salam bahi muja itd main urdu main thread likh ka send karna hia kasa karo koe muja batya ga muja urdu likhna nahe atee aur mere keybord main english aur arbi nahe hia plz senior , member thread tu foran delete karda ta hain par hal nahe batata bahi mere 7 thread iusa wajha sa delete hoga hai who kase ka kaam a jata plz zara sochya aur agar koe on line hai tu team viwer sa mere ya masla hal karda id pasword main send kardo ga iusa thanks