kya koi mujhe nokia 6600 par net lagane ka correct way bata sakta hai phela main ne yahan par post parha tha os main likha tha ka net lagane k liye balance zero hona chahiae kya koi mujh ko batega k nokia 6600 par settings kase karne hain jis se balance na kate aur na balance zero rakna pare plz
Bookmarks