assalam u alikum
jee main jab Gta vice city main car main bhaithta hun to jab speed daita hun to car aahista aahista stop hojati hai.phir jab speed ka button press karta hun to phir rawana hojati hai magar us k baad phir aahista aahista se ruk jati hai..
ye kya problem hai??
agar kisi k paas is ka hal ho to please zaroor bataiye.
wassalam
Bookmarks