Hmm pata nahi mujahy but its to good..... well thxz
Hmm pata nahi mujahy but its to good..... well thxz
nice yar good work
yar donload to ho jata hy but instal ni hota?
sir yeh install nahi hota hia download kar k foran chal jata hy na abhi chak karlia hia na sab ok hia na
Ye Corrupt ha. Install nahi ho raha. Agar aap isy update karin to bahoot meharbani hogi.
Shukriya.
G SIR MASAL YEH HIA APP NA (Microsoft .Net Framework) download karlian google.com py serch kar k is ka masala hia na jasay app na is ko install karaingy yeh chal parayga.... main ny check kar lia hia thxz
jis dost k pas na chaly wo b yahi karay inshAllah chal parayga
Sir yeh Work kar raha hia yeh app ki PC ka masala hia yeh install nahi hota hia bal k is ki wajha sy run hota hia jab b app window update karain gy yeh chala jata hia okz aur kuch sawal ho tu zaror main hazir hon
ڈاؤن لوڈ کریں
main ny net Frame 3.5 bhi share kardia hia jis k pas agar EROR aiy tu yeh Download kar k install karay InshAllaha Chal jaiyga Is ka bad main pata chal q k ap ki taraf sy hota hia na yeh wajha app window update karty hian tu yeh OLD waal ajata hia magar is ko dalny sy aur bhi PC k masaly HAL ho jiangy thxz
Doa main yad rahkiyga
Good sharing.........
thanks for sharing, keep it up
gr8 sharing
Bookmarks