mojooda president asif zardari k baare mai aap ki raaye???plz zzzz
::::::: Aap ke mutabiq:::::::
salam doustoun
aaj mai jis mozoo pe thread likh raha hun woh bht dinoun se soch raha tha ............doustoun humare aur aap ke mojooda sadar asif ali zardari ke baare mai aap kia raaye rakhthe hain ke inhen pakistan ka saddar rehna chahiye ya ubb inn ki chutti hojani chahiye ..............
Aur aap saddar zardari ke baare mai kia khayalat rakhthe hai n yahan share karen .................aap ke apne khayalaaat...........
Doustoun jahan tak meri raaye hai saddar zardari ke baare mai woh yeh hai ke ubb zardari ko sadarat ka auhda chod dena chahiye aur saddar zardari saddar kehlaane ke laayaq hi nahi hain aur inhoun ne pakistan ko tabah karne mai koiee kasar nahi chodi.........ubb aap apni raaye se aaghah kijye ..........
Bookmarks