Page 4 of 47 FirstFirst 123456714 ... LastLast
Results 37 to 48 of 564

Thread: Question

  1. #37
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Exclamation Assalam-o-Alaikum,

    For now, this is it.. please bring Quranic references to support your point of view. JazakAllah. May Allah give us strength to understand Quran properly and to help us see the true light. Aamin.
    First, we have given you a concrete proof about the Rafaye Eesa a.s. and gave you a proof according to the verse of Holy quran.

    Neither of any Mujadid have any saying against or contradict with quran. Due to the fact, all mujadids have the same argue about the Jesus a.s.

    Now for your information. we have given you the proof of two great scholars which all know that Mirza ghulam qadiani have accepted their sayings and belief on their postulates.

    Now its your turn Mirza Akbar Baig to defend your Mirza Ghulam Qadiani, and give us a concrete proof about death of Hazrat Eesa a.s. and prove it that no one among the Mujadids have ever said about the death of Jesus a.s.

    If you fail to do so, that will be the end of the debate and the time of your defeat.

    Salam to whome who follow the right path !
    Khanqah Daruslam

  2. #38
    naqshbandios_limra's Avatar
    naqshbandios_limra is offline Senior Member+
    Last Online
    27th March 2023 @ 04:00 PM
    Join Date
    28 Aug 2008
    Age
    38
    Gender
    Male
    Posts
    4,267
    Threads
    499
    Credits
    1,323
    Thanked
    626

    Exclamation

    Quote Ustaad said: View Post
    yaar IMRAN bhai MASHAALLAH aap ki english to bari puppo hai ...........
    Alhamd-olill-Allah

  3. #39
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    ....................
    Attached Images Attached Images  
    [URL="http://www.itdunya.com/showthread.php?p=1482439&posted=1#post1482439"][SIZE="4"]Pakistan k masail or un ka yaqini or mustaqil hal
    Once Must Read
    Hosakta hai apko apkey masail k Hal bhi mil jaey[/SIZE][/URL]

  4. #40
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    .Imam Abu Hanifa Farmate hain ki Isa A.S ka Nazil hona Haq hai aur yaqeeqan hone wali cheez hai ... janab yehi to mai aap se puch raha hoo kis tareh nazil hoge QURAN AUR HADESS SE jawab do??

    Shaykh Abul Hassan Al Ashri Farmate hain ki Ummat-e-Muslima ka ijmah aur itefaq hai ki Allah S.W.T ne Isa A.S ko Asman main Uthaya.........Pehle aap yeh bataiye Quran Majeed mai KAHA likha he ke HAzrat Isa a.s ko Zinda AASMAN per allah ne Utha liya?? aap quran per yakin karet hai ya Shaykh Abul Hassan Al Ashri ki bate per

    [Aur woh phir asman se nazil hongay] .... jahan tak iss baat ka ta'luq hai, ke eesa aleh-salam ke liye "NAZOOL" ke alfaz aye hay. tu NAZOOL se ye sabit nahien ke Aasman se jisam samait utray ge. because NAZOOL ka lafz khud hazur sallallaho alehe wassalam ke liye bhe istamal huwe hay. (Sura: Talaaq 10-11) jabke hazur sallallaho alehewassalam zameen par peda huwe. or Asman se nahien aye.

    Isa A.S ke kafi Muajzat ko mante hain par woh muajzat bhi am qannon ke mutabiq hai jaise Bina ma bap ke paida hona ........Ye kaha likha hai, ke jo without father ke peda ho wo asmaan par uthaya jaye ga.

    ager aysa kahien likha hai, tu phir hazrat adam aleh-salam ko bhe asmaan par uthaya jana chahiye, because wo father and mother dono ke baghair peda huwe. (jokey hazrat eesa aleh-salam ki nisbat ziyada hayrat angez mojza hai.) your logic is really very non-sense

    jawab yeh ke ki Ek taraf Sunnat ALLAH [ALLAH S.W.T ka Qanoon] hai ...aur ak taref mulla ki bate mulla kaheta hai wo aasman per jida hai fifth ignored point, (jesus a human being)

    sorah aaraaf, verse 26,
    "ai bani no' insaan, zameen pur hee zindagi kay din guzaaro gay, aur zameen pur heetumharee mot ho gee!!!!!!!"

    ab agar jesus bani no' insaan main say hai, to us kee mot ho chukee, hai!



    meraa khayaal hai kay aik khudaa khauf aadmi kay liye siraf yeh aik aakhri aayat hee kaafi hai! agar jesus insaan hai, to koraan nay keh diyaa kay woh zameen pur zindagi guzaar kay, zameen pur hee mur gaya! agar usay insaan nahee maantay, to tum mushrik ho!

    isi liye maan lo,
    jesus is dead!

    he will break the
    cross, kill the pigs.............Now the question arise that “Should Allah send His Nabi to kill the pigs? May I ask the readers that since Adam till the last law bringing prophet our beloved Hazrat Muhammad (saw) ever any prophet did the work of killing of pigs? Killing of Pigs is a work of a Nabi?

    and abolish
    the Jizya tax.........Jizya is only taken from the prisoners of religious wars. If the religious wars come to an end then there is no need for Jizya.

    Is Esa Ibn Maryam will roam to every lane and street of this world to break the cross? Is it possible for a human being? No not at all.Dear Muslim Sunrise.

    what the Holy Quran says about Esa Ibn Maryam (as)? The Holy Quran says that Esa Ibn Maryam (as) was the prophet for Bani Israel (Israelis). Now if the same Esa Ibn Maryam will be coming then definitely he will come for the Israelis not for the Muslims, because it is our faith that the words of the Holy Quran is final and an iota of the Holy Quran cannot be changed. Therefore according to the verdict of the Holy Quran Esa will be only for the Israelis. 2nd thing Esa should break the cross at his advent. Now the question arise that what is the meaning of breaking of Cross?

  5. #41
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Maine Above Messages ke jawab de diye par is ka reply karain


    Mutawafi Ke meanings hai To Raise to One self to Sleep Death Secondary meaning hai yahi Bat Alama Zubaudi farmate hai ki toofi ka asal maini maut nahi ............. Imam bukhari :

    imam bokhari kee kitaab-e-tafseer main jesus wali aayat main, ibn-e-abaas 'mutawaffaika" ka mutlub "momeetuka" likhaa hai! jis say saabit hota hai, kay imam bokhari eesaa kee wafaat kay kail thay

    anab To Break the Cross is ka mtlb hai ki Jab Isa A.S nazil hojayain gay to sare jo mante the ki Isa A.S crucify hoye unki belief khatam hojaye gi..... Janab Phir Ap apni aqal ka saboot de rahe ho : eesai ne yeh poocha keh "eesa aasman main zinda hai aur hazrat mohammad mustufa (PBUH) zameen main madfoon hain"
    hierat ki baat hai eesai yaani christians tow yeh aqeeda hi nahi rakhtey keh "eesa A.S zinda hain, aur jisam samiet aasman main rehtey hain"

    Janab Quran ne kaha ki Woh Bani Israel ke nabi the.... aur quran ji likha hai us badela nhi ja saketa hai to fir wo kase r woh Ummat-e-Muslima ke khalifa hongay???


    ap mujhe Quran main yeh dekha do ki Isa A.S kisi aur ummat ke Khalifa nahi hosakte ?????? quran mai likha hai a Prophet to the children of Israel 3:50 to unkay paas to mendate hi nahi hai bani israel kay allawa kisi aur qaum ki islah ka to woh kiya karaingay...

    saleeb se jab saleeb murad nahien.

    khinzeer se jab khinzeer murad nahien.

    tu masih ibn maryam se kis tarhan masih ibn maryam murad hosakta hai ??.
    Ek Hi Nara Ek Hi Parcham

  6. #42
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post
    janab yehi to mai aap se puch raha hoo kis tareh nazil hoge QURAN AUR HADESS SE jawab do??
    Muhammad s.a.w nay farmaya k pas us waqat mera bhai Esa ibne maryyam aasman say nazil hongay .......
    kanzul amal jild 14 page 619 ..........
    mirza nay is hadees ko apni book mian bhi naqal kia hai(r.k jild 7 hamamatul bashar page 148) lakin is hadees main mirza nay lafz AASMN nahi likha kar khayanat ki hai kia khaynat karnay wala nabi ho sekta hai ?
    Max img size for signature is 30KB or Less

  7. #43
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Quote iqu-76 said: View Post


    Mutawafi Ke meanings hai To Raise to One self to Sleep Death Secondary meaning hai yahi Bat Alama Zubaudi farmate hai ki toofi ka asal maini maut nahi ............. Imam bukhari :

    imam bokhari kee kitaab-e-tafseer main jesus wali aayat main, ibn-e-abaas 'mutawaffaika" ka mutlub "momeetuka" likhaa hai! jis say saabit hota hai, kay imam bokhari eesaa kee wafaat kay kail thay
    Mirza kehta hai k " Wafat-e-maseeh a.s ka aqeeda mujh he per khola gaya is say pehlay perda akhfa main rekha gaya tha " rohani khazain jild5 ayena kamalat page 226 , 227 "

    Mirzaie Hazrat zara yeh batain k mirza say pehlay wafat-e-maseeh ka aqeedaa parda akhfa mian tha to pehlay k Buzurg kes terha wafat-e-maseeh k qail thay ?

    HUm aap ko bukhari shareef main baab NOZOL ESA A.S dekha sektay hain dunia k tamaam mirzaie bukhari sharef mian baab WAFAT-E-MASEEH dekha sektay hain ?

  8. #44
    Ustaad's Avatar
    Ustaad is offline Advance Member
    Last Online
    5th October 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    08 Jan 2009
    Posts
    7,062
    Threads
    382
    Credits
    1,532
    Thanked
    655

    Default

    Bqi Jawab INSHAALLAH kal donga ........

  9. #45
    nasirnoman is offline Senior Member
    Last Online
    25th November 2017 @ 05:24 PM
    Join Date
    17 Dec 2008
    Posts
    912
    Threads
    55
    Credits
    1,074
    Thanked
    518

    Default

    Jazak Allah Ustad bhai

    In Shaallah hum bhi in sawalat ka tafseeli jawab tayyar kar rahy hain
    In Shaallah jald yaha post kar dain gey.

    Duaon k talabgar

  10. #46
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Ji ok Jaldi send kar dejiye ga

  11. #47
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Jawab send kar dijiye ga

  12. #48
    iqu-76's Avatar
    iqu-76 is offline Senior Member+
    Last Online
    17th June 2011 @ 07:05 PM
    Join Date
    01 Jun 2009
    Location
    LAhore
    Posts
    476
    Threads
    30
    Credits
    124
    Thanked
    36

    Default

    Aur Woh Dajjal ka Saboot Quran se bhi mangta hai

    is sawal ka to mere pas jawab hai par ap bhi refrences send kardain taki reply ka wazan barh jaye

Page 4 of 47 FirstFirst 123456714 ... LastLast

Similar Threads

  1. Solved Q21. ITD Winner Rank Question (Final Question)
    By Afridi in forum ITDunya 18th Anniversary (8 Nov 2023)
    Replies: 9
    Last Post: 8th November 2011, 10:09 PM
  2. Solved c++ question
    By shamsgul in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 17
    Last Post: 11th July 2011, 01:17 AM
  3. new game question with question..........
    By lucky shah in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 16th July 2010, 02:53 AM
  4. a little question
    By esr in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 10th October 2008, 12:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •