mehas hasi k toor per ya logno ko apna rasookh jitanay k lia dawa karta hai k mujhay yeh khowab aye or yeh elhaam howa or jhoot milata hai woo is nijasat k keeray ki terha hai ji nijasat he main peda hota hai or nijasat he main marta hai (rohani khazain jild 17 zameeme tuhfa gholria page 20 , 56)
wazih ho k humare sadaq (sachaie) ya jhoot jhanchnay (maloom) karnay k lia humari peshan goieo say berh kar koi imthaan nahi ho sekta (rohani khazain jild 5 ayena kamalat islam page 288)
hum macca main maraingay ya madeena mian (tazkira majmoa elhamaat page 584 taba dom)
1) baqol mirza k jo jhota hota hai woo latreen main marta hai
2) mirza nay yeh bhi kaha hai k mera sach or mera jhoot jannay k lai mare peshangoi say bara imtahaan koi nahi ....
3) mirza nay peshan goi ki k main macca ya madeena mian maronga lakin mirza lahore main mara ..... or mirza ki peshangoi pori nahi hoi .......... en bataion ko samnay rekh kar yeh baat 100% durust hai k mirza LATREEN main mara .......
Max img size for signature is 30KB or Less
bht hee fazool kam kiya hay aap nay aik b baat aisi nai likhi jo prof ho . . . Mirza sahab nay ye khain nai likha kay jo jhoot bolta hay latreen mein marta hay ye tum jhoot bol rhay ho smjhay ub tum is bat ko sabit nahi kr skay ho abi tak k un ka intqaal kahan hua hay . . . aik or moqa daita hun koi thoos saboot lao nai to tum par khuda ki laanat hogi
proove kr daina , nai to yad rkhna mairi dua hay k tum par khuda ki laanat ho jo sirf suni sunai baton par uth kar ajaty hain . . . or han agr proof na kar paye to ainda kisi ahmadi say bhs mat krna um is qabil nai ho , i will wait for authenticated proof
Ek Hi Nara Ek Hi Parcham
ha ha ha ....... sedha khyun nahi keh detay k tum sach ko accept nahi karna chahte ..... main nay mirza ki kitaab ka hawala bhi dia hai ....... aankhain khol kar perho ........
ankhai kholo or tum padho us mein aisi koi bat nahi hay jo tum akhaz kr rhay ho . . . . thoos saboot nai hay tumharay paas bus pata lug gya mjhay agar thoos saboot hota to abi tak tum la chukay hotay . . yhi hota hay suni sunai baton ka anjam , tumhari pushtain b ye bat sabit nahi kr skti hain
mehas hasi k toor per ya logno ko apna rasookh jitanay k lia dawa karta hai k mujhay yeh khowab aye or yeh elhaam howa or jhoot milata hai woo is nijasat k keeray ki terha hai ji nijasat he main peda hota hai or nijasat he main marta hai (rohani khazain jild 17 zameeme tuhfa gholria page 20 , 56)
kitaab ka hawala bhi dia howa hai ....... is mian saaf likha hai k jo jhoot bolta hai woo najasat mian marta hai .......... ab khud bataio k najasat ka kia matlab hai ... or ghar mian najasat wali kon c jaga hai ?
ab bhi agar tum jhoot bolo or baat ko manay say inkaar kardo to tumhare misal us kabootar k jase hai jo aankhain band kar k samajhta hai k woo chup gaya hai ..... or tum bhi mirza ki baat ka inkaar kar k yeh sabit karehay ho k tumhay khud mirza ki kitabon per yaqeen nahi hai ....... or jisay mirza per yaqeen nahi woo mirza ko jhota samajhta hai ....... ab tum bataio k mirza jhota hao ya sacha ..... agar sacha hai to is baat ko bhi mana parayga k jo jhota hota hai woo najasat mian marta hia .......
awal to is say wo mtlb akhaz nai hota hay , agr tum kar b lo to phir tum unhay jhoota sabit kr kay dikhao
chalo tumhay aik open chalnge daita hun , tum ESA(A.S) ko zinda sabit krdo quran ki rooh say , to tum sachay sabit hojaogay or wo jhootay . .. theek hay
tum esa(A.S) ko zinda sabit krdo or schay hojao, or ye kaam comunity mein krna sub kay samnay takay mukrnay ka chance kisi ko na milay. or han aik or bat agr tum mirza(A.S) ko sacha mantay hi nai to unki kitabon kay hwalay mat do na phir to jo unhon nay likha hay wo b jhoot mana jayega . . . agr tum mirza sahab ko sacha mantay ho to wo sachay hain or unki ktbain b or wo bari hain tumhray ilzamat say. agar jhoota mantay ho to unki kitaban b jhooti hain to tb b wo tumharay ilzaam say bari hain to tum waisay ub ye to sabit nahi krsktay ho jo khna chaha rhay thay . . phir b tumhay aik chance or diya joa or ub ye akhri chance hay agr koi fazool bat ki to ainda tum say koi bat nahi hogi . . .
Mohammad Ali Bhai is ko kahain hum tayyar hai
us waqat tak hum dalail k jawabat dain gey
jab tak ye bhi daleel ka jawab daleel sey dey ga
lekin jis moqey sey bhi is ney apney jawabat daleel sey deyney k bajey
zid or hat dharmi sey dena shoro kia
ya apney sawalat ko jawabat milney k baad bhi dohrana shoro kia
to hum jawabat nahi dain gey
kio k ye zid hogi
or zid ka koi bhi jawab nahi hota
or essey shakhas k liyain hazaron dalil bhi bey kar hain
[URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
Once Must Read
Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]
جزاک اللہ
بہت ہی پیارا تھریڈ ہے
Bookmarks