Page 4 of 8 FirstFirst 1234567 ... LastLast
Results 37 to 48 of 87

Thread: ممتا کا جزبہ تھا یا عورت کی طاقت

  1. #37
    Enter's Avatar
    Enter is offline Senior Member+
    Last Online
    26th June 2015 @ 02:09 PM
    Join Date
    07 Jan 2008
    Posts
    1,279
    Threads
    77
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    Great story sultana behan thanks for the sharing

  2. #38
    zarmal's Avatar
    zarmal is offline Advance Member
    Last Online
    6th August 2022 @ 01:08 AM
    Join Date
    04 Aug 2009
    Location
    gul-e-gulzar chaman
    Posts
    8,978
    Threads
    64
    Credits
    166
    Thanked
    35

    Default

    Quote khani said: View Post

    mujhe laga ke yeh koi achi si story hai per jab ahkri paragraphs naziron se ghuzeray tu ahkon se ahsoon nikal aye...Beshak woh eik buhadar khatoon thi jinno ne itney taklefon or musebaton ke bawajood ALLAH per berosa rakha or saber ka damam hath se jane na dia..apnay se zaida apney bachon ke baray mei sochti rahi ..........jis ki jitni tahreef ki jaye kam hai...ALLAH pak unki ki magfrerat fermaye or jannat ul ferdos mei ahlah muqam ata fermaye..Ameen
    Itni pyaari sharing share karne ka buhat buhat shukariya
    Ameen...............bilqul sahi khani bahi.

  3. #39
    scarpio's Avatar
    scarpio is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd July 2010 @ 11:12 AM
    Join Date
    29 Dec 2009
    Age
    41
    Posts
    216
    Threads
    3
    Credits
    842
    Thanked
    12

    Default

    Sistr ap ki ap beti sun kar khushi be hui ar dukhk be lkn ap ko mubarik be detat hun ar khushnaseb b smhjta hn k ap aik aisi maan ki betti han jis nain apnay bachun k leay apni jaan ki parwa kiay bagahir un ki hifazat ki. ALLAH ap ki Maan ko Janat Tul Firdus main ahla maqam atta farmeyan AMEEN.

  4. #40
    imranigf's Avatar
    imranigf is offline Senior Member
    Last Online
    20th October 2015 @ 09:53 PM
    Join Date
    24 Feb 2009
    Location
    Gujranwala
    Age
    45
    Posts
    3,216
    Threads
    127
    Thanked
    150

    Default

    dear sis, ap yakeen kerna meri aankh bhar aayie ye dastaan parh k..
    such hai k MAA jaisa azeem rishta es puri kaiyenaat main koi nai hai..
    mujhey jab b koi gham ya takleef hoti hai to main apni MAA ko yaad kerta hon..
    kisi shayer ne kiya he khub kaha hai k

    TERE KADMOO MAIN MUJHEY SKOON AAJ B MILTA HAI MAA
    TERI TURBAT SE DUAOON KI SADA AATI HAI AAJ BI MERI MAA.....

    BARSOON SE MERI MAA SOI NAI HAI
    ME NE EK BAAR KAHA THA MAA MUJHEY DAR LAGTA HAI...

    dear sis MAA ki qadar osko hai jis baad naseeb k paas khuda ka ye enaam nai hai..
    meri ALLAH pak se dua hai k ALLAH pak aapki ami ki even jis jis ki ami nai hain un sab ki MAA ki magfrerat fermaye
    or jannat ul ferdos main aalah muqam ata fermaye..AMEEN

    Itni pyaari sharing share karne ka buhat buhat shukariya
    I MISS U SOOOO SOOOO MUCH MERI MAA.....

  5. #41
    *KHAN*'s Avatar
    *KHAN* is offline Senior Member+
    Last Online
    24th December 2022 @ 02:12 AM
    Join Date
    10 Dec 2008
    Location
    UAE
    Age
    36
    Posts
    2,539
    Threads
    79
    Credits
    1,138
    Thanked
    11

    Default

    sultana sis. mere alfaz nahi hai ke main apne jazbat share karoo..... main aap ke maa ki bahadri ko salam karta hoo......... ALLAH on ko jannat ul firdos ata farmain...

  6. #42
    ITKING's Avatar
    ITKING is offline Senior Member+
    Last Online
    27th January 2012 @ 10:10 PM
    Join Date
    12 Sep 2006
    Location
    Riyadh, KSA
    Posts
    3,564
    Threads
    94
    Credits
    970
    Thanked
    142

    Default

    Pehly logon per aese he mushkil waqt aya kartey they aur saas nand ke sath aese he rishta hota tha.........aurat un ke gher ja ke b paraee rehti thi ...... leken itni dardnak story purh ker such main ansoo aa gaye.......hard time daina to mamool tha per gher se bachon samait nikalna bht he dardnak hia...........

    Salute to Sakina Aunti and her children.........waqae main yeh aurat ki taqat hia mard main sabr nae hia........itna ziada
    Last edited by ITKING; 5th January 2010 at 07:21 PM.
    Kaho to Laut jate hain ......

  7. #43
    waseem1963's Avatar
    waseem1963 is offline Senior Member+
    Last Online
    5th September 2020 @ 04:59 PM
    Join Date
    11 Apr 2009
    Age
    60
    Posts
    1,782
    Threads
    816
    Credits
    1,235
    Thanked
    601

    Default

    اللہ پاک اُن کو جنت الفردوس میں جگہ عطاء فرمائے آمین

  8. #44
    ZuhaibAbbasi's Avatar
    ZuhaibAbbasi is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd April 2016 @ 03:04 PM
    Join Date
    14 Dec 2006
    Location
    In Your Heart's (¯`*´¯)
    Gender
    Male
    Posts
    954
    Threads
    120
    Credits
    0
    Thanked
    140

    Default

    dear zandgi main easy mushakil lamhy aaty hain aur unn ka samna zuroor karna chahia.warna zandgi main koi maza he nahin.aur aap ki Maan Jee na wohi kiya jo ek Brave human ko karna chahia.
    aap ko apni Maan Jee pr Fakhir hona chahia
    Abbasi.................

  9. #45
    Join Date
    28 Aug 2007
    Location
    JEDDAH ,SAUDI ARABIA
    Age
    39
    Gender
    Male
    Posts
    576
    Threads
    7
    Credits
    938
    Thanked
    12

    Default

    MA ES MA KO SALAM KAR TA HOO
    A MAA ALLAH AAP KO JANNET AYTa far ma ye AMEEN

  10. #46
    adnanncb is offline Member
    Last Online
    31st December 2012 @ 11:33 AM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Age
    39
    Posts
    179
    Threads
    9
    Thanked
    0

    Default

    سلام ہے ، آپ بہت خوش نصیب ہو کہ ایسی بہادر ماں کی بیٹی ہو

  11. #47
    ~*$ahil*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    14th August 2010 @ 06:11 PM
    Join Date
    05 Aug 2008
    Location
    Khyalaat Ki Dunya Mein
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    3,493
    Threads
    156
    Credits
    950
    Thanked
    445

    Default

    hmmmmmm
    bahot khush-kismat hotay hain wo log jin ka End acha hota hy
    aisi mothers/sisters ki daastanien akser perhnay ko milti hain jinka End acha nahi hota...!!
    un mothers/sisters ko bery be-dardi k saath mout k ghaaat uttaara jaata hy


    but luckly ....

    ye kahani un logo ki kahani min sy aik hy
    jin logo ny mushkil halaat ka muqaabla ker k apnaa aap manwaaya...
    thats really appriciated ....khush rahin ....aabaad rahin
    acha likha......likhti rahin..............tc...Allah Hafiz

    kyoon k is kahani min aik maan ka zikr hoa hy
    so its
    .
    .
    .
    Awesome

    mamtaa ka jazbaa b tha
    aur
    aurat ki taaqat b.........!!

  12. #48
    zaheenboy's Avatar
    zaheenboy is offline Senior Member+
    Last Online
    13th August 2013 @ 12:24 PM
    Join Date
    17 May 2009
    Age
    29
    Posts
    450
    Threads
    64
    Credits
    920
    Thanked
    25

    Default

    Baji perh kr bohut dukh howa.Allah Pak aap ki Amee ko Janat main aala mukaam aata fermaain Our aap ko sabar-e-Jameel aata fermaaain.(AAMEEN)
    Any Kind of Sites/Blogs Links Not Allowed in Signature...ITD Team

Page 4 of 8 FirstFirst 1234567 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 11
    Last Post: 20th April 2021, 02:19 AM
  2. Replies: 15
    Last Post: 2nd October 2015, 05:15 AM
  3. Replies: 13
    Last Post: 5th April 2010, 11:18 PM
  4. Replies: 3
    Last Post: 5th June 2009, 07:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •