Salam
kya hal hain sab k umeed k sab khairiyat s honge..
mjhe ye pochna hai k ...
www.4shared.com par ham jo apna account banate hain and us mein jo data save karte hain .. kya ye data kahein hack to nahi ho sakta ya ye data mere ilwa baki users bhi dekh sakte hain ? ya sirf main hii dekh sakta hon mtlb personal data k tor par mere siwa koi or nahi dekh sakta ? Plz Repli
Bookmarks