Assalam-O-Alaikum
main ne bohat sari classified sites pey ek austrlian company k khilaaf kuch ad post ker diay hai ab company ka admin mujhe dkhamki de raha hai k hum tum ko sue ker dein gay or or duniya main kahin bhi chalay jao hum tumhari ip trace ker lein gay to poochna yeh hai k such austrlian company mujhe pey case ker sakti hai kia pakistan main kiun k iss company ne fraud kia hai mere saath poora mahina kaam karaya or end main account suspend ker dia mere pass bohat si tricks hai jiss se main iss company ko nuksaan pohancha sakta hoo to kia woh loog mera kuch ker sakte hain
Bookmarks