Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 12 of 25

Thread: Some Nice Ghazals...

  1. #1
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Smile Some Nice Ghazals...

    Assalam-O-Alaekum

    Doston....

    Thori Shair-o-Shairi bhi ho jani chaiyay...

    So aap sab bhi apni apni pasand share karain...

    HEre We goooooooooooo..............

  2. #2
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default Rakhti thi....

    Main aiyna tha, woh maira khayal rakhti thi
    Main toot-ta tha to chun kar sambhal rakhti thi

    Har aik maslay ka hal nikal rakhti thi
    Zaheen thi, mujhay hairat main daal rakhti thi

    Main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha
    Woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi

    Bas aik woh thi jisay ghaow main dikhata tha
    Bas aik woh thi keh jo andmal rakhti thi

    Woh mairay dard ko chunnti thi apni pooron say
    Woh mairay wastay khud ko nidhal rakhti thi

    Woh dobnay nahi daiti thi dukh kay darya main
    Mairay wajood ki naow uchaal rakhti thi

    Duain us ki balaon ko rook laiti thin
    Woh mairay chaar soo hathon ki dhaal rakhti thi

    Ik aisi dhun kay nahi phir kabhi main nay suni
    Woh munfarid sa hansi main kamal rakhti thi

    Usay nadamatain mairi kahan gawara thin
    Woh mairay wastay asaan sawal rakhti thi

    Bichar kay uss say main dunya ki thokaron main hon
    Woh pass thi tau mujhay lazawaal rakhti thi

    Sahar tha naam , ujalay ghulam thay us kay
    Woh zindagi kay andhairay ujaal rakhti thi

    Woh muntazir mairi rehti thi dhop main shaid
    Main laut - ta tha to chaon nikal rakhti thi

  3. #3
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default NAhin jati....

    Ankhon se meri is liye lali nahin jati
    Yadon se koi raat jo khali nahin jati

    Abb umer na mousam na wo rastay k wo loutay
    Is dil ki magar kham khayali nahin jati

    Magar tu agar jaan bhi hans k tujhe dedoon
    Teri to koi bat bhi tali nahin jati

    Aye koi akar ye teray dard sambhalay
    Hum se to ye jageer sambhali nahin jati

    Maloom hamain bhi hain teray buhat say kisay
    Ye bat teri hum se uchali nahin jati

    Humrah teray phool jo khilati thee jo dil main
    Abb sham wo dard se khali nahin jati

    Hum jaab se jain gay tabhi bat banay gi
    Tum se to koi rah nikali nahinjati

  4. #4
    charming_boy is offline Junior Member
    Last Online
    14th October 2008 @ 04:59 PM
    Join Date
    03 Jun 2006
    Posts
    4
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote activeabbas said: View Post
    Main aiyna tha, woh maira khayal rakhti thi
    Main toot-ta tha to chun kar sambhal rakhti thi

    Har aik maslay ka hal nikal rakhti thi
    Zaheen thi, mujhay hairat main daal rakhti thi

    Main jab bhi tark-e-taluq ki baat karta tha
    Woh rokti thi mujhay, kal pay taal rakhti thi

    Bas aik woh thi jisay ghaow main dikhata tha
    Bas aik woh thi keh jo andmal rakhti thi

    Woh mairay dard ko chunnti thi apni pooron say
    Woh mairay wastay khud ko nidhal rakhti thi

    Woh dobnay nahi daiti thi dukh kay darya main
    Mairay wajood ki naow uchaal rakhti thi

    Duain us ki balaon ko rook laiti thin
    Woh mairay chaar soo hathon ki dhaal rakhti thi

    Ik aisi dhun kay nahi phir kabhi main nay suni
    Woh munfarid sa hansi main kamal rakhti thi

    Usay nadamatain mairi kahan gawara thin
    Woh mairay wastay asaan sawal rakhti thi

    Bichar kay uss say main dunya ki thokaron main hon
    Woh pass thi tau mujhay lazawaal rakhti thi

    Sahar tha naam , ujalay ghulam thay us kay
    Woh zindagi kay andhairay ujaal rakhti thi

    Woh muntazir mairi rehti thi dhop main shaid
    Main laut - ta tha to chaon nikal rakhti thi
    very nice sharing . keep it up

  5. #5
    irfancutes is offline Senior Member+
    Last Online
    4th May 2010 @ 02:01 AM
    Join Date
    23 Dec 2006
    Location
    $@!LK0T
    Posts
    472
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    veri goood

  6. #6
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Tum Se Kitna Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo
    Na Yakeen Ayee Tu Phir Dil Badal Kar Dekh Lo

    Humne Apni Har Sans Par Naam Tumhara Likh Dia
    Ek Tujhay Paanay Ki Khatir Khud Ko Pagal Karlia

    Ishq Main Tum Bhi Sanam Had Say Ghuzar Kar Dekh Lo
    Tum Se Kinta Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo

    Jane Kion Sare Jahan Se Ho Gaya Hoon Bekhabar
    Jab Se Tum Ankhoon Main Ayee Jaagi Hain Ye Nazar

    Apni Ratoon Se Meri Ratain Badal Kar Dekh Lo
    Tum Se Kitna Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo
    <span style=font-family: Times New Roman><font color=DarkOrange><font size=5><font size=6>Itna Toota hon k chony sy bikhar jaon ga --- Ab agar or dua dogay to mar jaon ga.....</font></font></font></span>

  7. #7
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    wah jee kia baat hay app ki .... jari rkahain...

  8. #8
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Tum Se Kitna Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo
    Na Yakeen Ayee Tu Phir Dil Badal Kar Dekh Lo

    Humne Apni Har Sans Par Naam Tumhara Likh Dia
    Ek Tujhay Paanay Ki Khatir Khud Ko Pagal Karlia

    Ishq Main Tum Bhi Sanam Had Say Ghuzar Kar Dekh Lo
    Tum Se Kinta Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo

    Jane Kion Sare Jahan Se Ho Gaya Hoon Bekhabar
    Jab Se Tum Ankhoon Main Ayee Jaagi Hain Ye Nazar

    Apni Ratoon Se Meri Ratain Badal Kar Dekh Lo
    Tum Se Kitna Pyaar Hai Dil Main Utar Kar Dekh Lo

  9. #9
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Aansu nahi thamte hain aankhon main abhi tak
    Jaate hue rota woh mujhe chorr gaya tha

    Armano ki Duniya ke anmol se sapne
    pal main woh mere saamne sab torr gaya tha

    Jaan deta tha meri her baat pe lekin yun hi
    Besabab Duniya se meri rukh morr gaya tha

    Din ki tanhayi ka gham, raaton ki uddasi hamraah
    Saare ghamon se rishta mera jorr gaya tha

    Aey kaaaaash koi jaa ke usse pooche
    Yahan kis ke sahare pe mujhe chor gaya tha

  10. #10
    muzafarmohsin is offline Advance Member
    Last Online
    20th September 2019 @ 04:41 PM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    5,561
    Threads
    731
    Credits
    78
    Thanked
    134

    Default

    kiaa lazeez qalaam ha

  11. #11
    Join Date
    31 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    116
    Threads
    4
    Credits
    980
    Thanked
    0

    Default

    Thanks Muzaffar brother...

  12. #12
    fizaa's Avatar
    fizaa is offline Senior Member+
    Last Online
    25th June 2008 @ 08:17 PM
    Join Date
    25 Mar 2007
    Location
    Karachi
    Age
    39
    Posts
    2,421
    Threads
    13
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    good very nice active bhaai

Page 1 of 3 123 LastLast

Similar Threads

  1. Ghazals
    By Zara112 in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 30
    Last Post: 27th September 2019, 12:15 PM
  2. Eid ghazals
    By sahir ch in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 19
    Last Post: 21st September 2015, 01:22 PM
  3. Nice game lets try iron man 2 in jad file so nice
    By Babarali435 in forum Nokia & Othre Mobiles
    Replies: 13
    Last Post: 26th May 2013, 09:07 AM
  4. Nice Ghazals
    By majid786 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 9
    Last Post: 11th March 2010, 10:02 PM
  5. mp3 ghazals
    By meheer in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 13th August 2007, 08:39 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •