Results 1 to 2 of 2

Thread: Torrent Files Ko Download Kerne Ka Tareeqa Batein Help

  1. #1
    Join Date
    30 May 2007
    Location
    Karachi
    Posts
    506
    Threads
    150
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Arrow Torrent Files Ko Download Kerne Ka Tareeqa Batein Help

    kya aap mujhe batein please k torrent files ko kaise download karte hai kyun k mein bittorrent bhi use karta hoon magar downloading nahin hoti hai aur bittorrent windows ka neeche checking for firewall likha howa aata hai is or na he downloading hoti hai aur mere paas INTERNET CABLE hai aur mujhe proxy use karni parti hai or bittorrent mein proxy ka option nahin hai is liye mein bitcommet bhi use karta hoon mgar us mein proxy ka option diya howa hai magar mein kaun sa option use karon us mein
    (HTTP1.1 (Connent)
    (SOCKS4)
    (SOCKS4a)
    (SOCKS5)
    (No proxy)
    ka option diya howa hai is liye aap mujhe batein ka mein kaun sa iption use karon or meri pROXY yeh hai (26.27.80.2:8080) aur kabhi yeh proxy bhi use karta hoon (26.27.80.122:8080)or MERA IP ADDRESS (26.27.80.91)

    aur is ka ilawa mein BIRSPIRIT bhi use karta hoon magar kaoi faida nahi

    aap mujhe pictures ka zareeya batein kyun mere posting mein attach file ka option nahin aaraha hai is liye mein aap ko picture show kar wa daita

    aur mein torrent k programms bhi use kiye hai magar koi results nahin mila aap mujhe TORRENT ki kuch websites bateye ga jahan se mein TORRENTS ki files ko easy downloading kar sakoon kyunka mein kafi MB / GB ka hisaab se downloading karta hoon aap mujhe yeh bhi bateye ga KAUN SA DOWNLOADING MANAGER SUB SE ACCHA HAI kunka mein ORBIT Downloader use karta hoon jo k lisence freeware hai us ki speed kafi acchi milti hai


    thank u

  2. #2
    Irfan_Qureshi's Avatar
    Irfan_Qureshi is offline Senior Member+
    Last Online
    26th July 2013 @ 05:21 AM
    Join Date
    03 Jan 2007
    Age
    39
    Posts
    1,085
    Threads
    15
    Credits
    970
    Thanked
    0

    Default

    torrent download karne ke lye bitlord software use karen best he

    aur jo ap ka masla he firewall ka to jab ap software download karen ge to instalation ke bad aik option ata he block or unblock ka ye service p 2 me he

    ap use unblock kar den ager kisi waja se option nahi aya to ap aik kam karo apni firewall ko open karo advance me jaker apne matlooba torrent download karne ke software ko allow arden ager wahan mojood he to use check box se check kar den ager nahi he to add karden

    inshallah ap ki downloading start ho jaye gi aur downloading ke duran maxupload speed 2 rakhen



    ap ko is ke lye koi proxy ki zaroorat nahi he ager ap use karna chahen to kersakte hen

    aur is ki best site mere nazdeek ye he www.torrentspy.com

    wese ap ye bhi try kar len

    www.torrentportal.com

    www.bushtorrent.com

    aur ager torrent search karna he to

    www.torrentz.com

    ye torrent ki tamam sites me se ap ko ap ka matlooba torrent search kar de ga



Similar Threads

  1. Download Torrent Files with IDM
    By salman arshad in forum General Discussion
    Replies: 18
    Last Post: 11th June 2014, 03:17 PM
  2. how to download and run torrent files!
    By Ch Danish in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 9th August 2010, 03:13 PM
  3. Replies: 22
    Last Post: 19th May 2010, 12:46 AM
  4. How to Download Torrent Files?
    By onion1234 in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 28th March 2009, 12:00 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •