kia all hay app logon ka.yay bhai nay jo proxy kuhd find karain.is main jo find working hain in ping. ya ms buhat zadahay.jasay 1111 ya 678ms.is soft ki movie main jo guide hay us main 20 proxies annonymous may hoti hay.jab kay agar hum try kartay hain to vo sirf working main hoti hay annoy main nahi.annoy main 160ms hoti hay .us say speed kafi tazz hoti hay.is liay .yay smaj nahi aata.is tarah ki proxy ka koi faida nahi.kamran sahab jinonay ya thread bata hay abb batain kay annoymous main proxy kiyon nahi hota.
Bookmarks