hahahaha
kiya baat hai
abu dubia
yaar
hahahaha
kiya baat hai
abu dubia
yaar
hihihihiihihihhiihih
[IMG]http://www.************/uploads/b1c14f621c.gif[/IMG]
kiya baat hai
koi bat nehi
hahahahaha
hahahaha
thanks hina
hahahah
Nice
HOllywOOd ki dOo actress bagh mein saier ker rah theen_ Aik ne duur bacha gari daikh ker kaha "Kitna khubsOorat bacha hai"_
DOoari ne zara nazdeek ja ker kaha_ "Aray ya tu mera bacha hai"?
Pheli ne pOucha_"Kya tumhay yaQeen hai k ya tumhara bacha hai"?
DOosri ne jawab deya_"haan kyun k mein apnay bachay ki Aya kOo achi terhaan pehchanti hUun_ _ _
Aik tehkaidaar sahab(cOntracter) kise department mein apna kaam nikalwaney k leya aik afsaar (Officer) kO car ki paishkash ker rahay thay.
Afsaar ne matanat se kaha "Janab ya RISHWAT hOgi aur mera zameer is ki ijazat nahi Deta"
Lekin sunya Tu! Tehkaidaar sahab ne Lujajat se kaha"Mein ya car aap kO muft nahi de raha, Aap mujhay is car k ewas Dus rupay de Dein" Ab tu ya RISHWAT nahi hOgi, Ya tu khareed-O-farOokht ka seedah saahah mamla hai.
Afsaar chnd lamhay khamOash raha aur phir Yun gOya hOwa_
Aise suraat mein tu mein DOo cars khareedun ga!!!!
enjoy
Bookmarks