Page 1 of 5 1234 ... LastLast
Results 1 to 12 of 50

Thread: to Ustad

  1. #1
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default to Ustad

    Holy Prophet (pbuh) fixed the age of Jesus at 120 years.
    Kanz al-Ummal fi Sunan al-Aqwal wal Afal by Shaikh Ala al-din Ali Al-Muttaqi. (Page 246)
    esa (AS) duniya main zamaney ke lihaaz se hazir honey waley woh nabi hon ge jo aakhree main aaye (sari duniya aien-ul-yaqeen ban jaye gi aur shahadat de gi keh be-shak Eesa (AS) Allah ka Nabi tha aur is duniya main us ka doosra zahoor tamaam Ambiya ke baad (akhree main) hua.... aur woh Nabi jo sab Ambiya ke baad(aakhir main) is duniya se wafaat paa ker gaya woh bhi Eesa, Allah ka Nabi tha....tow aakhree kaun hua ??

    Astaghfirullah Astaghfirullah.

    Andekha ya koi Mulla jab apney bachon ko ajeeb si mantaq sikhaney ki koshish kerey ga keh "Beta Hain tow woh Nabi hi, mager maano un ko sirif aur sirif Ummati, mager hain woh Nabi...tow bachey kahen ge keh Abbu Ji mental ho gaye hai jawab de dena ap ok

  2. #2
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Holy Prophet (pbuh) fixed the age of Jesus at 120 years.
    Kanz al-Ummal fi Sunan al-Aqwal wal Afal by Shaikh Ala al-din Ali Al-Muttaqi. (Page 246)
    Qadiani hameesha adhi Hadees batatay hain jo un k apnay matlab ki hoti hai ......
    Poori Hadees agar tehreer kary to un ka pool khul jaiga .... ese lia aadhi adees batatay hain
    aap us qadiani ko yeh jawab do ...
    poore hadees is terha hia .....
    HAR BAAD MAIN ANAY WALA NABI APNAY SAY PEHLAY NABI KI AADHI UMAR PATA HAI OR BAISAHK ESA A.S APNAY 120 BARAS UMAR PAI ..

    yeh hadees sahe nhi hai ...... es hadees ko boohat say MUHADISEEN nay rad kar dia hia ....
    agar bil farz is hadees ko sahe maan lia jai to is hadees ki roo say MIRZA jhota sabit hota hia ...... khyun k is hades k shro mian hai k " HAR BAAD MAIN ANAY WALA NABI PEHLAY SAY AADHI UMER PATA HAI " ....... MUHAMMAD S.A.W ki umer 63 saal the to is hadees k hisab say mirza ki umer 33 ya 32 honi the lakin mirza ki umar 70 k qareeb hai ......

    agar is hades ko sahe man lia jai to pher hazrat ESA A.S k ooper k 20th nabi ki umer 6,29,14,560 ( 6 karor 29 lakh , 14 hazar , 5 so , 60 ) saal banti hai ...... jabkay khud QURAN kareem nay hazrat NOOH A.S ki umer 950 saal bataie hai jo k HAZRAT ESA A.S say boohat pehlay k nabi hain .......

    lihaza jab hadees ka pehla hissa he naqabil tibar thehra to doosray per kaisay atibar karain ........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  3. #3
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Mujhe uss ummat par koi gham nahin, jis ki ibtida man man hon, darmyan man Mahdi aur akheer man Eesa bin maryam a.s...... Eesa bin maryam a.s yani quran ke mutabik"rasool-un-ila' bani israel" yani bani israel ka rasool aur Hazoor saw ne irshad farmaya tha keh............."The Promised Messiah, the prophet of allah........ the prophet of allah.......the prophet of allah...... the prophet of allah....."
    ( being adrressed four times as the prophet of allah )
    - Muslim, volume 2, baab zikre dajaal, page 515 aur aap kahet hai ki ab koi nbi aa saketa hai batao keh man
    tumhen sacha manon ya hazoor saww aur quran ko???
    view entire scrap
    collapse scrap
    Reply | View conversation(Sent from orkut mobile)

  4. #4
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    anab Hazrat eesa aleh-salam Quraan o hadees ki rooh se wafaat pachuke hay. ager bilfarz hadees eesa aleh-salam ke zinda hone ki daleel de, tab bhe Quraan se eesa aleh-salam ki wafaat sabit hai. or Quraan, hadees ki nisbat mukadim hai. hadees ka doosra darja hai. Quran ka pehla.
    maulvi ki ainak utar kar thanday dil say aur khali zehen say in aayat ki taraf rajooh karay ..Khuda ka kalam aisa hai kay isi koi jhoota apnay maqsad kay liay istemal nahi kar sakta ..aur Quran ka husn bhi yahi hai kay jis cheez ko Quran nay maar diya usko koi zinda nahi kar kay dikha sakta, main aap say darkhwast karta hoon kay aap pahel inhi ayat say Isa (AS) ko zinda sabit kar kay dikahin jin say hum unhain murda sabi kar rahay hain, fir aap se isa as ke nazool per bhi bate hogi Pehle aap yeh bataiye Quran Majeed mai KAHA likha he ke HAzrat Isa a.s ko Zinda AASMAN per allah ne Utha liya??


    anab kuch to sarem kero aur khuda ke khof se daro aur kuch nhi to bes es sawal ka jawab do aap abhi tek quran se Quran se yeh sabit nhi ker paye hai ki Hazrat eeasa Alehsalaam zinda aasman per utthai gai hain? na hi aap kisi ak sawal ka jawab hi de paye kisi ak ka bhi nhi sorah aaraaf, verse 26,
    "ai bani no' insaan, zameen pur hee zindagi kay din guzaaro gay, aur zameen pur heetumharee mot ho gee!!!!!!!"

    ab agar jesus bani no' insaan main say hai, to us kee mot ho chukee, hai!



    meraa khayaal hai kay aik khudaa khauf aadmi kay liye siraf yeh aik aakhri aayat hee kaafi hai! agar jesus insaan hai, to koraan nay keh diyaa kay woh zameen pur zindagi guzaar kay, zameen pur hee mur gaya! agar usay insaan nahee maantay, to tum mushrik ho!

    isi liye maan lo,
    jesus is dead!... nhi manet hai yeh bata do quran ko nhi manen wala kon hota hai ???????

  5. #5
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    "What will be your condition when the son of Mary will descend among you and he will be your Imam from among yourselves."
    (Sahih Bukhari, Kitabul Anbiya)

    Yeh Hadees ka meaning change kar ke send kar raha hai is ko kia jawab doon Ustad Bhai

  6. #6
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Janab Sahi kaha ap ne Par Mujhe Yeh batao kia Jews aur Christians dono Isa A.S ki hone par yaqeen rakhte hain ..Christians ke nabi kon thay? Hazrat eesa aleh-salam. aur Jews ke nabi kon thay? Hazrat moosa aleh-salam.... aur is Hadees ki source ya refrence to dena Sahih Bukhari

    Volume 2, Book 23, Number 414: Sahih Bukhari <<

    Volume 2, Book 23, Number 414


    Tum mujhe Koi Hadees dikha do Wafat-e-Isa A.S ka zikr karti ho ... ?????? mai Hadees bhi dikha duga per aap jeb Holy Quran ki mai jo 15 verses dikhai hai un ko nhi manet hai to fir Hadees ko bhi nhi manege jo sacha hota hai wo quran o hades se bat karta hai galiyan dena bahane dhondhna sub jhuto ke kam hein,, hazur sallallaho alehe wasalam nai faramaya

    " Lanat ho jews or christians par jinhon nai apne nabiyon ki Graves (kabaro) ko sajda gah bana dala "

    Christians ke nabi kon thay? Hazrat eesa aleh-salam.

    Ager hazrat eesa aleh-salam aasman par zinda hay, tu uun ki Grave (kaber) kaha se ban gai !! very logical thing. !

  7. #7
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Janab Sahi kaha ap ne Par Mujhe Yeh batao kia Jews aur Christians dono Isa A.S ki hone par yaqeen rakhte hain ..Christians ke nabi kon thay? Hazrat eesa aleh-salam. aur Jews ke nabi kon thay? Hazrat moosa aleh-salam.... aur is Hadees ki source ya refrence to dena Sahih Bukhari

    Volume 2, Book 23, Number 414: Sahih Bukhari <<

    Volume 2, Book 23, Number 414


    Tum mujhe Koi Hadees dikha do Wafat-e-Isa A.S ka zikr karti ho ... ?????? mai Hadees bhi dikha duga per aap jeb Holy Quran ki mai jo 15 verses dikhai hai un ko nhi manet hai to fir Hadees ko bhi nhi manege jo sacha hota hai wo quran o hades se bat karta hai galiyan dena bahane dhondhna sub jhuto ke kam hein,, hazur sallallaho alehe wasalam nai faramaya

    " Lanat ho jews or christians par jinhon nai apne nabiyon ki Graves (kabaro) ko sajda gah bana dala "

    Christians ke nabi kon thay? Hazrat eesa aleh-salam.

    Ager hazrat eesa aleh-salam aasman par zinda hay, tu uun ki Grave (kaber) kaha se ban gai !! very logical thing. !

  8. #8
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Sawal Bare hain par ab mere pas to jawab nahi tha to ap se poch lia

  9. #9
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Brother app uss ka link mujhe send karo PM ke zarye, mujhe bohat ajeeb sa lagg raha ha keh man indirectly baat karon, app please uss website ka link send karo
    Khanqah Daruslam

  10. #10
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Bhai main link nahi post kar sakta na msg kar sakta hoon ap ka E mail id hai yahoo par ????

  11. #11
    shaikh786 is offline Senior Member+
    Last Online
    8th April 2020 @ 04:12 PM
    Join Date
    13 Jan 2010
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    186
    Threads
    18
    Credits
    684
    Thanked
    8

    Default

    hi dude iam new hare

  12. #12
    shaikh786 is offline Senior Member+
    Last Online
    8th April 2020 @ 04:12 PM
    Join Date
    13 Jan 2010
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    186
    Threads
    18
    Credits
    684
    Thanked
    8

    Default

    hi dear

Page 1 of 5 1234 ... LastLast

Similar Threads

  1. Laptop Ustad plz plz help Sir
    By MA-Bloch in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 4th July 2014, 08:30 AM
  2. Aik ustad
    By l0v3r```````B0y in forum Tanz-o-Mazah
    Replies: 4
    Last Post: 27th January 2014, 04:04 AM
  3. ustad
    By iMr@N B@LocH in forum Sindhi
    Replies: 1
    Last Post: 15th November 2009, 02:17 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •