Page 15 of 47 FirstFirst ... 51213141516171825 ... LastLast
Results 169 to 180 of 564

Thread: Question

  1. #169
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya."is aayat ,main yahee likhaa hai, kay "tamaam rasool mur gaye" ! kad khalat min kablihirrusl, baghair kisi exception kay , saaf saaf likhaa hai!
    "aap say pehlay kay tamaam nabee guzur gaye!"
    yeh nahee likhaa, "aap say pehlay kay aam nabee guzur gaye, aur eesaa abhee zindaa hain"
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul


    usse ayat main Khuda farmata
    hai k yah mamla shoba main daal diya gaya. Shoba main parnay k kya mani
    hain............... aap ke ke aqeedey ke mutabiq Allah ne Hazrat Eesa (AS) ko (na-aaoo-zubi-Allah) aasmaan per jisam samiet chupkey se aasmaan per utha liya aur Allah ke berguzeeda hawaari Hazrat Eesa (AS) ke hum shakal ko dekh dekh ker gham se nidhaal hotey rahey aur Hazrat eesa (AS) ke hum-shakal dikha ker becharey hawaari (na-aaoo-zubi-Allah) dhokey main daal diye gaye. (na-aaoo-zubi-Allah) kya Allah apney niek aur wafa-daar bandon se yeh salook kerta hai?? Astaghfirullah hum Ahmadi is qisam ki fersooda kahanion per yaqeen nahi rakhtey, aur nah hi hum Allah ki hikmat-e-kamla ki taraf aesi laghv baten mansoob kertey hain

    TUFI ka matlab pora pora lena or RAFA ka matlab utha lena........the house of imran, verse 56:
    yaa eesaa inni mutawaffaika wa rafe'uka...

    note that wafaat is used first.. meaning that first the wafaat is given then the rafa takes place.. becoz it is said, that first the wafaat will be given, and then rafah will be given. and ofcourse the rafah which takes place after wafaat is rohani, and not jismaani.. thus making it clear that when allah talks about the rafah of jesus, it means rohani rafah, yaani darjaat bulund kernaa, aur izzat denaa! agar rafah ka mutlub zindaa uthaana hai, to wafaat ka lafaz pehlay byaan kyoon huwaa hai?

    i think this aayat clearly proves what rafay means, and clearly states that jesus is dead!

    Yeh aap se kis ne kaha keh Hazrat Maseeh-e-Mauood A.S ki wafat Toilet mein hoi??? Kia aap khud wahan mojood thay?? Aur agar aap wahan mojood thay to laazmi baat hai keh Wash Room ko clean kernay ke liay hi mojood hongay. Aur agar aap nahi thay to aap se jis ne bhi yeh baat kahi hai wo yaqeenan Hazrat Mirza Shaib A.S ka Wash Room cleaner hoga. Kiunkeh aisi private baat to ghar walon ko pata hoti hai ya phir nokron ko. Aur aap Hazrat Mirza Sahib A.S ke ghar walay to hain nahi. To phir kia hoay????...... ap to tum LATREEN say baher na nikloon ..Yeh aap se kis ne kaha keh Hazrat Maseeh-e-Mauood A.S ki wafat Toilet mein hoi??? Kia aap khud wahan mojood thay?? Aur agar aap wahan mojood thay to laazmi baat hai keh Wash Room ko clean kernay ke liay hi mojood hongay. Aur agar aap nahi thay to aap se jis ne bhi yeh baat kahi hai wo yaqeenan Hazrat Mirza Shaib A.S ka Wash Room cleaner hoga. Kiunkeh aisi private baat to ghar walon ko pata hoti hai ya phir nokron ko. Aur aap Hazrat Mirza Sahib A.S ke ghar walay to hain nahi. To phir kia hoay????...... ap to tum LATREEN say baher na nikloon ..

    ager Twaffi ka meaning MOT hai or Mutawaffika k Lafz sey Hazrat Essa Alihey Assalam ki Wafat sabit hoti hai


    to Qadyani jawab dain..........the house of imran, verse 56:
    yaa eesaa inni mutawaffaika wa rafe'uka...

    note that wafaat is used first.. meaning that first the wafaat is given then the rafa takes place.. becoz it is said, that first the wafaat will be given, and then rafah will be given. and ofcourse the rafah which takes place after wafaat is rohani, and not jismaani.. thus making it clear that when allah talks about the rafah of jesus, it means rohani rafah, yaani darjaat bulund kernaa, aur izzat denaa! agar rafah ka mutlub zindaa uthaana hai, to wafaat ka lafaz pehlay byaan kyoon huwaa hai?

    i think this aayat clearly proves what rafay means, and clearly states that jesus is dead!

    Allah ki taraf kun c hay ?

    aasman .......

    kia tum nadar ho gai ho us zaat say jo aasmano main hai kay dhansa day tum ko zameen main/..........quran
    Allah sharag sey kareeb hay means key Allah her jaga majood hay hadees
    insan ka dil Allah ki 2 unglion key bech hay Allah tallah har jaga moujood hai,Arsh pe farsh pe, zameen pe asaman pe kon o makan main har jagha moujood hai, Allah ke hayiat insani zehan main nae sama sakti, bas yeh jaan lain k Allah har jagha moujood hai.....janab meri aik baat ka jawab dein ke jub app yeh kehte hein ke Allah arsh ke oper mojod hey....to iska metleb hey ke Arsh ke neechey allah nahin hey......yani Allah ke aur baqi duniya ke dermiyan Arsh aik hud hey.....yani ke jo Arsh ke oper hey wo Allah hey or jo Arsh ke neechey hey wo mukhloq hey...

    jub app ne Allah ko mehdod ker dia to phir jo cheez kisi hud mein aa jay wo mukhloq ho sekti hey khaliq nahin ho sektii.....

    Arbi k har lafz k 2 mainay hotay hai eik haqeeqe or eik majazi TUFI k
    majazi matlab MOOT k hai or haqeeqe matlab PORA LENA . PORA KARNA ,
    PORA HONA k hain ......kionk es aaet mein lafz "Rafioqa" yaani uthana kaheen use nahi hua lafz "Tawafetani" use hua hai jis k meaning wafat k hain per humaray translation kernay waaloon ne kaisa bewaqoof banaya hai saada looh awaam ko k her jagha "Tawaffi" k wafat k keye hain or hazrat eesa per same lafz k meaning uthanay k jo k as per aaet sabit nahi hota k uthaya gaya hai.

    en ayyat main TUFI ka lafz istamal howa hai jin ka urdu mian matlab
    PORA LENA k hai ........ lakin aap nay sirf wohi ayyat bataie hia jis
    ka matlab moot hai k ............Quraan majeed mein 23 jagha lafz "Tawaffi" use hua hai jis k meanings rooh qabz kernay mein liye hain.

    or jab yahi lafz Hazrat Easa k liye aae tou meaning change ye kahaan ka insaaf hai es k tou 2 matlab nikaltay hain k yaa tou Quraan 22 jagha per nauzubillah jhoot keh raha hai or aik jagha per such...
    Ek Hi Nara Ek Hi Parcham

  2. #170
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya."is aayat ,main yahee likhaa hai, kay "tamaam rasool mur gaye" ! kad khalat min kablihirrusl, baghair kisi exception kay , saaf saaf likhaa hai!
    "aap say pehlay kay tamaam nabee guzur gaye!"
    yeh nahee likhaa, "aap say pehlay kay aam nabee guzur gaye, aur eesaa abhee zindaa hain"
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul

    kaash k qadyanio main aqal bhi hoti

    or wo samjhtey k Ustad bhai ney kia Daleel di thi

    kher Qadyanio ki Moti aqal k mutabiq hum ek daleel jo hum pehley bhi pesh kar chukey hain
    ye Daleel doobara pesh kar rahy hain

    Qadyanio ka kehna hai k Jab ek Ayat Mojood hai k Hazoor Sallaho ALihey Wassalam sey qabal sarey Rasool guzar gaey
    to phhir Essa Alihey Assalam ki Hayat kesey Sabit hosakti hai ?
    ya jab ek Ayat main Sarey Rasool k guzarney ka Irshad mojood hai
    to Hazrat Essa Alihey Assalam kesey is sey mustasna hosaktey hain ?

    Quraan Paak mian Farmaan hai :
    (issi Tarha zinda kary ga Allah Murdon ko )Baqara 74
    yaani Sirif Allah Taala hi Murdoon ko zinda karnay wala hai
    or Yaqinan Qadyanio ka bhi emaan hoga k is sey koi bhi mastasna nahi
    k Allah Taala k alawa koi or Murdey ko zinda karsakta ho (yaani tamam Insan shamil hojaty hain)

    Quraan Paak main Farman hai :
    ( or zinda karta hoon murdoon ko Allah k Hukum sey)Aal e Imran 49

    lijey janab ek Ayat main farman hai k Murdoon ko Allah Zinda karta hai
    (yaani koi bhi is sey Mustasna nahi)

    or ek Muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam k Murdey zinda karney Irshad hai
    (or Hazrat Essa Alihey Asalam Allah k Hukum sey Murdey Zinda karny k liyain mustasna hogey)

    to issi tarha ager ek muqam per tamam Rasoolon k guzarney ka irshad hai
    or dosrey muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam ko zinda aasman per uthey janey ka Irshad hai

    is tarha bhi Hazrat Essa Alihey Assalam mustasna hain

    (abhi yaha ye behas nahi shoro kerni k Quraan Paak main kaha likha hai k zinda aasman per uthalia ? kio k ek to is ki daleel pesh kerdi gai hai or abhi Qadyanio ki daleel Qad Khalat ka jawab dia jaraha hai )
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  3. #171
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    yaa eesaa inni mutawaffaika wa rafe'uka...

    note that wafaat is used first.. meaning that first the wafaat is given then the rafa takes place.. becoz it is said, that first the wafaat will be given, and then rafah will be given. and ofcourse the rafah which takes place after wafaat is rohani, and not jismaani.. thus making it clear that when allah talks about the rafah of jesus, it means rohani rafah, yaani darjaat bulund kernaa, aur izzat denaa! agar rafah ka mutlub zindaa uthaana hai, to wafaat ka lafaz pehlay byaan kyoon huwaa hai?

    i think this aayat clearly proves what rafay means, and clearly states that jesus is dead!


    Totey ki tarha ek hi rat laganey sey behtar hai k Daleel ka jawab Daleel sey do

    is sey tumhari Zid or Hat dharmi to sabit horahi hai

    lekin tumharey jhoot per perda nahi par sakta

    ager Twaffi ka meaning MOT hai or Mutawaffika k Lafz sey Hazrat Essa Alihey Assalam ki Wafat sabit hoti hai

    to Qadyani jawab dain k

    Wa Huwal Lazi Yatawaffakum Bil Lail (Anaam 60)
    Wo hi hai jo raat main tum ko poora khench leta hai

    Or Qadyanio k tarjumey sey Tufi ka meaning Mot hai

    To Allah Taala Raat ko jab Insano ko Mot (Qadyanio k hisab sey )deyta hai

    Or Subah log phir kesey zinda hojatey hain ?

    ye hai Qadyanio ki 30 Sabooton ki haqeeqat ?

    k Allah Taala tamam Insano ko Raat ko Tufi deyta hai
    or subah sarey log zinda ho kar apney apney kaam dhandon main lag jatey hain

    bas issi tarha Hazrat Essa ALihey Assalam Mutawaffika k baad bhi Qayamat sey pehley Nazil hongey

  4. #172
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    or Mohammad ALi bhai pichhley Page per kuchh Dalail k jawabat hum ney diey hain

    Ap perh lain or Qadyanio sey in k jawabat bhi poochahin

  5. #173
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Ok Ji Nasir Bhai Sare Jawab hogaye ab kuch raha to nahi na

  6. #174
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    ji haan ap jawab post kar dain

    baqi pichhley page per bhi kuchh dalil hai wo bhi dekh lijiey ga

  7. #175
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Jawab Post Kar dia hai

  8. #176
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Abhi Tak ke Yeh Jawab hain Shayad aur ayain

    ... O'people, a number of people from the followers of my Ummah would be taken to the hell. thereupon, i shall say, O my Lord, these are my companions. Then i would be told; you dont know what they contrived after you. At that time, I shall say precisely what the righteous servant- Jesus son of Mary said; "And i was a witness over them as long as i remained among them, but since thou didst cause me to die (falama tawafaitani). Thou hast been the watcher over them." (Sahil-Bukhari, Kitab-ul-Tafseer, Sura Maaida, Page 1411. vol;3)

    In the origional arabic text of the above hadith, exactly same Quranic term and wording is used as "falama tawafaitani kunta anta raqib alaihum" .. as it is used in relation to Esa (a.s)

    Now u tell me, Prophet Muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like Jesus ???

    What does the word "mutawafika" means here ??? can u explain to me... ????

    Its also clear by the greatest mufasir ever, Hazrat Ibn e Abas, again in the same book of Bukhair .. He says:

    Qala Ibn e Abas, Muta

    Mutawafi Ke meanings hai To Raise to One self to Sleep Death Secondary meaning hai yahi Bat Alama Zubaudi farmate hai ki toofi ka asal maini maut nahi ............. Imam bukhari :

    imam bokhari kee kitaab-e-tafseer main jesus wali aayat main, ibn-e-abaas 'mutawaffaika" ka mutlub "momeetuka" likhaa hai! jis say saabit hota hai, kay imam bokhari eesaa kee wafaat kay kail thay

    issi bat ka jawab na ho to idher udher ki hankna shoro kardete ho jo sacha hota hai wo quran o hades se bat karta hai galiyan dena bahane dhondhna sub buzdilon ke kam hein

  9. #177
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    abhi tak ke yeh jawab hain shayad aur ayain

    ... O'people, a number of people from the followers of my ummah would be taken to the hell. Thereupon, i shall say, o my lord, these are my companions. Then i would be told; you dont know what they contrived after you. At that time, i shall say precisely what the righteous servant- jesus son of mary said; "and i was a witness over them as long as i remained among them, but since thou didst cause me to die (falama tawafaitani). Thou hast been the watcher over them." (sahil-bukhari, kitab-ul-tafseer, sura maaida, page 1411. Vol;3)

    in the origional arabic text of the above hadith, exactly same quranic term and wording is used as "falama tawafaitani kunta anta raqib alaihum" .. As it is used in relation to esa (a.s)

    now u tell me, prophet muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like jesus ???

    What does the word "mutawafika" means here ??? Can u explain to me... ????

    Its also clear by the greatest mufasir ever, hazrat ibn e abas, again in the same book of bukhair .. He says:

    Qala ibn e abas, muta

    mutawafi ke meanings hai to raise to one self to sleep death secondary meaning hai yahi bat alama zubaudi farmate hai ki toofi ka asal maini maut nahi ............. Imam bukhari :

    Imam bokhari kee kitaab-e-tafseer main jesus wali aayat main, ibn-e-abaas 'mutawaffaika" ka mutlub "momeetuka" likhaa hai! Jis say saabit hota hai, kay imam bokhari eesaa kee wafaat kay kail thay

    issi bat ka jawab na ho to idher udher ki hankna shoro kardete ho jo sacha hota hai wo quran o hades se bat karta hai galiyan dena bahane dhondhna sub buzdilon ke kam hein


    قادیانی حضرت ابن عباس رضی اللہ عنہ کے قول کو تسلیم کرنے والے ہیں ؟

    دیکھتے ہیں کہ ان صحیح روایت کے متعلق قادیانیوں کا کیا کہنا ہے ؟

    اخرج ابن عسا کر و اسحاق بن بشر عن ابن عباس رضی اللہ عنہ قال قولہ تعالیٰ یعیسیٰ انی متوفیک و رافعک الیٰ یعنی رافعک ثم متوفیک فی آخر الزمان(در منشور ص 36 ج 2)
    یعنی ابن عسا کر اور اسحاق بن بشر نے (بروایت صحیح )ابن عباس رضی اللہ عنہ سے روایت کی ہے کہ اس آیت کا یہ مطلب ہے کہ میں آپ کو اٹھانے والا ہوں اپنی طرف پھر آخرزمانہ میں (بعد نزول)کے موت دینے والا ہوں

    تفسیر ابن کثیر میں عبد اللہ بن عباس رضی اللہ عنہ سے صحیح روایت منقول ہے کہ حضرت عیسیٰ علیہ السلام زندہ آسمان پر اٹھالئے گئے ہیں

    ورفع عیسیٰ من روزنہ فی البیت الی السماء ھذااسناد صحیح الی ابن عباس "(تفسیر ابن کثیر ج 1 ص 574 زیر آیت بل رفع اللہ)ترجمعہ :عیسیٰ علیہ السلام گھر کے روزن (روشن دان سے)سے (زندہ) آسمان کی طرف اٹھا لیے گئے ،یہ اسناد ابن عباس تک بالکل صحیح ہے
    Last edited by nasirnoman; 4th February 2010 at 05:38 PM.

  10. #178
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah Nasir bhai ..........
    Max img size for signature is 30KB or Less

  11. #179
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    yaar Zain ........ main nay kaha tha k yeh qadiani zehar ka pyyala p laingay lakin humare baat nahi manaingay ....... iss bat ka andaza aap KAD KHALAT wali ayyat say laga sektay hain ........ is ka jawab hum nay day dia tha lakin ab pher wohi sawal kardia hai ........ yeh baar baar pochta rehayga ....... khyun k esay yaqeen hai k yeh jhootay hain ..........

  12. #180
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Totey ki tarha ek hi rat laganey sey behtar hai quran ki Daleel ka jawab quran ki Daleel sey do. kissi bat ka jawab na ho to idher udher ki hankna shoro kardete ho .. jo sacha hota hai wo quran o hades se bat karta hai galiyan dena bahane dhondhna sub buzdilon ke kam hein


    is sey tumhari Zid or Hat dharmi to sabit horahi hai


    lekin tumharey jhoot per perda nahi par saket ho kiyki Khuda ka kalam aisa hai kay isi koi jhoota apnay maqsad kay liay istemal nahi kar sakta ..aur Quran ka husn bhi yahi hai kay jis cheez ko Quran nay maar diya usko koi zinda nahi kar kay dikha sakta, main aap say darkhwast karta hoon kay aap bhi inhi ayat say Isa (AS) ko zinda sabit kar kay dikahin jin say hum unhain murda sabi kar rahay hain, kioonkay Quran kay ahkamat wazeh hain....


    meraa yeh challenge aap aaj tak poora nahee ker sakay, kay poori arabic literature main say KOI BHEE AISAA LITERATURE LAO, JAHAAN RAFA'A KA MULTUB AASMAAN PAY JISM SAMAIT UTHAANA HO!

    Jab Hazur (SAW) ko taif ki mandi main pathar maaray gaey,Uhud main aapkay dandan mubarak shaheed kiay gaey... aur 3 saal aapko aik ghaati main qaid kar kay rakha gaya us waqt Allah mian ko apnay sub say piyaaray nabi ki itni si bhi ghairat kiun nahi aayi kay Unko aasmaan per na uthata chalo 1000 gaz hi utha leta ... kuffar nay pohnch jana tha 1000 gaz tak ...? aur jab Isa (as) per mushkil aayi to unko jhat say aasman per charha liya... yeah kahan ka insaaf hai ...? Yaani woh nabi jis kay liay qainaat bani woh kuffar kay pathar khaey... aur woh nabi jo Moosa ka aik Masih that aur jo moosvi taleem ko agay barhanay aaya tha usko jab koi mushkil aaye to khuda usay AAsman per bitha lay... WAH WAH WHA "

    Ae Mohommad PBUH humne tujh se pehlay kisi bhi shaks ko qaimi dawaam yaani 'lambi ummer' nahi di pas tou fout hojai or wou zinda rehain"

    ab es aaet ki rou se tou Hazrat Easa Alehsalaam fout hojaatay hain kionk wou Hazoor PBUH se pehlay aae thai..

    aap ka es k baaray main keya khayal ha

    "And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21) Quran Majid main Allah Talah saaf taur per farmata hai kay mushrikeen jo Allah kay allawah mabood banatay hain, woh murda hain (yani mar chukay hain)... ab sub ko pata hai kay Khuda kay muqablay main Isai Hazrat Isa (AS) ko Khuda batatay hain... isliay Quran ki rooh say Hazrat Isa (AS) mar chukay hain aur murda hain.....
    ager aap ke mutabik Isa(as) zinda hai tu phir isaiyat zinda aur sacha mazhab hai aur Islam(nauzobillah) murda deen hai kyonkey mullaon ki  aqal key lihaaz say to yahi zahir hota hai

    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya.
    yeh nhi kaha ki "aap say pehlay kay seb nabee guzur gaye, aur esa as abhee zindaa hain"???
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul!
    . kya aap es bhi jhutela saket hai???????????

    CHAPTER 3 (AL-IMRAN), VERSE 145
    'And Muhammad is but a Messenger. Verily, all Messengers have passed away before him. If then he dies or is slain, will you turn back on your heels? And he who turns back on his heels shall not harm Allah at all. And Allah will certainly reward the grateful.'

    The verse mentioned that Holy Prophet Muhammad (Peace be upon him) was only a prophet and as other prophets have passed away before him. If then he dies or is slain, will you turn back from the right path. The verse establishes the fact that all the Prophets before the Holy Prophet had died; for if any of them had been alive, the verse could not have been quoted as proof of the Holy Prophet's death.

    Subject Matter of the Verse
    When Holy Prophet (pbuh) died Umar (ra) stood up in the Mosque at Medina with a drawn sword in his hand and said, "Whoever will say that the Prophet of God is dead, I will cut off his head. He is not dead, but has gone to his Lord (he has ascended to heaven), even as Moses had gone to his Lord, and he would come back and punish the Hypocrites". Abu Bakr (ra) coming on the scene firmly told Umar to sit down and addressing the Muslims who had gathered in the Mosque, recited this very verse which convinced them that the Prophet was really dead and so they were overwhelmed with grief. In fact, Islam does not depend for its life on any individual, however great. God is its Revealer, Protector and Guardian. But the verse should not be understood to mean that the Holy Prophet (pbuh) could ever be killed in war at the hand of an assassin. He was promised Divine protection from all harms to his life.
    (Chap. Al Maidah - verse 68).

    CHAPTER 5 (AL-MAIDAH), VERSE 76
    'The Messiah, son of Mary, was only a Messenger; surely Messengers like unto him had passed away before him. And his mother was a truthful woman. They both used to eat food. See how We explain the Signs for their good, and see how they are turned away.'

    The verse advances a number of arguments against the alleged divinity of Jesus;
    · Jesus was no better than other Messenger of God in any way; surely Messengers like him had passed away before him.
    · He was born of a woman.
    · Like other human beings he was subject to the natural laws of hunger and thirst and was subject also to the natural ensuing phenomena

    CHAPTER 5 (AL-MAIDAH), VERSE 118
    'I said nothing to them except that which Thou didst command me - Worship Allah, my Lord and your Lord. And I was a witness over them as long as I remained among them, but since Thou didst cause me to die, Thou has been the Watcher over them, and Thou art Witness over all things.'

    As long as Jesus was alive, he kept a careful watch over his followers and saw to it that they did not deviate from the right path, but he did not know they behaved and what false doctrines they held after his death. Now, as his followers have gone astray, it conclusively follows that Jesus is dead, for, as the verse points out, it was after his death that he was to be worshipped as God. The verse thus positively proves that Jesus is dead and that he will never come back

    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), VERSE 09
    'Nor did we gave them bodies that ate not food, neither were they to live forever'.

    The verse purports to say, that Prophets are raised as 'models' for men, and, how could they serve as models if they were not men like them and were not like them subject to the demands of the physical body? As human beings they were not and could not be immune from the demands of the flesh or from decay or death.

Page 15 of 47 FirstFirst ... 51213141516171825 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •