Page 17 of 47 FirstFirst ... 71415161718192027 ... LastLast
Results 193 to 204 of 564

Thread: Question

  1. #193
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    After such an exploring look at the Holy Quran and different books of Hadiths and the opinion of the Muslim Scholars, those who still insist that Jesus is alive and present somewhere in the heaven or sky, one should answer the following questions:

    · For a time being if we consider the same ideology that Jesus will descend and deliver the Quranic teachings, but in the very same Quran (chapter Al-Imran, verse-50) it is written that Jesus was not a universal teacher, he was send only for the people of Israel. In the light of above verse can Quran be changeable?
    (See also Matthew Chapter 15 - verse 24, chapter 19 - verse 28, chapter 10 - verse 5&6&23;
    Acts chapter 11 - verse 2&3&19)

    · Again if we consider the coming of the same Jesus in the same person from somewhere above and then he will read Quranic verse of chapter Al-Imran, verse 50, that he (Jesus) is present alive in heaven or in the skies, as majority of us read, OR Jesus will going to change the translation of Quranic verse.
    Can Quran be changeable?

    · When Jesus will die after the Second Coming, we'll still read that he is physically present somewhere above OR
    Can Quran be changeable?

    If all the above questions answered in positive, then where is the truth in Quran?

    As a result of the above only one of two things should be considered correct,
    either Jesus died or the Quran lied.

    or dosrey muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam ko zinda aasman per uthey janey ka Irshad hai
    ......................Aap koi Quran ki aayat ya Hadith la ke mujhe dikha den ke wo aasmaanoN mein jism samet uthayen gaye hain aor un ka nazul jism samet hoga to mein issi waqt ye aqeeda chodne ko taiyyaar hoon..
    and aap zara es baat ki tashreeh kerdain k konsi aaet main hai k Hazrat eeasa Alehsalaam zinda aasman per utthai gai hain? or aap os word ki bhi tahreeh kijiyega jahaan zinda aasmaan per lejaanay ka kaha gaya hai?.


    Now u tell me, Prophet Muhammad (saw) is also raisen to sky physicaly same like Jesus ???


    What does the word "mutawafika" means here ??? can u explain to me... ????



    sab say pehaly yeh bataio k tum nay mera kitne sawalon ka jawab dia hai ? kia yeh tum explane karogay ? aap ko mani kiteni aayet di hai aur aap ne kiteni ka jawab diya hai ????

    <·> CHAPTER 23 (AL-MUMINUN), VERSE 51

    'And We made the son of Mary and his mother a Sign, and gave them
    shelter on an elevated land of green valleys and springs of running
    water.'



    is ayyat main yeh kaha likha hai k hazrat ESA A.S wafat pa chukay hain ?,,,,,,,,,,,,, aap ke mutabik es aayet se kiya sabi hota hai kiya yeh jagaha aasman mai hai ???????

    Qadyanio sey swal hai k ehley Emaan kon hain ?


    Or un ki rah ko si hai ?.......Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wa Sallam (Lakhon Duroor aur Lakhon Salamm un par) tho kaha hai meri ummat ka ek dour aisa aayega ke Zameen par sab se battareen maqlooq moulviyon ki hogi aur unhi se fitve uthenge aur unhi par lautadiye jayenge. kya ye hadees sahi nahi. aur yeh bhi


    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya hai:


    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi............... .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73 firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"
    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud nhi janet hai

    Essai Hazrat Essa Alihey Assalam k mojzat ko ek Insan samjh ker nahi balkey Khuda samjh ker mantey they Is liyain wo mushrik hoey............. Quran main saaf likha hai kay jab Huzur (SAW) say kuffar nay kaha tah kay aasman per char kay dikha us waqt aap (SAW) nay jawab diya kay "Mera RAb in cheezoon say paak hai aur main to aik bashar Rasool huun..." iska matlab yeah kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur phir Isai kahatay hain kay is say sabit hogaya kay Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... Is ka koi jawab hai aapkay paas?

    ssaion ki gumrahi Hayat e Essa ki waja sey nahi thi balkey Hazrat Essa
    Alihey Assalam ko (Maaz Allah)Khuda manna ya Khuda ka beta manna ya
    Teen Khudaon main teesra mannay ki waja sey thi ....................Isaiat ki bunyad hi Hazrat eesa hain, jahan un ki wafat sabit ho waheen isaiat dam tor deti hai. per tumhara mullah unkay khuda ko zinda rakh kar namak halali ka fareeza ada kar raha hai aur Huzur (SAW) ki shaan kharab karna chahta hai quran kahta hai "ai bani no' insaan, zameen pur hee zindagi kay din guzaaro gay, aur zameen pur heetumharee mot ho gee!!!!!!!" naa-aazubi-Allah aap ka tow yeh aietqaad bhi hai na keh Allah ne apni sunnat-e-Ilahi ke ber-khilaf hazrat eesa A.S se merey hue jisam main rooh adaal ker jismon ko zinda kerne ka kaam bhi kerwaya ga ?? Eesai kahet hai son of god jo un ke aur mulla mutabik Allah ki baju mai batha hai (sit at the right hand of God). Quran main saaf likha hai kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur phir Isai kahatay hain kay is say sabit hogaya kay Isa na Ba

    Qadyani jawab dain k kia Mushreekeen farishton ko bhi pukartey they ?.......... aap jawab to aap ke mutabik kon se Mushreekeen hai jo farishton ko khuda ya khuda ka beta manet hai ??????????

    Qadyanio ka kehna hai k Jab ek Ayat Mojood hai k Hazoor Sallaho ALihey Wassalam sey qabal sarey Rasool guzar gaey

    to phhir Essa Alihey Assalam ki Hayat kesey Sabit hosakti hai ?............. ab yeh batao, kay "is aayat ,main yahee likhaa hai, kay "tamaam rasool mur gaye" ! kad khalat min kablihirrusl, baghair kisi exception kay , saaf saaf likhaa hai!
    "aap say pehlay kay tamaam nabee guzur gaye!"
    yeh nahee likhaa, "aap say pehlay kay aam nabee guzur gaye, aur esa as abhee zindaa hain"
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul! agar aap
    Hazrat Isa ( AS ) ko nbi manet hai to wo sabhi nbiyi ki tareh fot hochuke hai ager aap ke mutabik Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... to fir aap un ko jida man saket hai
    Ek Hi Nara Ek Hi Parcham

  2. #194
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    sab say pehaly yeh bataio k tum nay mera kitne sawalon ka jawab dia hai ? kia yeh tum explane karogay ? aap ko mani kiteni aayet di hai aur aap ne kiteni ka jawab diya hai ????

    main nay yeh pocha tha k yeh ayyat mirza ko elhaam say pehlay nazar ayen ya baad mian ?
    Max img size for signature is 30KB or Less

  3. #195
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi............... .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73 firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"
    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud nhi janet hai

    mian kon say firqay mian hoon ....... jahanum main jaionga ya jannat main yeh mujhay nahi maloom ....... lakin mujhay yaqeen hia k tum sare k sare mirzaie zaroor bil zaroor jahanum mian jaiogay ...........

  4. #196
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    or dosrey muqam per Hazrat Essa Alihey Assalam ko zinda aasman per uthey janey ka Irshad hai
    ......................Aap koi Quran ki aayat ya Hadith la ke mujhe dikha den ke wo aasmaanoN mein jism samet uthayen gaye hain aor un ka nazul jism samet hoga to mein issi waqt ye aqeeda chodne ko taiyyaar hoon..
    and aap zara es baat ki tashreeh kerdain k konsi aaet main hai k Hazrat eeasa Alehsalaam zinda aasman per utthai gai hain? or aap os word ki bhi tahreeh kijiyega jahaan zinda aasmaan per lejaanay ka kaha gaya hai?.
    Ayat ye Mulahiza Farmaey jis main Hazrat Essa ALihey Assalam ko zinda Uthaey janey per Daleel mojood hai.

    or Rahi bat ye k Ap k merzi k Alfazon main dekhaya jaey

    Is ka jawab hum dey chukey hain

    Lekin bey sharmo ki tarha humari daleel ka jawab deyney ka bajey wo hi sawal doobara copy paste kardia.

    Ye perho or agli bar copy paste kerney k bajey jawab do.
    Ager aankh main zara bhi sharam baqi hai:

    her baat samjhney k liyain lafzi tarjuma hona zaroori nahi hota
    balkey aksar moqey per Ibarat k siyaq o sabaq or qareeney sey bhi mafhoom akhaz kia jata hai

    or hum ney likha tha k Quraan Paak main is tarha har kissi ko us k Man chahey alfazon main Ehakamat or Irshadat nahi dekhaey jasktey

    is ki asan misal youn samjh lain k

    ager koi Ziddi or hat dharam poora Quraan Paak parhta hai

    or wo dekhey k Poorey Quraan Paak main kahin bhi in alfazon mian ye mojood nahi k "Allah Taala ney 5 waqat ki Namazain Faraz ki hain"
    or wo Qadyanio sey sawal kary k mujhey dekhao k Quraan Paak main in alfazon main kaha likha hai k "Allah Taala ney 5 waqat ki Namazain Faraz ki hain"

    or Qadyani lakh dalail dey

    lekin wo totey ki tarha rat laga ley k
    nahi mujhey to meri merzi k alfazon main Ehakamat dekhaey jaey tab main manoo ga

    to Qadyanio ki essey shakhas k barey main kia raey hogi ?

    Bohat soch k jawab dijey ga
    Attached Images Attached Images  
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  5. #197
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Essai Hazrat Essa Alihey Assalam k mojzat ko ek Insan samjh ker nahi balkey Khuda samjh ker mantey they Is liyain wo mushrik hoey............. Quran main saaf likha hai kay jab Huzur (SAW) say kuffar nay kaha tah kay aasman per char kay dikha us waqt aap (SAW) nay jawab diya kay "Mera RAb in cheezoon say paak hai aur main to aik bashar Rasool huun..." iska matlab yeah kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur phir Isai kahatay hain kay is say sabit hogaya kay Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... Is ka koi jawab hai aapkay paas?
    Sawal Aata or jawab chana?
    Mulahiza kary qadyanio ki Moti aqal ki ek or Misal:

    Ye hum ney likha tha:
    Essai Hazrat Essa Alihey Assalam k mojzat ko ek Insan samjh ker nahi balkey Khuda samjh ker mantey they Is liyain wo mushrik hoey
    Or ye Qadyanio ka jawab hai :

    Quran main saaf likha hai kay jab Huzur (SAW) say kuffar nay kaha tah kay aasman per char kay dikha us waqt aap (SAW) nay jawab diya kay "Mera RAb in cheezoon say paak hai aur main to aik bashar Rasool huun..." iska matlab yeah kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur phir Isai kahatay hain kay is say sabit hogaya kay Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... Is ka koi jawab hai aapkay paas?

    Is ka bhi jawab sun lo takey tumhain koi hasrat na rahy:

    Poori Ayat is tarha hai :

    Or inhon ney kaha her giz nahi maney gey hum tumhari baat jab tak k tum na phar bahao tum humarey liyain zameen sey koi chashma ya(na ho)tumharey pas bagh ek khajooron or angooron ka or rawan kardo tum nehrain un k under behtreen tareeqey sey ya(na)girado tum Aasman ko jesa tumhara dawa hai humary ooper turkey turkey ya (na)ley aao tum Allah or farishton ko humary samney.ya (jab tak na)ow tumhary liyain gher soney ka ya(na)charh jao tum aasman per .or hergiz nahi yaqeen kary gey hum tumhary charhney ka bhi jb tak k (na)utaro tum hum per ek tehreer jisey hum parhain khud .keh dijiey k paak hai mera Rab nahi hoon mager ek aadmi (Allah ka)peyghaam pohnchaney wala)(Bni Israil 90-93)


    Mushrikeen ney Hazoor Sallaho Alihey wassalam sey in Mojzaat ki farmaish ki thi.

    Masnd Ahmed ki Sahi Hadees main hai:
    Farman hua k ager ap ki chahat ho to jo ye mangtey hain main dekha doon lekin ye yaad rahy ager phir bhi emaan na laey to inhain wo ibrat naak sazain doon ga jo kissi ko na di hoon or ager aap chahain to main in par toba ki qabooliyat ka or Rahmat ka darwaza khula rakhon.aap (Sallaho Alihey Wassalam) ney doosri baat ko pasnd farmaya.(Masnad Ahmed:242/1)

    Or Jaga Farman hai:
    (humain nishanat k nazil karney sey rok sirif issi ki hai k agley log issey jhutla chukey hain)Bani Israil 59
    Or Jaga Farman hai:
    (Allah to essa ba Barkat hai k ager chahey tujhey essey bohat sey baghat inayat farmadey jo in k kahy hoey baghat sey bohat hi behter hoon jin k neechey nehrain lehra rahi hoon or tujhey bohat sey pukhta mehal bhi dey dain(Furqaan 10)

    Jahil Qadyanio ye Irshadat or Hadees paak perh kar tumhari moti aqal main aajana chahiey k Allah Taala her cheez par Mukammal Qadir hai
    Or Mojzaat na dekhaney ka sabab ye nahi k Insan Asman per nahi ja sakta
    Balkey Mojzat dekhney k baad bhi na mannay k baad Allah Taala ka Azab nazil hojata.

  6. #198
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Isaiat ki bunyad hi Hazrat eesa hain, jahan un ki wafat sabit ho waheen isaiat dam tor deti hai.

    Jahilon ney bokhlahat main mazeed Jahalat waley dalail deyney shoro kar diey
    Suno Ghor sey or apni moti aqal main bithao k Essaio ki Gumrahi ki bunyad Hazrat Essa Alihey Assalam ki Zaat nahi hai
    Balkey Hazrat Essa Alihey Assalam ko Insan or Rasool manney k bajey Hazrat Essa Alihey Asslam ko Khuda ya Khuda ka beta manna hai

    Quote iqu-76 said: View Post
    per tumhara mullah unkay khuda ko zinda rakh kar namak halali ka fareeza ada kar raha hai aur Huzur (SAW) ki shaan kharab karna chahta hai quran kahta hai "ai bani no' insaan, zameen pur hee zindagi kay din guzaaro gay, aur zameen pur heetumharee mot ho gee!!!!!!!" naa-aazubi-Allah aap ka tow yeh aietqaad bhi hai na keh Allah ne apni sunnat-e-Ilahi ke ber-khilaf hazrat eesa A.S se merey hue jisam main rooh adaal ker jismon ko zinda kerne ka kaam bhi kerwaya ga ?? Eesai kahet hai son of god jo un ke aur mulla mutabik Allah ki baju mai batha hai (sit at the right hand of God). Quran main saaf likha hai kay Bashar Rasool aasaman per nahi charh sakta aur phir Isai kahatay hain kay is say sabit hogaya kay Isa na Ba

    jab ek Daleel ka jawab dey dia jata hai

    To Qadyanio ko ye kehty hoey Sharam aati hai k humarey pas jawab nahi bar bar wo hi jawabat copy paste karty raho

    Suno doobara ankh kaan khol kar suno:

    Ek Sunnat e Illahi hain (jo aam qanoon e Qudrat hain)

    Ek Nishan e Qudrat hain (jo aam Qanoon e Qudrat sey hat ker hoti hain)

    Hazrat Ibrahim Alihey Assalam ka aag main zinda salamat rahna
    (jabkey Qanoon e Qudrat hain k aag ka kaam jalana hai)

    Hazray Younus Alihey Assalam ko fish k pet main 16 saal zinda rakha
    (jabkey aam qanoon e Qudrat hai k koi chand minutes bhi zinda nahi rah sakta)

    Hazrat Essa Alihey Assalam ko bin baap k peda farmaya
    (Jabkey aam qanoon e Qudrat hai k her insane k maa baap hotey hain)

    Hazrat Essa Alihey Assalam ka Bahukum Khuda murdon ko zinda karna
    (Jabkey aam Qanoon e Qudrat hai k Murdey zinda nahi hotey)

    Hazrat Essa Alilhey Assalam k in Mojzaat per kio nahi kahty k ye Sunnat e Illahi k Mutabiq nahi?

    Phir qadyani in mojzaat per kio emaan latey hain ?

    Ye bhi to Sunnat e Ilahi k mutabiq nahi ?

    Copy paste k bajey Mard ban kar jawab do

  7. #199
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Qadyani jawab dain k kia Mushreekeen farishton ko bhi pukartey they ?.......... aap jawab to aap ke mutabik kon se Mushreekeen hai jo farishton ko khuda ya khuda ka beta manet hai ??????????

    Allah Taala ka farman hai:
    (Ye to Allah ko chhor ker oorton ko pykarty hain(Nisa 117)
    Hazrat Zahak Rahmatullah Alihey Farmaty hain k mushrik farishton ko poojtey they or inhain Allah ki larkian manty they or kahtey they k hum in ki Ibadat ki gharaz Allah Taala ki nazdeeki hasil karna hai.or in ki tasweerain oorton ki shakal main qaim kar leytey they or kahtey they k ye sooratain farishton ki hain jo Allah ki lerkian hain(Tafseer Ibn e Kaseer page 763)

    Allah Taala ka farman hai :
    (kia tumhary liyain lerkey or Allah k liyain lerkian ye to bari na Insafi ki taqseem hai (Najam 21 22)Mufti Shafee Rahmutllah Alihey likhety hain k tum jo Malaika ko Khuda ki betiyan qarar dey ker maabood kehty ho)kia tumhary liyain to betey (tajveez) hoon or Khuda k liyain betiyan (Tajveez hoon yani jin lerkion(yaani betion ko) ko tum qabil e nafrat samjhety ho wo Khuda ki taraf nisbat ki jaey

  8. #200
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Qadyanio ka kehna hai k Jab ek Ayat Mojood hai k Hazoor Sallaho ALihey Wassalam sey qabal sarey Rasool guzar gaey

    to phhir Essa Alihey Assalam ki Hayat kesey Sabit hosakti hai ?............. ab yeh batao, kay "is aayat ,main yahee likhaa hai, kay "tamaam rasool mur gaye" ! kad khalat min kablihirrusl, baghair kisi exception kay , saaf saaf likhaa hai!
    "aap say pehlay kay tamaam nabee guzur gaye!"
    yeh nahee likhaa, "aap say pehlay kay aam nabee guzur gaye, aur esa as abhee zindaa hain"
    balkay koi exception nahee bataee gayee, saaf kaha, kad khalat min kablihirrusul! agar aap
    Hazrat Isa ( AS ) ko nbi manet hai to wo sabhi nbiyi ki tareh fot hochuke hai ager aap ke mutabik Isa na Bashar tha na rasool balkay khuda ka beta tha.... to fir aap un ko jida man saket hai

    phir wo hi herkatain bey sharmo ki tarha jawab deyney k bajaey copy paste kerna ?

    Qadyanio ye Ayat perho:
    (issi Tarha zinda kary ga Allah Murdon ko )Baqara 74

    Qadyanio batao k is Ayat main kissi ko exception to nahi ?

    kia tum ye emaan rakhtey ho k Hazrat Essa Alihey Assalam ney Allah k Hukum sey Murdey zinda kiey ?

    ager is per tumhara Emaan hai

    to jawab do ooper wali Ayat main kissi ko excepion nahi ?
    to phir kesey Hazrat Essa ALihey Assalam k is mojzey per Emaan rakhtey ho ?

    jo tumhara jawab wo hi humara jawab

  9. #201
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Qadyanio sey swal hai k ehley Emaan kon hain ?
    Or un ki rah ko si hai ?
    .......Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wa Sallam (Lakhon Duroor aur Lakhon Salamm un par) tho kaha hai meri ummat ka ek dour aisa aayega ke Zameen par sab se battareen maqlooq moulviyon ki hogi aur unhi se fitve uthenge aur unhi par lautadiye jayenge. kya ye hadees sahi nahi. aur yeh bhi


    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya hai:


    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi............... .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73 firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"
    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud nhi janet hai
    or Akhir main humara challange abhi tak Qadyanio k jawab ka muntazir hai


    or Qadyanio ney jo jawab dia hai
    wo In ki Moti Aqal ka ek or jeeta jagta saboot hai
    Mulahiza Farmaey:

    Hum ney poocha tha:

    Qadyanio sey swal hai k ehley Emaan kon hain ?
    Or un ki rah ko si hai ?

    Ye tumharey jaali molvion ka jawb hai :

    Nabi Kareem Sallalahu Alaihi Wa Sallam (Lakhon Duroor aur Lakhon Salamm un par) tho kaha hai meri ummat ka ek dour aisa aayega ke Zameen par sab se battareen maqlooq moulviyon ki hogi aur unhi se fitve uthenge aur unhi par lautadiye jayenge. kya ye hadees sahi nahi

    Qadyani Is Hadees Paak sey kia sabit karna chahtey hain ?

    Qadyanio humara sawal dekho or apney jaali movio ka jawab dekho

    or in jahilon ki aqal per matam karo

    tum log kesey kesey logon ko rahnuma banaya hua hai jo log ek asan si baat nahi samjh sakty
    baqi wo poori ummat e Muslima sey juda ho ker Quraan Paak or Ahadees Paak ko samjhney k kesey daawey daar hosakty hain ?

    Poochho apney jahil molvion sey k sawal humara ye tha k 1400 saal sey Musalamano ka Hayat e Essa Alihey per kia aqeeda raha hai ?

    Or jawab kia dia hai ?


    Tumhara qadyani kehta hai :
    Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ne farmaya hai:
    Meri ummat kabhi bhi gumrahi per mutafiq nahi hogi............... .Sarkar (Sallallaho Alaihi Wasallam) ne farmaya hai ki "Meri Ummat 73 firqoon mein taqseem ho jaa'y gie jin mein se siref 1 firqa hi nijat paay ga baqi 72 firkey jahanum ki aag mein jalein ge"
    ab aap se sawal hai kya aap jaante hai ke aap kis taraf hai 72 ke taraf ya 1 ki taraf ?? kiya wo janeti firka sirf aap ka hai ??? ya aap khud nhi janet hai


    hum itna zaroor jantey hain k jab Sahaba Kiraam ney poochha k wo kon sa firqa hoga jo janti hoga to Nabi Kareem Sallaho Alihey Wassalam ney farmaya k “wo jis per main or mery Ashab”
    (Tarmazi:4641)

    Poochoo Qadyanio apney Jahil molvion sey k Hayat e Essa Alihey Assalam k Aqeedey per Ashab Rasool Sallaho Alilhey Wassalam ka Rasta kon sa hai ?

    Or Hayat e Essa Alihey Assalam per 1400 saal sey Umat e Muslima ka Aqeeda kia raha hai ?

    Umeed hai k agli post main sawal k mutabiq jawab deyna nahi bhooley gey

    Basoorat e Deegar Qadyanio Hayat e Masih Alihey Assalam per ek baar phir Jhootey Sabit hojey gey

  10. #202
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Jawab de dia hai Dekhain kia hota hai

    Nasir bhai Bare Bhari aur Zabardast jawab type kar rahe ho ap

  11. #203
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    Jawab de dia hai Dekhain kia hota hai

    Nasir bhai Bare Bhari aur Zabardast jawab type kar rahe ho ap
    Mohammad Ali bhai ye sab Allah Rab ul Izzat ka karam hai k Allah Taala ney humain toufeeq di.
    hum Allah Taala ka jitna shukar ada kary kam hai .
    Humari koshish Allah Taala ki raza hai
    Hidayat deyna Allah Taala ka kaam hai
    Allah Taala sab ko hidayat dey.Ameen

    Apki mohabbat or hosla afzai ka bohat sukria

  12. #204
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Jazakallah nasir bhai ..........
    mera exame honay walay hain jis ki waja say mujhay zyada time nahi mil raha ........ acha hoa jo aap nay yeh kaam sambhal lia hia ....... ALLAH aap ko jazai-e-khair day AAMIN ..........

Page 17 of 47 FirstFirst ... 71415161718192027 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •