main ne ek 678 ki cd write karni hai lekin ager ose main nero main write karta ho to uska size bar jata hai 700mb se ziyada main usko kya 700 mb cd main write kar sakta ho kya

bhai jaan aap us folder ko zip kar kai write karlo. SIMPLE
puri 700 mb na kiya krein...like 650 yh 680 tk data dala krein cd me.....
zip kr k daalll lrein...
dear zip krein cd me....jb play krni ho tu unzip kr lein...
Bookmarks