daer expert aap sab ka kia hall hian
muja ik masla hian ka ma na window 7 ki hian jab bi install kartha hoo to 2 din ka bad jab window7 ko on kartha ho to os ka desktop black ho jatha hian koyi bi icon show nahi hota pir muj window7 dobara karni parti hian is ki kia waja hian plz help me thanks
ALLAH aap sab ko khush raka
ameen
Bookmarks