trojan aa gaya ha jisko antivirus nai pakar sakta
trojan remover download kar k scan karo ore trojan ko remove karo
thx
w/salam.....
apna wallpaper change kr dekhein......kai bar wallpaper ki wja se b ho jata hy yh prob...
app ka pc hack hy torjan se
umair wallpaper say nai aata yeh masla hal
trojan hay mery pc ma b yahi howa tha masla phir me nay trojan scanner say scan kar k trojan remove kar diya tha ok
okzz janab...mere pass b aisa hota tha white ho jata tha...wallpaper change krne se theek hogya tha......
Fahadi bhai or tamam bhaiyan ko help ka shukria main ne Wallpaper change kar liya abhi tak to dobara nahi howa .... main ne trojan remover bhi download kiye tha. lekin wo register nahi tha jis ki waja se us ne scanning rok di. aap ne trojan remover kahan se download kia tha or us ka naam kia tha. ye bata den
Bookmarks