Page 16 of 47 FirstFirst ... 61314151617181926 ... LastLast
Results 181 to 192 of 564

Thread: Question

  1. #181
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    <·> CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), VERSE 51
    'And We made the son of Mary and his mother a Sign, and gave them shelter on an elevated land of green valleys and springs of running water.'

    As Jesus' death, like his birth, has become a subject of great controversy, and some confusion and doubt still persist as to how and where he passed the last days of his life. The Quran and Bible, reinforced by authenticated facts of history, lend powerful support to the view that Jesus did not die on the Cross. There could be no better description of the place where after his deliverance from accursed death on the Cross, Jesus and his mother lived in peace and tranquillity and went to their eternal rest. The verse signifies that Allah made the son of Mary and his mother a Sign, and gave them shelter on an elevated land of green valleys and springs of running water

    CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), Verses 15 & 16
    '… We fashioned bones out of this shapeless lump; then We clothed the bones with flesh; then We developed it into another creation. So blessed be Allah, the Best of creators.' - 'Then after that you, surely, must die.'

    The verse shows that after man has attained full development, there sets in a process of decay which ends in his death. It is an immutable law of nature that all life must end in decay, dissolution and death. God alone is Ever-living.

    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), Verses 35 & 36
    'We granted not everlasting life to any mortal before thee. If thou shouldst die, shall they live here forever?'

    All the different Dispensations and religious systems before the Holy Prophet (pbuh) were decreed and destined to suffer spiritual decay and death, and it was only the Dispensation of the Holy Prophet (pbuh) - the Islamic Dispensation - which was to live and continue till the end of time. The implication of the verse is that no human being is immune from decay or death, not even the Holy Prophet (pbuh). Eternity and everlastingness are God's own exclusive attributes.

    Death of Esa (a.s) is clearly proved not only from Holy Quran, but also from the following authentic ahadith, along the meaning of "wafat"

    Hazrat Ibn Abbas (raz) relates, that the Holy Prophet (saw) delivered a sermon and said:

    .... O'people, a number of people from the followers of my Ummah would be taken to the hell. thereupon, i shall say, O my Lord, these are my companions. Then i would be told; you dont know what they contrived after you. At that time, I shall say precisely what the righteous servant- Jesus son of Mary said; "And i was a witness over them as long as i remained among them, but since thou didst cause me to die (falama tawafaitani). Thou hast been the watcher over them." (Sahil-Bukhari, Kitab-ul-Tafseer, Sura Maaida, Page 1411. vol;3)

    In the origional arabic text of the above hadith, exactly same Quranic term and wording is used as "falama tawafaitani kunta anta raqib alaihum" .. as it is used in relation to Esa (a.s)

    Now u tell me, Prophet Muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like Jesus ???

    What does the word "mutawafika" means here ??? can u explain to me... ????

    Its also clear by the greatest mufasir ever, Hazrat Ibn e Abas, again in the same book of Bukhair .. He says:

    Qala Ibn e Abas, Mutawafika mumiteka ... (Sahi Bukhari, kitabul tafseer maida, under the verse "falama tawafaitani")

    Meaning: Ibn e Abas (rh) says: Mutwafika means Mawt (death)

    If anyone who have even lil fear of Allah, they will prefer these interpretation of Prophet (saw) and Ibn e Abas, the greatest mufasir, over all other interpretation of Mullah's and so-called scholers.
    Ek Hi Nara Ek Hi Parcham

  2. #182
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    <·> CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), VERSE 51
    'And We made the son of Mary and his mother a Sign, and gave them shelter on an elevated land of green valleys and springs of running water.'


    is ayyat main yeh kaha likha hai k hazrat ESA A.S wafat pa chukay hain ?
    Max img size for signature is 30KB or Less

  3. #183
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), Verses 15 & 16
    '… We fashioned bones out of this shapeless lump; then We clothed the bones with flesh; then We developed it into another creation. So blessed be Allah, the Best of creators.' - 'Then after that you, surely, must die.'


    Hazrat ESA A.S nozol k baad wafat paingay ....... hum un ki hameesha k hayat k qail nahi ........

  4. #184
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), Verses 35 & 36
    'We granted not everlasting life to any mortal before thee. If thou shouldst die, shall they live here forever?'

    is ayyat main kaha gaya hia k HUM NAY KESE KO HAMEESHA KI ZINDAGE NAHI DE ..... bulkul kese ok bhi hameesha ki zindage nahi mili or na milayge ........ lakin hazrat ESA A.S nazil hongay or pher wafat paingay ........

  5. #185
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Now u tell me, Prophet Muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like Jesus ???

    What does the word "mutawafika" means here ??? can u explain to me... ????

    mian nay jo sawal poochay hain pehlay us ka to jawab do ........ ya seedha keh do tumhare pas jawab nahi hai ........

  6. #186
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Now u tell me, Prophet Muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like Jesus ???

    What does the word "mutawafika" means here ??? can u explain to me... ????


    sab say pehaly yeh bataio k tum nay mera kitne sawalon ka jawab dia hai ? kia yeh tum explane karogay ?

  7. #187
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Its also clear by the greatest mufasir ever, Hazrat Ibn e Abas, again in the same book of Bukhair .. He says:

    Qala Ibn e Abas, Mutawafika mumiteka ... (Sahi Bukhari, kitabul tafseer maida, under the verse "falama tawafaitani")

    Meaning: Ibn e Abas (rh) says: Mutwafika means Mawt (death)

    wafatm-e-maseeh ka aqeeda ALLAH nay sirf mirza per khola ........ yeh bataio k pehlay k loog kes terha wafat-e-maseeh k qail thay ?

  8. #188
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    ager aap ke mutabik Isa(as) zinda hai tu phir isaiyat zinda aur sacha mazhab hai aur Islam(nauzobillah) murda deen hai kyonkey mullaon ki  aqal key lihaaz say to yahi zahir hota hai

    Bhai Jan Quran ki yeh Ayat hai Aur Quran ne kabhi Jhooth nahi kaha............ Quran-e-Kareem main Allah pak farmatay hain

    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul"
    Yeh, Muhamad (SAW) allah kay Rasool hain, Aur in say pehlay jitnay bhi Rasool Aey wo sab Guzar gay.

    Us kay bad Quran-e-Pak apnay bilkul mukamal honay ka sabut daytay hoey farmata hay
    " Wa Ma Muhamad-a-dun Illah Rasool, Kad Khalat min Kab-le-hier Rusul. Afa im Mata Ao Kotela"
    Yehni Guzarnay say murad yeh khay ya to wo Wafat pa gay ya Shaheed kar diey gay.

    Is kay elwa pooray Quran-e-Pak main koi bahi teesra tareeka Guzarnay ka naheen bataya gaya.
    yeh nhi kaha ki "aap say pehlay kay seb nabee guzur gaye, aur esa as abhee zindaa hain"???
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul!
    . kya aap es bhi jhutela saket hai???????????

    CHAPTER 3 (AL-IMRAN), VERSE 145
    Chap. Al Maidah - verse 68).
    CHAPTER 5 (AL-MAIDAH), VERSE 76
    CHAPTER 5 (AL-MAIDAH), VERSE 118
    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), VERSE 09

    Qadyanio ka kehna hai k Jab ek Ayat Mojood hai k Hazoor Sallaho ALihey Wassalam sey qabal sarey Rasool guzar gaey
    to phhir Essa Alihey Assalam ki Hayat kesey Sabit hosakti hai ?
    ya jab ek Ayat main Sarey Rasool k guzarney ka Irshad mojood hai
    to Hazrat Essa Alihey Assalam kesey is sey mustasna hosaktey hain ?

    Quraan Paak mian Farmaan hai :
    (issi Tarha zinda kary ga Allah Murdon ko )Baqara 74
    yaani Sirif Allah Taala hi Murdoon ko zinda karnay wala hai
    or Yaqinan Qadyanio ka bhi emaan hoga k is sey koi bhi mastasna nahi
    k Allah Taala k alawa koi or Murdey ko zinda karsakta ho (yaani tamam Insan shamil hojaty hain)

    Quraan Paak main Farman hai :
    ( or zinda karta hoon murdoon ko Allah k Hukum sey)Aal e Imran 49

    lijey janab ek Ayat main farman hai k Murdoon ko Allah Zinda karta hai
    (yaani koi bhi is sey Mustasna nahi)

    or ek Muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam k Murdey zinda karney Irshad hai
    (or Hazrat Essa Alihey Asalam Allah k Hukum sey Murdey Zinda karny k liyain mustasna hogey)

    to issi tarha ager ek muqam per tamam Rasoolon k guzarney ka irshad hai
    or dosrey muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam ko zinda aasman per uthey janey ka Irshad hai

    is tarha bhi Hazrat Essa Alihey Assalam mustasna hain

    (abhi yaha ye behas nahi shoro kerni k Quraan Paak main kaha likha hai k zinda aasman per uthalia ? kio k ek to is ki daleel pesh kerdi gai hai or abhi Qadyanio ki daleel Qad Khalat ka jawab dia jaraha hai )

    or issi tarha qadyanio ney neecey di hoi Ayat main bhi aam Qanoon e Qudrat ki misalain ley ker Qudrat ki Nishanio per qayas kia hua hai



    CHAPTER 3 (AL-IMRAN), VERSE 145
    CHAPTER 5 (AL-MAIDAH), VERSE 76
    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), VERSE 09
    CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), Verses 15 & 16
    CHAPTER 21 (AL-ANBIYA), Verses 35 & 36



    Ooper humari wazahat main in sarey Dalail k jawabat mojood hain



    Qadyanio sey guzarish hai k apney jaali mullaon ko samjhaey k bar bar apni pchhli post copy paste karney k bajaey Marad Ban kar jawab dain

    Ya Qadyanio ko sach bata dain k humarey paas jawab nahi

    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  9. #189
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Jab Hazur (SAW) ko taif ki mandi main pathar maaray gaey,Uhud main aapkay dandan mubarak shaheed kiay gaey... aur 3 saal aapko aik ghaati main qaid kar kay rakha gaya us waqt Allah mian ko apnay sub say piyaaray nabi ki itni si bhi ghairat kiun nahi aayi kay Unko aasmaan per na uthata chalo 1000 gaz hi utha leta ... kuffar nay pohnch jana tha 1000 gaz tak ...? aur jab Isa (as) per mushkil aayi to unko jhat say aasman per charha liya... yeah kahan ka insaaf hai ...? Yaani woh nabi jis kay liay qainaat bani woh kuffar kay pathar khaey... aur woh nabi jo Moosa ka aik Masih that aur jo moosvi taleem ko agay barhanay aaya tha usko jab koi mushkil aaye to khuda usay AAsman per bitha lay... WAH WAH WHA "

    Kia Qadyani Tasleem kertey hain k Allah Taala ney Hazrat
    Ibrahim Alihey Assalam ko aag main salamat rakha?

    Ager Qadyani is per emaan rakhtey hain to

    Phir Qadyanio apna hi sawal apney aap sey kerlain

    Or jawab dain k Allah Taala ney Hazrat Ibraim Alihey Assalam ko aag main mehfooz rakha

    To Hazoor Akram Sallaho Alihey Wassalam ko taif k shararti larkon sey kio na mehfooz kia ?

    Qadyani pochhain apney jaali molvion sey copy paste kerney k bajaey saaf saaf jawab dain


  10. #190
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    "And those whom they call on besides Allah created nothing, while they are themselves created. Dead (are they), not living. And they know not when they will be raised." (16:20-21) Quran Majid main Allah Talah saaf taur per farmata hai kay mushrikeen jo Allah kay allawah mabood banatay hain, woh murda hain (yani mar chukay hain)... ab sub ko pata hai kay Khuda kay muqablay main Isai Hazrat Isa (AS) ko Khuda batatay hain... isliay Quran ki rooh say Hazrat Isa (AS) mar chukay hain aur murda hain.....
    ager aap ke mutabik Isa(as) zinda hai tu phir isaiyat zinda aur sacha mazhab hai aur Islam(nauzobillah) murda deen hai kyonkey mullaon ki  aqal key lihaaz say to yahi zahir hota hai

    qadyani jawab dain k kia Mushreekeen farishton ko bhi pukartey they ?

    Farishtey Zinda hain ya Murda hain ?

    Umeed hai is mukhtaer jawab sey hi qadyanio ko tassali hogai hogi.

    Or mazeed mulahiza farmaey:

    Essaion ki gumrahi Hayat e Essa ki waja sey nahi thi balkey Hazrat Essa Alihey Assalam ko (Maaz Allah)Khuda manna ya Khuda ka beta manna ya Teen Khudaon main teesra mannay ki waja sey thi .

    Essai Hazrat Essa Alihey Assalam k mojzat ko ek Insan samjh ker nahi balkey Khuda samjh ker mantey they

    Is liyain wo mushrik hoey

    Or un hi mojzat ko hum Musalman Ba Hukum Khuda or Hazrat Essa Alihey Assalam ko insane samjh ker mantey hain to Alhumdulilah Hum Muslim hain

    Issi tarha ager Essai ager Hazrat Essa Alihey Assalam ki Hayat k qail hain to wo log Bator Khuda samjh ker

    Or Alhumdulilah Hum Hazrat Essa Alihey Assalam ki Hayat ka aqeeda rkhtey hain to ek Insan or Allah Ka rasool samjh ker

    Ye faraq hai Essaio k Aqeedey ka or Musalmano k Aqeedey ka

    Or humain poori umeed hai k qadyanio k agli post main is baat ka jawab deyna gole kar jaey gey

  11. #191
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    and Now its Chalange for All Qadyani

    Qadyanio yaad rakho k dunia k her mazhab walon ka kehna hai k hum hi sachey hain or baqi sab gumrah hain

    Lekin essey kissi k keh leyney sey koi sacha sabit nahi hota

    Dawa daleel ka mohtaj hota hai

    Or jab kissi k pas daleel na ho to dekh lo
    tumharey jhootey qadyani molvi bajaey dalail k jawabat deyney k bar bar ek hi jawabat copy paste ker k apnay jhoot per parda Dalna chahtey hain ?

    Kia aap log essey mazhab k pero kaar hain jis tarha Essai yahoodi buut parast bila kissi daleel k apney aap ko sirat e mustaqeem per sabit karty rahtey hain ?

    Aaeiyey ap logon ko ek or essi Daleel pesh karty hain jis ka qadyanio k pas qayamat tak jawab nahi siwaey
    apni pichhli baton ko copy paste kar dain gay
    ya yahoodio essaion or buut parstao ki tarha naara lagatey rahy gey k bas hum hi sirat e mustaqeem per hain

    Ye qadyanio ko chelange hai
    K ager tum main Himmat hai to agli post main is daleel ka jawab deyna nahi bhoolo gay

    Or Qadyani jawab nahi dey saky to qadyani emman ley aaey k Qadyani mazhab jhoota hai

    Tumharey qadyani ka ye kahna hai:

    Khuda ka kalam aisa hai kay isi koi jhoota apnay maqsad kay liay istemal nahi kar sakta

    Or Allah Taala ka Farman hai :

    Gumrahi main mubtila karta hai is sey bohaton ko or rah e rast dekhata hai is sey bohaton ko (Baqra 26)

    Kia mafhoom hai is Ayat ka ?

    Is Quraan Paak (Ghalat Mafhoom leyney ki waja) sey bohat sey log gumrah hotey hain or bohat sey hidayat patey hain .

    Ab sawal ye hai k gumrah kon or hidayat yafta kon hain?

    Allah Taala ka Farman hai:
    Or jis ney mukhalifat ki Rasool ki is k baad bhi k khul k aachki hai is k samney hidayat or chala ehl e Emaan ki rah k khilaf to chalney dain gey hum is ko issi (rastey) per jidher wo mur(turne)gaya or Dalain gey hum issey jahanum mian or wo bohat hi bura thikana hai (Nisa 115)

    Jo bhi Ehley emaan ki rah k khilaf chala Allah Taala us ko ussi rah par Daal deyta hai

    Qadyanio sey swal hai k ehley Emaan kon hain ?

    Or un ki rah ko si hai ?

    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ka farman hai:

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi

    Qadyanio ka kehna hai k Hayat e Essa Aliehy Assalam ka aqeeda rakhna gumrahi hai ?

    Hayat e Essa Alihey Assalam k qaeedey per poori ummat ek taraf

    Or Chand muthhi bher qadyani ek taraf

    Jin k khud k mujjaid Mirza qadyani bhi Hayat e Essa Alihey Assalam ka aqeeda rkhatey they

    Qadyani sochain k

    Quraan Paak main Allah Taala ka farmaan hai k jo bhi Ehley emaan ki rah k khilaf chal Allah Taala usko ussi rah per Daal deyta hai jis ka anjam Jahannum hai

    Ya to Qadyani sabit kar dain k 1400 saal sey Ummat e Muslima ka ye hi (Qadyanio wala) aqeeda raha hai

    Ya phir jaan lain k ye rah (Hayat e Essa Alihey Assalam) Ehley Emaan ki rah hai

    Or faisla Qadyani khud kar lain k Ehley Emaan ki rah chalni hai ya apni rahain issi tarha juda rakhni hain jis ka anjam jahannum hai ?

    Or Doosri baat ye k
    Nabi Kareem Sallaho Alihey wassalam ka farman hai k meri ummat kissi gumrahi par ittefaq nahi kary gi

    Ager Hayat e Masih Alihey Assalam ka aqeeda gumrahi hota

    To phir qadyanio ko is Aqeedey per Musalmano main Ikhtalaf zaroor milta

    Lekin aaj ummat e Muslima ka is Aqeedey per Ittfaq bhi sabit karta hai k Alhumdulilah ye Aqeeda Sirat e Mustaqeem k mutabiq hai.

    Qadyanio sey guzarish hai jitna bhi copy paste karna chahey kar sakty hain

    Lekin is Daleel ka jawab zaroor deyna hai

    Or ager Qadyani is Daleel ka jawab nahi dey sakey to Hayat e Essa Alihey Assalam k aqeedey per ek baar phir jhootey sabit hojaey gey
    Last edited by nasirnoman; 6th February 2010 at 04:12 PM.

  12. #192
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah .........
    Nasir bhai .......... boohat he zabardast challange dia hai aap nay ........

Page 16 of 47 FirstFirst ... 61314151617181926 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •