin ga agar aap ka zahan tankid ka ha to ma aap ko koch nahi samja sakta jo koi bi amal karta ha ham ko os ka zahan ka pata nahi hota ka os ka zahan ma riyakari ha yah woh apni or aap ki aslha kar raha ha ALLAH aap ko or muja ko hadayat da daa

  5. #5
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Quote qarihassan said: View Post
    mujhy aap sy koi ikhtilaf nahi, LEKIN !
    ye sirf deen k kam men hota hy,
    or thared agar to islami hy jesy k meny kaha to us men to theek hy lekin dosry thareds par ya bat montabiq nahi hoti....
    umeeed hy aap meri baat samjh gay hon gy or aaenda aesi baat zara soch samjh kar karen gy....
    W/salam,
    Hassan Yousuf Qureshi
    Madinah Munwarah
    bhai muja pata nahi ka aap kia samja ha agar aap thread likta howa yah niyat karin ka naki ka kam kar raha hoo or is ko jo bi bara ga os ki islah ho gi to aap acha kam kar raha ha par agar aap ka zahan ma yah bat ha ka sab aap ki wah wah karin ga to aap is ka badla dunya hi ma la kar khush ho raha ha yah kam ALLAH ko razi karna ka liya nahi kar raha ha mara maksad yah ha ka yah par jo member likta ha woh apna yah zahan banna lain ka yah par sab ki aslah or deen ka kam kar raha ha ALLAH ko razi karna ki koshish kar raha ha or bas........

  6. #6
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Quote immi1978 said: View Post
    agar app is ko islha ka zahan sa para ga to aap apni islha karin ga agar aap ka zahan tankid ka ha to ma aap ko koch nahi samja sakta jo koi bi amal karta ha ham ko os ka zahan ka pata nahi hota ka os ka zahan ma riyakari ha yah woh apni or aap ki aslha kar raha ha ALLAH aap ko or muja ko hadayat da daa
    Nahi brother ALLAh ki kasem tankeed ke liye nahi islahan kaha tha. riya kari ka anjam me bahut achi terha janta hoon mager farz bhi he na ke dosron ko bhi roka jaye. islahen yahee pooch raha tha ke ager riya karis ahi nahi to simple word me eik baat ki dekhalwa sare aam hota he aur media me dekh lo minsitor ya beucrate waghiera yahe kame karte hien ke dekhalwe ke liye achaye ka kame karna is terah tv per aap ko pata ho ga ab deen ka kame tv per aur us ke samne aho gizari karna kiay yeh riyakario nahi kahlaye gi. yani sari duniya dekh ker wah wah kare.. yakeen janye mery mohtram brother me sare ikhtilafat eik jaga rakhta hoon aur yeh bat iek jaga aap khud munsaf ho kar zarore sochyeh aur me ne kasem kahye he ke yeh tankeddi nahi islahan he. aur aap islahan he jawab dijye.. aur baki members bhi is ko tankeedi na le sirf islah ke liye yeh bat he aru sirf madni nahi aru islamic channel bhi is zamre me ata he... so please thande dils e soch ker jawab dijye ga.. ALLAh hum sub ka hami woh nasir he

  7. #7
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Quote Reehab said: View Post
    Nahi brother ALLAh ki kasem tankeed ke liye nahi islahan kaha tha. riya kari ka anjam me bahut achi terha janta hoon mager farz bhi he na ke dosron ko bhi roka jaye. islahen yahee pooch raha tha ke ager riya karis ahi nahi to simple word me eik baat ki dekhalwa sare aam hota he aur media me dekh lo minsitor ya beucrate waghiera yahe kame karte hien ke dekhalwe ke liye achaye ka kame karna is terah tv per aap ko pata ho ga ab deen ka kame tv per aur us ke samne aho gizari karna kiay yeh riyakario nahi kahlaye gi. yani sari duniya dekh ker wah wah kare.. yakeen janye mery mohtram brother me sare ikhtilafat eik jaga rakhta hoon aur yeh bat iek jaga aap khud munsaf ho kar zarore sochyeh aur me ne kasem kahye he ke yeh tankeddi nahi islahan he. aur aap islahan he jawab dijye.. aur baki members bhi is ko tankeedi na le sirf islah ke liye yeh bat he aru sirf madni nahi aru islamic channel bhi is zamre me ata he... so please thande dils e soch ker jawab dijye ga.. ALLAh hum sub ka hami woh nasir he
    ma na to aap sa pahla kaha ha ka aap kis ka zahan ka pata nahi laga sakta ha ka os ka zahan ma kia ha ka woh kis ki woh woh chahta ha ya kis ki islah is ko to insan na khud hi dakna ha mara pass to asi koyi chize nahi ha ka muja yah pata chala kis ka zahan ma kia ha pir hi ma pata sakta ho yah apni woh woh chahta ha yah mari islah kar raha ha rahi bat islami chanal yah madni chanle ki bat woh khud hi on ka zammir hi pata sakta ha ka woh kia chahta ha paaz dafa insan riyakari ma mamta hota ha par woh is bat ko manmana sa inkar karta ha ka woh riyakari kar rah ha
    Attached Images Attached Images      

  8. #8
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Attached Images Attached Images  

  9. #9
    Reehab is offline Senior Member
    Last Online
    12th November 2018 @ 06:28 PM
    Join Date
    29 May 2009
    Location
    Dammam
    Gender
    Male
    Posts
    2,448
    Threads
    40
    Credits
    1,150
    Thanked
    449

    Default

    Mohtaram yani baat woheen per agye aap ne threat banay he ke log psot is liye karte hien ke un ke wah wah ho. to yeh cham\nnel bhi is liya bane ke un ke wah wah ho. so aap un ke bare me bhi kuch nahi kah sakte apa ko kiya maloom ke woh wah ke liye psot karte hien hien ya niyat ke liye.. aru apa ko bhi haq nahi ke aap un per esa kahien. is liye in dono ka comparison kejiye.. umeed he ke ab aap samjh gaye ho ge ke me kiya kehan chah raha hoon. shukriya

  10. #10
    Khurram Farooq's Avatar
    Khurram Farooq is offline Advance Member+
    Last Online
    18th February 2024 @ 03:44 AM
    Join Date
    13 Nov 2009
    Location
    = Sialkot =
    Gender
    Male
    Posts
    5,719
    Threads
    227
    Credits
    1,521
    Thanked
    1684

    Thumbs up Thanks

    Thanks Attari Bhai Din ke batian phelna be swab ka kaam hy. Ache baat jehan sy be mily le lene chahye. Ap Islamic Thread post kya kry. Allah Hmay Eman ke Salamti Ata farmye Ameen.

  11. #11
    qarihassan's Avatar
    qarihassan is offline Advance Member
    Last Online
    5th November 2021 @ 11:42 PM
    Join Date
    27 Apr 2009
    Location
    Madinah Monawwr
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    6,570
    Threads
    111
    Credits
    1,271
    Thanked
    582

    Default

    barhal is men tanqeed ziyada thi or islah kam,ya likhny ka andaz aesa tha k tanqeed lag rahi thi...!!!
    oor hqeqat ye hy k aaj kal koi tanqeed bardaasht nahi karta...
    !الا ماشاالله

  12. #12
    amjadattari's Avatar
    amjadattari is offline Advance Member
    Last Online
    24th March 2020 @ 02:25 PM
    Join Date
    23 Jul 2009
    Location
    pakistan
    Posts
    6,522
    Threads
    1227
    Credits
    1,302
    Thanked
    1248

    Default

    Quote Reehab said: View Post
    Mohtaram yani baat woheen per agye aap ne threat banay he ke log psot is liye karte hien ke un ke wah wah ho. to yeh cham\nnel bhi is liya bane ke un ke wah wah ho. so aap un ke bare me bhi kuch nahi kah sakte apa ko kiya maloom ke woh wah ke liye psot karte hien hien ya niyat ke liye.. aru apa ko bhi haq nahi ke aap un per esa kahien. is liye in dono ka comparison kejiye.. umeed he ke ab aap samjh gaye ho ge ke me kiya kehan chah raha hoon. shukriya
    kia aap ko kis ki niyat ka 100% pata ha?
    agar pata ha to pir to aap ALLAH ka buhat bara wali hain ka madni chanle wala ki niyat ka bi aap ko pata ha aap mara liya dua kijya ga

Page 1 of 6 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 6
    Last Post: 24th November 2009, 01:23 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •