Results 1 to 11 of 11

Thread: mera masla

  1. #1
    Join Date
    31 Mar 2007
    Location
    Tanhai...
    Age
    35
    Posts
    6,231
    Threads
    157
    Thanked
    31

    Red face mera masla

    salam to all friends. mere saath masla yeh hai kay main jab bhi net chalata hoon to 5 ya 10 mint baad net ki speed badi slow ho jati hai balke youn kahiye kay mar jati hai. plz koi hal dhoond kar batain mujhay maine new window bhi karnay ki koshish ki lakin setup loading kay baad unknown hard error aata hai aur agay chalta hi nahin kuch plz meri madad karain. plzplzplzplz

  2. #2
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    dont send ki error report ati hai ya nahi

  3. #3
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    chalo meinap ko do tip deta hoon
    agr ap ke computer mein dont send ki error report ati hai jis ke bad internjet ki speed khatam ho gai
    is ke do reasons ho sakte hain ya to ap ke router mein sahi settings nahi howi hai ya computer achi tarah format nahi howa hai ek kam karna agar format karo ge to pehle zaroor net cable nikal lena antivirus install karna or phir internet ki wire lagana agar phir bhi masla hal na ho to router mein masla hoga
    for more details parvaiz_anjum***********

  4. #4
    Join Date
    03 Feb 2007
    Location
    میکدہ
    Posts
    732
    Threads
    51
    Thanked
    0

    Default


    شاید آپ کے کمپیوٹر میں وائرس نا ہو بہتر ہے کہ وائس سکین کر لیں

  5. #5
    Join Date
    03 Feb 2007
    Location
    میکدہ
    Posts
    732
    Threads
    51
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default


    ماشاءاللہ پرویز بھائی آپ اس سکشن میں بہت محنت سے کام کر رہے ہیں جس کے لیے ہم آپ کے مشکور ہیں

  6. #6
    Join Date
    31 Mar 2007
    Location
    Tanhai...
    Age
    35
    Posts
    6,231
    Threads
    157
    Credits
    0
    Thanked
    31

    Default

    bhai format hi to nahin hoti antivirus sey to net ki speed slow ho jatii ha. aur haann woh exe dont send ka error to deta hai..plz koi aur tareeka batain aur yeh router kiya hota hai

  7. #7
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    bhai jan bora na mana ye mere sat bhi kai dafa ho chuka he computer ka khud ba khud 10 min bad sound our jati no volume
    is liye meine bataya
    antivirus kuch nahi kar sakta is mamle mein

  8. #8
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    dos mein ja kar do no partition delete karo or phir nai partition bana kar format maro ap ka zaroor masla hal ho jaye ga
    dos se format sirf win98 se hoti he agar nahi ata win xp ki cd dal kar start karo pc or phir cd se boot karo
    agar boot ki option nahi ati to starting mein f2 dabao or phir boot configration mein pehla option cd rom rakho or dono partition delete kar ke format maro
    baqi setup agar chahio to batana

  9. #9
    Join Date
    31 Mar 2007
    Location
    Tanhai...
    Age
    35
    Posts
    6,231
    Threads
    157
    Credits
    0
    Thanked
    31

    Default

    bhai jaaan aapka bohat shukria . magar masla yeh hai kay meri bohat important cheezain parey hain. partition se to sab kuch khatam ho jaye ga... kia yeh cheezain save nahin ho saktin

  10. #10
    parvaiz_anjum's Avatar
    parvaiz_anjum is offline Senior Member+
    Last Online
    16th August 2009 @ 06:54 PM
    Join Date
    28 May 2007
    Posts
    217
    Threads
    5
    Credits
    945
    Thanked
    0

    Default

    agar cheezein save karni hein to zarori nahi ke d ko format maro agar external hard disk he to data us mein copy kar lo or phir format mar ndo

  11. #11
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    yar ap aik kam karo jab tak ap ko ye pata nahi chalta ke error kis cheez ka he ap kuch bhi nahi kar sakte aur is ka solution nahi ho sakta error check krane ka tareeqa me ap ko bata hoon

    start >>>>> control pannel >>>>> Administrative Tools>>>>>> event viewer

    is ko open kar ke left side per option aye ga applications ka us per click karen

    then

    right side per un tamam recent errors ki report aa jaye gi jo ap ke pc me aye hen . ap apne matlooba error per right click karen aur us ki properties me jayen waha us ki error ki mukammal maloomat hogi aur ye bhi ke is ka solution microsoft per kya he
    Attached Images Attached Images   



Similar Threads

  1. Mera masla hal kro
    By asif4796299 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 13
    Last Post: 24th April 2013, 03:49 PM
  2. ksi ko pta hy mera masla
    By nadanhina in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 1st July 2010, 08:26 AM
  3. ek masla mera
    By flowerff in forum Khawateen ki dunya
    Replies: 9
    Last Post: 18th September 2009, 10:43 AM
  4. mera masla
    By imran sdk in forum Tajaweez aur Shikayat
    Replies: 2
    Last Post: 13th December 2008, 01:14 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •