Page 18 of 47 FirstFirst ... 81516171819202128 ... LastLast
Results 205 to 216 of 564

Thread: Question

  1. #205
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    استاد بھائی یہ اللہ تعالیٰ کا کروڑوں باراحسان ہے کہ اللہ تعالیٰ نے ہمیں توفیق دی ہے

    آپ اطمینان سے اپنے امتحانات کی تیاری کریں

    ان شاء اللہ تعالیٰ ہم اپنی کوششیں جاری رکھیں گے

    آپ سے دعاوں کی خصوصی درخواست ہے

    اللہ تعالیٰ آپ کو کامیاب فرمائے اور آپ کی مدد فرمائے آمین
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  2. #206
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya ne yeh bhi hai:

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi.............. yeh tum ne likha ta es ke jawab mai mai yeh likha tha Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya hai:

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi...............
    .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73
    firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat
    paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"

    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf
    ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud
    nhi janet hai

    Ye tumharey jaali molvion ka jawb hai :

    Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wa Sallam (Lakhon
    Duroor aur Lakhon Salamm un par) tho kaha hai meri ummat ka ek dour
    aisa aayega ke Zameen par sab se battareen maqlooq moulviyon ki hogi
    aur unhi se fitve uthenge aur unhi par lautadiye jayenge. kya ye hadees
    sahi nahi

    The Holy prophet (pbuh) is reported to have said ::::


    .... 'One who dies without accepting the Imam (Appointed by Allah) of the time, his death is a death in disbelief'.
    (Masnad Ahmad ibnHanble - Vol.4, pg.96)


    Regarding Imam Mahdi and Messiah our beloved Prophet Muhammad (pbuh) said;

    .... 'When you see him (Imam Mahdi) then certainly perform Bait to him even if you have to crawl over your knees through the mountains of snow because he (Imam Mahdi) will be the Khalifa of God'.
    (Biharul Anwaar - Vol.13, pg.17)

    .... "One who obeyed Imam Mahdi obeyed me, one who disobeyed him disobeyed me"

    .... 'One who rejected Imam Mahdi, he did Kufr'. kiya tum Messiah aur Mahdi per iman lane walo mai se ho ?????????

    sey swal hai k ehley Emaan kon hain ?

    Or un ki rah ko si hai ?

    mulla ji aap bataye (issi Tarha zinda kary ga Allah Murdon ko )Baqara 74..... kis tareh Allah Murdon ko jida karega aur keb ???? kiya tum yah emaan rakhtey ho k khuda ke alawa bhi koi jan den ya lane wala hai ????? ager is per tumhara Emaan hai to tum kiya ho tum khud shoch lo ??? kuda to kayamet ke din seb ko jida karega to phir kesey sirf Hazrat Essa ALihey Assalam ko jida kiye jane per per Emaan rakhtey ho ? kiya jawab hai tumhara ????

    Qadyani
    jawab dain k kia Mushreekeen farishton ko bhi pukartey they ?..........
    aap jawab to aap ke mutabik kon se Mushreekeen hai jo farishton ko
    khuda ya khuda ka beta manet hai ??????????


    Allah Taala ka farman hai:
    (Ye to Allah ko chhor ker oorton ko pykarty hain(Nisa 117).......... mulla ji mai (Nisa 117) ki nhi es aayet ki bate kar raha hoo And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21Aur kuch nahi to sirf iska jawab hi day doo

    Hazrat Essa Alihey Assalam ko bin baap k peda farmaya

    (Jabkey aam qanoon e Qudrat hai k her insane k maa baap hotey hain) ...... Ye kaha likha hai, ke jo without father ke peda ho wo asmaan par uthaya jaye ga.

    ager aysa kahien likha hai, tu phir hazrat adam aleh-salam ko bhe asmaan par uthaya jana chahiye, because wo father and mother dono ke baghair peda huwe. (jokey hazrat eesa aleh-salam ki nisbat ziyada hayrat angez mojza hai.)mullla sahib! your logic is really very non-sense
    Copy paste k bajeymusal man ki tareh quran hadis se jawab do

    Balkey Hazrat Essa Alihey Assalam ko Insan or Rasool manney k bajey
    Hazrat Essa Alihey Asslam ko Khuda ya Khuda ka beta manna hai......... aap bhi to yahi aqida rakheta hai Quran main saaf likha hai kay jab Huzur (SAW) say kuffar nay kaha tah kay aasman per char kay dikha us waqt aap (SAW) nay jawab diya kay "Mera RAb in cheezoon say paak hai aur main to aik bashar Rasool huun..." iska matlab yeah kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur i hierat ki baat haia eesai yaani christians tow yeh aqeeda i rakhtey keh "eesa A.S zinda hain, aur jisam samiet aasman main rehtey hain say sabit hogaya kay Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... Is ka koi jawab hai aapkay paas? "_

    is ki asan misal youn samjh lain k


    ager koi Ziddi or hat dharam poora Quraan Paak parhta hai


    or wo dekhey k Poorey Quraan Paak main kahin bhi in alfazon mian ye
    mojood nahi k "Allah Taala ney 5 waqat ki Namazain Faraz ki hain"..............aap sai kaha Quran ka mutala karo.. Namaz ka hukm quran ma mila Allah ka nabi na taleem di Zakat ka mila taleem di .. huj ka mila taleem di ap aap se sawal hai ki aap Aap koi Quran ki aayat ya Hadith la ke mujhe dikha den ke wo aasmaanoN mein jism samet uthayen gaye hain aor un ka nazul jism samet hoga aap zara es baat ki tashreeh kerdain k konsi aaet main hai k Hazrat eeasa Alehsalaam zinda aasman per utthai gai hain? or aap os word ki bhi tahreeh kijiyega jahaan zinda aasmaan per lejaanay ka kaha gaya hai? aap Quran ka mutala karo fir jawab dijey ga

    Sahaba Kiraam ney
    poochha k wo kon sa firqa hoga jo janti hoga to Nabi Kareem Sallaho
    Alihey Wassalam ney farmaya k “wo jis per main or mery Ashab”

    (Tarmazi:4641)............. ab mara aap se sawal Nabi Kareem Sallaho kuda ke nbi tha aur Sahaba Kiraam un per iman lane wale aap to khuda ke nbi ka inkar karen wal hai aap kase us raset per ho saket jis per chel ker Sahaba Kiraam ne eteni taklif uthai per iman per kayem rha aap ka iman to Eesaiat parest mulla hai jo un khuda ko zinda rakh kar namak halali ka fareeza ada kar raha hai aur hamari raha wo quran hai jis per Sahaba Kiraam chala aur apna aa’ena dekh len ke aap Hazraat ka Mirza Sahib ka Inkaar kerna aur kuffar ka Hazrat Muhammad ( SAW ) ka inkaar kerna…koi faraq hi nahin he mukhalifat ke styles me

    tum log kesey kesey logon ko rahnuma banaya hua hai jo log ek asan si baat nahi samjh sakty
    .........Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya.
    :Ek Essa ko zinda rakhne ki khatir ap logoon ne sare k sare anbyaa ko zinda asmaan pe charhaya howa hai nhi yaqeen to millo mein apk he Quran se sabit kar donga keh hum nhi ap he woh loog hain jinhoon ne quran ko jhutlaya hai


    MEIN AP KI HALAT SAMJE SAKTA HON,,,JUB KOE JWAB PAS NA HO NA QURAN KA HWALA HO NA HADEES NA KOE DALEEL NA HO HAR BAT PE AP KHUD HI GHALAT SABIT HO RAHE HO TO PHIR APNA GHUSA AUR SHERMINDAGI NIKALNE KE LIE LOG AISE HI KARTE HEIN JASE KE APP...jo log QURAN AUR HADESS ke hwale de ker apni bat sabit karte hein na ALLAH AUR MOHAMMAD SAW BI UNHI KE HEINS hayad app k ilmm main ho k Quran-e-Kareem ki 30 Ayat say Hazrat Essa ki Wafat sabit hai. Aur sirf aik ayat jo app nay pash ki hai, uss main b app zayada tafseel main nahi gae. Khuda k apni taraf uthanay say kya murad hai? "Zinda" ka lafaz kahan say aa gaya? usse ayat main Khuda farmata hai k yah mamla shoba main daal diya gaya. Shoba main parnay k kya mani hain aap ne 30 Ayat mai se kiteni ka jawab diya hai ??
    mai Men ab aap hazraat ki minnat kerta hoon ke Hazrat Isa ( AS ) koinhi ayat say Isa (AS) ko zinda sabit kar kay dikahin jin say hum unhain murda sabi kar rahay hain …dunya ke sab Ahmadi Mirza Sahib ko chor denge

  3. #207
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Ustad Bhai

    Allah ap ko ap ke imtihan main kamyaab kare aur ap ki madad kare Ameen

    Nasir Bhai Acha kam kar rahe ho ap

  4. #208
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote nasirnoman said: View Post
    استاد بھائی یہ اللہ تعالیٰ کا کروڑوں باراحسان ہے کہ اللہ تعالیٰ نے ہمیں توفیق دی ہے

    آپ اطمینان سے اپنے امتحانات کی تیاری کریں

    ان شاء اللہ تعالیٰ ہم اپنی کوششیں جاری رکھیں گے

    آپ سے دعاوں کی خصوصی درخواست ہے

    اللہ تعالیٰ آپ کو کامیاب فرمائے اور آپ کی مدد فرمائے آمین
    Bilkul sahe kaha hai aap nay .......
    yeh ALLAH ki khas meharbani hai hum per k ALLAH hum say yeh kaam lay raha hia .......
    ALLAH aap ko jazai-e-khair day or aap k elm main ezafa farmai AAMIN ...........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  5. #209
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Ustad Bhai

    Allah ap ko ap ke imtihan main kamyaab kare aur ap ki madad kare Ameen

    Nasir Bhai Acha kam kar rahe ho ap
    AAMIN .......
    Zain eik kaam karoo ....... is mirzaie nay apnay sawal nahi perhay k kia likha hai bulkay apnay pas kahe save kia howa hia ....... or utha k paste karta rehta hia ........ aap eik kaam karoo k jo bhi sawal woo karay aap usay apnay pas save karlo or us ka jwab yaha say utha kar apnay pas use sawal k nechay paste kardo ........ khyun k yeh thore dino bad pher porana wala sawal karta hai .......... aap us sawal ka jawab usay foran day dia karoo ..... is terha aap k pas bhi backup ban jaiga ....... or aahista aahista aap k pas qadianio k sare sawalon ka jawab aajaiga ........ or pher aap kese bhi qadiani say baat kar sektay hian ..........
    ALLAH aap ko jazai-e-khair day ........ or aap k imaan ki hifazat farmai AAMIN ..........

  6. #210
    abutalhaasif is offline Senior Member+
    Last Online
    13th February 2010 @ 09:21 AM
    Join Date
    20 Dec 2009
    Posts
    45
    Threads
    5
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Takbir Allaho Akbaro kabira...........

  7. #211
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya ne yeh bhi hai:

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi.............. yeh tum ne likha ta es ke jawab mai mai yeh likha tha Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya hai:

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi...............
    .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73
    firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat
    paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"

    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf
    ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud
    nhi janet hai
    sab sey pehley qadyani ye samjh lian k gumrah firqey kon sey hain or Jannati firqa kon sa hai ?

    Jab Sahaba ney poocha wok on sa fira hoga jo jannati hoga ?
    To Janab e Rasool Allah Sallaho Alihey Wassalam ney farmaya:
    “Wo jis per Main or mery Ashab”

    Qadyanio apni moti aqal main ye baat bitha lo k Jannati firqa koi siayasi (politices) jmaat ki tarha nahi hogi
    K falan Jamaat poori ki poori Janatti hai.
    Balkey Jannati firqey sey muraad ye hai k jo Nabi Kareem Sallah Alihey Wassalam or Shaba e Kiraam k mutabiq apna aqeeda rakhey or Nabi Kareem Sallah Alihey Wassalam or Shaba e Kiraam k Ehkamaat k mutabiq apni zindagi guzarey ga
    wo is Jannati jmaat main shamil hota jaey ga.

    Or rahi baat ye k Hum jantey hain k humari jmaat Jannati Hai ?

    To ab to tumhari moti aqal main aajana chahiey k Jannati jamaat main honey k liyain kissi jamaat main shamil hona zaroori nahi balkey apney Emaan Aqeeda or Amaal Nabi Kareem Sallaho ALihey Wassalam or Sahaba e Kiraam k Ehkamaat k mutabiq rakhney or un per amal kerna zaroori hai.


    tumharey molvi 72 jahanumi firqey or 1 Janatti firqey ki Irshad sey
    Aksaryat (majority) gumrah or Aqliyat(minarity) Haq per sabit karma chahtey hain?

    73 firqon wali Hadees Paak sey Qadyanio ka ye ghalat istadlal sabit karney k liyain sab sey pehli to Daleel ye Hadees Paak khud hai jis k jawab main Qadyanio ney apni daleel pesh ki.
    “Meri Ummat kissi gumrahi per Muttfiq nahi hogi”.
    Ab Qadyani apni moti aqal main ye baat bhi bitha lain k 72 gumrah firqon k irshad sey Mejority Gumrah nahi sabit hoti.
    Kio k is Hadees Paak main ye Irshad nahi k 72 gumrah firqey ek hi zamney main mojood hongey.
    or is ki daleel ye hai k :

    Nabi Kareem Sallaho ALihey Wassalam ka farman hai k meri ummat main 30 Kazzab hongey.her ek ka dawa hoga k main Nabi hoon lekin mery baad koi Nabi nahi"

    To Qadyani batain k ager is zamaney main 72 Jahanummi firqey mojood hain

    To phir is zamaney main 30 Kazzab (Jhooti Nabuwwat k dawey dar) bhi mojood honey chahiey ?

    Umeed hai k qadyanio ki moti aqal main is missal sey Qadyanio ka ghalat istadlal samjh aaraha hoga.

    Qadyanio ab ye bhi samjh lo k Jahunumi firqo ki taadad 72 kesey hogi?

    ager qadyanio k ilm main ho to kai firqey Islam k Shoro k adwar main bhi wajood main aachukey they jo waqat k sath sath khatam hotey gaey.

    Issi tarha Shoro k adwar main Muslima Kazzab waghera ney Jhooti nabuwwat ka dawa kia
    Lekin us k kuchh arsey baad hi Khatam hogey.

    To in Ahadees Paak sey is Ummat main 72 Jahumni firqey or 30 Jhooti nabuwat k dawey dar to sabit hotey hain
    Lekin ye nahi sabit hota k sab k sab ek hi zamaney main jama hojaey gey.

    1400 saal sey is Ummat main senkron adwar guzar chukey hain
    or in adwar main bohat sey fitney or firqey wajood main bhi aachukey hain
    jin main bohat sey jald hi khatam hogey
    ya kai firqey kamzor par gaey
    or kai ek aaj bhi baqi hain
    or Qayamat sey pehley pehley Hazoor Sallaho Alihey Wassalam k farman k Mutabiq Jhooti Nabuwwat k dawey daro or Batil firqo ki Taadad poori hogi.


    Or reh gai ye baat k tum logon ko qadyanio ney is dhokey main rakha hua hai k Qadyani hi wo jamaat hai jo Jannati hai
    To ye tumhary qadyanio ney tum logon ko bohat Bara dhoka dia hua hai

    Or is ki daleel Humara challenge hai jis ko abhi tak Tumrey Jaali molvio k paas koi jawab nahi

    Qadyanio sabit karo k 1400 saal sey Musalmano ka Hayat e Masih Alihey Assalam per kia aqeeda raha hai ?

    Tum log ye challenge qayamat tak poora nahi ker sakty

  8. #212
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wa Sallam (Lakhon
    Duroor aur Lakhon Salamm un par) tho kaha hai meri ummat ka ek dour
    aisa aayega ke Zameen par sab se battareen maqlooq moulviyon ki hogi
    aur unhi se fitve uthenge aur unhi par lautadiye jayenge. kya ye hadees
    sahi nahi
    ooper wali wazahat perh ker tumhari moti aqal main aagaya hoga k Essey molvi kon hongey ?
    Jo Nabi Kareem Sallaho ALihey Wassalam or Sahab e Kiraam k tareeqon sey hat ker chaley gey wo hi gumrah hongey.

    to sabit karo k Qadyanio ka aqeeda Ijmaa e Ummat k mutabiq hai

    basoorat deegar tumharey jaali molvi is Hadees Paak sey bad tareen Mukhlooq sabit hojaey gey

    lo apney hi daam main sayad aagaya

  9. #213
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    mulla ji aap bataye (issi Tarha zinda kary ga Allah Murdon ko )Baqara 74..... kis tareh Allah Murdon ko jida karega aur keb ???? kiya tum yah emaan rakhtey ho k khuda ke alawa bhi koi jan den ya lane wala hai ????? ager is per tumhara Emaan hai to tum kiya ho tum khud shoch lo ??? kuda to kayamet ke din seb ko jida karega to phir kesey sirf Hazrat Essa ALihey Assalam ko jida kiye jane per per Emaan rakhtey ho ? kiya jawab hai tumhara ????
    ye Haal hai qadyanio ki moti aqal ka
    hum ney jawab kis baat ka dia tha
    or ye log behas kia karna shoro kar deytey hain

    tumhari daleel Qad Khalat wali ayat main Hazrat Essa Alihey Assalam k liyain exception k liyain thi k is ayat main ye Irshad nahi hua k Hazrat Essa Alihey Assalam k alawa sarey Anbia guzar gaey

    to is k jawab main hum ney Daleel pesh ki

    Murdey zinda karna Allah Taala ka kaam hai

    or Quraan Paak main jaha jaha Murdey zinda karny ka Irshad hua hai
    waha Hazrat Essa Aliehy Assalam k liyain Exception nahi

    lekin is k bawjood bhi humara emman hai k Hazrat Essa ALihey Assalam ney Ba Hukum Khuda merdo ko zinda farmaya

    kio k doosrey muqam per Irshad hua k Hazrat Essa Alihey Assalam ney ba hukum Khuda Murdoon ko zinda farmaya

    Issi tarha Quraan Paak main Jaha Anbia Kiraam k guzerney ka Irshad hai or Hazrat Essa ALihey Assalam k excepion nahi

    lekin doosrey Muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam ko znida Asman par uthey janey ka irshad hai to is tarha Hazrat Essa Alihey Assalam ko exception hai

    Umeed hai is dafa tumhari moti aqal main humari daleel aajaey gi

  10. #214
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Qadyani
    jawab dain k kia Mushreekeen farishton ko bhi pukartey they ?..........
    aap jawab to aap ke mutabik kon se Mushreekeen hai jo farishton ko
    khuda ya khuda ka beta manet hai ??????????


    Allah Taala ka farman hai:
    (Ye to Allah ko chhor ker oorton ko pykarty hain(Nisa 117).......... mulla ji mai (Nisa 117) ki nhi es aayet ki bate kar raha hoo And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21Aur kuch nahi to sirf iska jawab hi day doo
    Dekho qadyanio ka Zid or Hat dhermi:

    pehley Daleel pesh ki

    And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21

    or Jab hum ney jawab dia k ager Is Ayat sey Hazrat Essa Alihey Assalam ki wafat sabit hoti hai to phir Mushrikeen to farishton ko bhi pukartey they?

    to kia farishtey zinda nahi ?

    jis k jawab main qadyani ney jawab dia wo kon sey mushrikeen they jo farishton ko pukartey they

    or jab hum ney is bhi wazahat kardi

    to phir apna pehla sawal copy paste kardia ?

    to humara jawab phir wo hi hai k Mushrikeen Farishton ko bhi pukartey they

    Farishtey Zinda hai ya nahi ?

  11. #215
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Balkey Hazrat Essa Alihey Assalam ko Insan or Rasool manney k bajey
    Hazrat Essa Alihey Asslam ko Khuda ya Khuda ka beta manna hai......... aap bhi to yahi aqida rakheta hai Quran main saaf likha hai kay jab Huzur (SAW) say kuffar nay kaha tah kay aasman per char kay dikha us waqt aap (SAW) nay jawab diya kay "Mera RAb in cheezoon say paak hai aur main to aik bashar Rasool huun..." iska matlab yeah kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur i hierat ki baat haia eesai yaani christians tow yeh aqeeda i rakhtey keh "eesa A.S zinda hain, aur jisam samiet aasman main rehtey hain say sabit hogaya kay Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... Is ka koi jawab hai aapkay paas? "_
    Tum logon ki aankh main zara bhi haya nahi hai
    jo beyshrmo ki tarha Daleel ka jawab deyney k bajey copy paste kar rahy hao

    laanat hai essey mazhab per jo itni dhhitai k sath beysharmi ka khhuley aam muzahira kar raha hai
    or is k manney walon ko itni si bhi aqal nahi k hum kitney bary ziddi hat dharam or beyshamo k pero karon hain ?

    By shak Jisey Allah Taala gumrah kerdey issey koi hidayat nahi dey sakta

    (Allah Taala hum sab ka khatima emaan per farmaey.Ameen)

    parho jawab

    Poori Ayat is tarha hai :

    Or inhon ney kaha her giz nahi maney gey hum tumhari baat jab tak k tum na phar bahao tum humarey liyain zameen sey koi chashma ya(na ho)tumharey pas bagh ek khajooron or angooron ka or rawan kardo tum nehrain un k under behtreen tareeqey sey ya(na)girado tum Aasman ko jesa tumhara dawa hai humary ooper turkey turkey ya (na)ley aao tum Allah or farishton ko humary samney.ya (jab tak na)ow tumhary liyain gher soney ka ya(na)charh jao tum aasman per .or hergiz nahi yaqeen kary gey hum tumhary charhney ka bhi jb tak k (na)utaro tum hum per ek tehreer jisey hum parhain khud .keh dijiey k paak hai mera Rab nahi hoon mager ek aadmi (Allah ka)peyghaam pohnchaney wala)(Bni Israil 90-93)

    Mushrikeen ney Hazoor Sallaho Alihey wassalam sey in Mojzaat ki farmaish ki thi.

    Masnd Ahmed ki Sahi Hadees main hai:
    Farman hua k ager ap ki chahat ho to jo ye mangtey hain main dekha doon lekin ye yaad rahy ager phir bhi emaan na laey to inhain wo ibrat naak sazain doon ga jo kissi ko na di hoon or ager aap chahain to main in par toba ki qabooliyat ka or Rahmat ka darwaza khula rakhon.aap (Sallaho Alihey Wassalam) ney doosri baat ko pasnd farmaya.(Masnad Ahmed:242/1)

    Or Jaga Farman hai:
    (humain nishanat k nazil karney sey rok sirif issi ki hai k agley log issey jhutla chukey hain)Bani Israil 59

    Or Jaga Farman hai:
    (Allah to essa ba Barkat hai k ager chahey tujhey essey bohat sey baghat inayat farmadey jo in k kahy hoey baghat sey bohat hi behter hoon jin k neechey nehrain lehra rahi hoon or tujhey bohat sey pukhta mehal bhi dey dain(Furqaan 10)

    Jahil Qadyanio ye Irshadat or Hadees paak perh kar tumhari moti aqal main aajana chahiey k Allah Taala her cheez par Mukammal Qadir hai
    Or Mojzaat na dekhaney ka sabab ye nahi k Insan Asman per nahi ja sakta
    Balkey Mojzat dekhney k baad bhi na mannay k baad Allah Taala ka Azab nazil hojata.

    humari un qadyanio sey darkhuast hai jin k dilon main Allah Taala ney baat sunney or samjhney ki gunjaish di hai

    apni aankhon sey dekhain apney jhootey mazhab ki harkatain
    or laanat bhejain is jhootey mazhab per
    Or Musalman hoajey
    ab bhi waqat hai
    essa na ho sanso ki dor toot jaey
    or phir bohat der hojaey

    Allah Taala sab ko hidayat dey.Ameen

  12. #216
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Mohammad ALi bhai ab in ki pitari khali hochuki hai
    ab sirif hawa hi baqi rah gai hai
    or ye log jawabat deyney k bajaey
    copy paste ka farmola pakar ker beth gaey hain

    in sey kahain k ager in k paas humarey challenge ka jawab hai to dey dain

    basoorat e deegar Qadyani Mazhab ek bar phir Jhoota sabit hojaey ga

    ab un dalail k jawabat nahi dain gey
    jin k jawabat pehley hi diey ja chukey hain

    Ustad bhai k bhi bohat sey dalail k jawabat baqi hain
    or humarey bhi bohat sey dalail k jawabat baqi hain

    or ye log apni zid or hat dhermi k mutabiq new new dalail or copy paste kiey jarahy hain
    is ka koi faida nahi

    ager in k paas humarey challenge ka jawab hai to dain

Page 18 of 47 FirstFirst ... 81516171819202128 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •