Bhai me apne mouse ko auto click pe rakhna chahta hoon, mera matlab hai k koi aisa tareeqa batao jis se mouse click karta rahay bina button press kiye...ye buhat urgent hai plz help....
Bhai me apne mouse ko auto click pe rakhna chahta hoon, mera matlab hai k koi aisa tareeqa batao jis se mouse click karta rahay bina button press kiye...ye buhat urgent hai plz help....
i dnt know
Lover Place
nahi bhai is software ko har tareeqay se use kr lia nahi ho raha, plz koi or solution bataiye...meherbani hogi
Aap Kiya Karna Chahte Hain Is Se?
muje kuch points bananay hain jis k liye muje musalsal click krna par raha hai to agar ap koi aisa tareeqa bata dain jis se mouse khud ba khud click karay bina button press kiye to meri pareshani door hoajyegi or buhat zyaada asaani ho jayegi....umeed hai aap baat samaj gaye hongey plz give any solution
Bookmarks