Ker k wada wo nibhana bhul jata hai
Khafa ker k mujhe to mnana bhul jata hai
Yun to mujhse wo kya kya nahi kehta
Zaruri ho jo baaat wo batana bhool jata hai
kis kadhar tang wo mujhe kya krta hai
khud ho preshan to satana bhool jata hai
Hamesha se yehi rahi aadat uski
Wo sun k mere dukh apne sunana bhul jata hai
Bookmarks