Wo kon se 3 fruit hein jo darjan k hisab se biktay hein?
1.Banana
2.Orange
3......?
Wo kon se 3 parinday hen jin ka nam k aakhir mein TAR aata hay?
1.Kabotar
2.Teetar
3......?
Wo kon si 3 sabzian hein jin k aakhir mein lafz TAR aata hay?
1.Tamatar
2.Matar
3......?
Bookmarks