assalam o alikum

yaar merey saath ye masla ho gaya hai k main jab bhi adobe photo shop open kerta hoon to intilaizing kerty howe band ho jaa hai maneiy 2 3 baar remove ker k bhi instaal kiya lekin koi faida nhain howa or sab se maslay wali baat k image ready kaam ker raha hai yaar koi is masley ka hal bata sakta hai thans
]irfan