Page 1 of 47 123411 ... LastLast
Results 1 to 12 of 564

Thread: Question

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default Question



    Yeh Qadiani ne sawal kia is ka jawab dain

    Janab Hazrat eesa aleh-salam Quraan o hadees ki rooh se wafaat pachuke hay. ager bilfarz hadees eesa aleh-salam ke zinda hone ki daleel de, tab bhe Quraan se eesa aleh-salam ki wafaat sabit hai. or Quraan, hadees ki nisbat mukadim hai. hadees ka doosra darja hai. Quran ka pehla.
    maulvi ki ainak utar kar thanday dil say aur khali zehen say in aayat ki taraf rajooh karay ..Khuda ka kalam aisa hai kay isi koi jhoota apnay maqsad kay liay istemal nahi kar sakta ..aur Quran ka husn bhi yahi hai kay jis cheez ko Quran nay maar diya usko koi zinda nahi kar kay dikha sakta, main aap say darkhwast karta hoon kay aap pahel inhi ayat say Isa (AS) ko zinda sabit kar kay dikahin jin say hum unhain murda sabi kar rahay hain, fir aap se isa as ke nazool per bhi bate hogi Pehle aap yeh bataiye Quran Majeed mai KAHA likha he ke HAzrat Isa a.s ko Zinda AASMAN per allah ne Utha liya

  2. #2
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    salam::

    Yeh qadiani ne sawal kia is ka jawab dain

    janab hazrat eesa aleh-salam quraan o hadees ki rooh se wafaat pachuke hay. Ager bilfarz hadees eesa aleh-salam ke zinda hone ki daleel de, tab bhe quraan se eesa aleh-salam ki wafaat sabit hai. Or quraan, hadees ki nisbat mukadim hai. Hadees ka doosra darja hai. Quran ka pehla.
    Maulvi ki ainak utar kar thanday dil say aur khali zehen say in aayat ki taraf rajooh karay ..khuda ka kalam aisa hai kay isi koi jhoota apnay maqsad kay liay istemal nahi kar sakta ..aur quran ka husn bhi yahi hai kay jis cheez ko quran nay maar diya usko koi zinda nahi kar kay dikha sakta, main aap say darkhwast karta hoon kay aap pahel inhi ayat say isa (as) ko zinda sabit kar kay dikahin jin say hum unhain murda sabi kar rahay hain, fir aap se isa as ke nazool per bhi bate hogi pehle aap yeh bataiye quran majeed mai kaha likha he ke hazrat isa a.s ko zinda aasman per allah ne utha liya

    السلام علیکم ورحمتہ اللہ !

    محمد علی بھائی یہ جواب ہم نے غامدی کے ٹاپک پر بات چیت کے دوران ایک موقع پر پوسٹ کیا تھا
    .ہم یہ پوسٹ ویسے ہی پوسٹ کررہے ہیں
    اس پوسٹ میں آپ کو اس سوال کا جواب مل جائے گا.
    اگر آپ کو کوئی بات سمجھ نہ آئے تو ہمیں* ضرور نشاندہی فرمائیں
    ان شاء اللہ ہم وضاحت کرنے کی کوشش کریں گے .

    والسلام

    ناصر نعمان
    Attached Images Attached Images     
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  3. #3
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah nasir bhai ........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  4. #4
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post


    Yeh Qadiani ne sawal kia is ka jawab dain

    Janab Hazrat eesa aleh-salam Quraan o hadees ki rooh se wafaat pachuke hay. ager bilfarz hadees eesa aleh-salam ke zinda hone ki daleel de, tab bhe Quraan se eesa aleh-salam ki wafaat sabit hai. or Quraan, hadees ki nisbat mukadim hai. hadees ka doosra darja hai. Quran ka pehla.
    Walikum Salam

    mera bhai ....... yeh qadianio ka boohat porana sawal hai ...... QURAN mian lafz TUFI use howa hai jis ka matlab QURAN mian wafat or uthana dono k istamal howa hai jaisay lafz NAZIL .......
    NAZIL ka matlab QURAN mian ooper say nechay ana ...... or peda karna ...... ese terha lafz TUFI hia .....
    qadiani hazrat lafz TUFI k mainay WAFAT k samajhtay hain or mantay bhi hain ..... lakin agar un say yeh sawal pocha jai k mirza nay jin ko mujadid taslem kia hai unho nay is ka tarjuma kia kia hia to is ka jawab nahi ata eik qadiani say mare yahoo per bhi bat ho rahe the woo bhi QURAN say hazrat ESA A.S ki wafat ka zikar karaha tha , main nay us say yahe sawal kia k jin hazrat ko tumhare mirza mardood nay mujadid tasleem kia hai hum un ki tafseer dekhtay hain k unho nay kia tafseer ki hai is ayyat ki ....... pher un ka tarjuma tum bhi mano gay or main bhi ........ bas pher kia tha woo mirzaie mujhay aaj tak nahi nazar aya ........ yeh mirzaie is sawal say is terha baghtay hain jis terha shikar ter say ......... ALLAH aap ko jazai-e-khair day ...... bhai NASIR sahab nay aap ko tafseel say jawab day dia hia ....... woo aap k lia kafi hoga ....... or agar woo mirzaie na manay to aap us say yeh sawla karna ....... mare rai yeh hai k aap pehlay us say yeh kehain pher agay baat behrain or wo jo reply karain woo yaha bhi post karain .....
    MIRZA NAY JIN MUJADID KO TASLEM KIA HAI HUM UN KI AYYAT KI TAFSER DEKHTAY HAIN K UNHO NAY IS AYYAT KA KIA TARJUMA KIA HIA ... PHER UN KA KIA HOWA TARJUMA TUM BHI MANO GAY OR MAIN BHI BOLO MANZOOR HAI .........

  5. #5
    arif jawad is offline Junior Member
    Last Online
    20th August 2016 @ 03:36 PM
    Join Date
    14 Oct 2009
    Posts
    23
    Threads
    1
    Credits
    960
    Thanked
    2

    Default

    plz nasir bhai mirza ke pasndeeda maujadid karam ka name or un ki ayat ki tafsaeer bhi jpeg formate mai upload ya mujhe mail kar dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz rocky.arif***********

  6. #6
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote arif jawad said: View Post
    plz nasir bhai mirza ke pasndeeda maujadid karam ka name or un ki ayat ki tafsaeer bhi jpeg formate mai upload ya mujhe mail kar dain plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz rocky.arif***********

    bhai in k pasndeeda Mujadid sirif wo hain jin ki Ibarton mian ye log aasani sey tor mor ker k apney matlab nikal skey

    or jaha saaf saaf ibarat pesh ki jati hai wahi ye log us ko chhor kar new dalail per aajaty hain

    Khud sochain k jo log Sahi Ahadees pak
    or Sahaba e Kiraam ki aqwal ko tor mor ker apney matlab ki batin nikalney ki koshish karty hain

    wo bhala kissi mujjadid ki baat kia maney gey ?

    Qadyani to apney hi "mujjdid" Mirza qadyani ki hi saaf saaf Ibarton ko nahi mantey to or kissi ki bhala kia maney gey ?

  7. #7
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Default

    Masha Allah, nasir bhai apne bohat khoobsoorat jawab dia
    Khanqah Daruslam

  8. #8
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default



    Thank You Brother Ustad and Nasir

    Nasir Bhai

    Kia yeh Article ap English main post kar sakte hain ?????

  9. #9
    Ahmad Awan's Avatar
    Ahmad Awan is offline Senior Member+
    Last Online
    3rd May 2010 @ 02:20 PM
    Join Date
    02 Dec 2009
    Location
    Rawalpindi
    Posts
    60
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    6

    Default

    Good question & Good Answer

  10. #10
    UET Boy's Avatar
    UET Boy is offline Advance Member
    Last Online
    30th July 2023 @ 09:18 AM
    Join Date
    12 Aug 2009
    Location
    UET
    Gender
    Male
    Posts
    1,130
    Threads
    49
    Credits
    1,582
    Thanked
    56

    Default

    Nice sharing boy!!!

  11. #11
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Nasir Bhai

    apne jo Article dia hai uska English version bhi paste kardain

  12. #12
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    nasir bhai

    apne jo article dia hai uska english version bhi paste kardain

    محمد علی بھائی ہماری انگلش زیادہ خاص نہیں صرف گذارے لائق ہے
    جبکہ یہ ایک علمی مضمون ہے جس کو انگلش میں ٹرانسلیٹ کرنا ہمارے لئے ممکن نہیں
    آپ کسی اور بھائی سے معلوم کر لیں جو انگلش میں ٹرانسلیٹ کرسکے
    اور اگر اس کو کسی علمی اصطلاح سمجھنے میں دشواری ہو تو ہم وضاحت کردیں گے
    نیز آپ اس سے بھی(جس سے آپ کی بات چیت چل رہی ہے)پوچھ سکتے ہیں کہ وہ اگر اردو سمجھ سکتا ہو
    تو ہم اسی مضمون میں ردو بدل کرکے اس کے لئے جواب تیار کردیں گے (اور ممکن ہے کہ آپ کا مخاطب اردو سمجھتا ہو کیوں کہ زیادہ ترقادیانیوں کا تعلق پاک و ہند سے ہے)

    والسلام

    ناصر نعمان

Page 1 of 47 123411 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •