Salam
mera masla ye hai ke me ne windws xp install ki aur baad mein sound driver install kia
par awaz nahi a rahi
kia masla ho sakta hai
sound driver bi install kia huwa hai
allah hafiz