Asslam-o-Alikum meray pass nokia n73 hay manay iss may smart guard softwear download kiya hay mager jab filemanger may ja kar install karna chaha to open nahi ho raha manay memcard may download kiya tha comp say kiya mujhay kuh aor bhi karna paray ga kun k manay kuch aor bhi softwear download kiye thay mager wo bhi isi tarha install nahi howay may iss baray may nahi janta iss liye plz help me
Bookmarks