Results 1 to 11 of 11

Thread: Dua -- An Important informative article

  1. #1
    Join Date
    18 Jan 2006
    Location
    Karachi
    Age
    41
    Posts
    712
    Threads
    74
    Credits
    369
    Thanked
    0

    Arrow Dua -- An Important informative article

    Assalam-o-Alaikum!!!
    Attached Images Attached Images    
    edited

  2. #2
    Terminator's Avatar
    Terminator is offline Senior Member+
    Last Online
    14th February 2017 @ 09:13 AM
    Join Date
    17 Dec 2005
    Location
    PAKISTAN
    Age
    40
    Posts
    6,183
    Threads
    319
    Credits
    904
    Thanked
    8

    Default

    Nice Shairng.............Keep It Up.......

    Terminator

  3. #3
    King's Avatar
    King is offline Senior Member+
    Last Online
    11th June 2019 @ 03:35 PM
    Join Date
    31 Mar 2006
    Location
    South Africa
    Age
    37
    Posts
    126
    Threads
    3
    Credits
    1,098
    Thanked
    2

    Default

    Buhut buhut hi achi sharing ki apne. Jazakallah.
    I love ITdunya

  4. #4
    Lucky Noor's Avatar
    Lucky Noor is offline Senior Member
    Last Online
    27th September 2017 @ 04:28 PM
    Join Date
    18 Apr 2006
    Location
    WitH Y@U
    Posts
    2,719
    Threads
    220
    Credits
    70
    Thanked
    22

    Default Jazakallah

    Salam
    ..... Bohat zabardast sharing .......... jazakallah ..
    Thanx for sharing

    Noor afridi

  5. #5
    Shahroz Awan is offline Member
    Last Online
    27th October 2009 @ 09:44 AM
    Join Date
    06 Jul 2008
    Location
    Karachi
    Age
    29
    Posts
    3,354
    Threads
    93
    Thanked
    5

    Default

    Aapnay Acha Articel Likha Hay

  6. #6
    Doctor is offline Senior Member+
    Last Online
    13th September 2009 @ 08:57 AM
    Join Date
    26 Sep 2006
    Location
    Alkamuniya
    Age
    52
    Posts
    21,458
    Threads
    1525
    Credits
    1,000
    Thanked
    36

    Default


    ماشا اللہ، سبحان اللہ

    آپ نے بہت عمدہ اور بہترین باتیں پیش کی ہیں
    اللہ پاک ہمیں دین کی صحیح سمجھ اور عمل کی توفیق عطاء فرمائے آمین
    آپ کا بہت بہت شکریہ

  7. #7
    AalimOnLine is offline Junior Member
    Last Online
    16th September 2008 @ 09:06 PM
    Join Date
    17 Aug 2008
    Posts
    20
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Fitnon ka doar hay.Allah hamain Gustakhon ki Gustakhi se mehfooz farmaaey aur deen ko samajh ker us per amal paira honay ki tofiq de.buhat baray baray shobda baz sweet box mein gandgi itni maharat se pack kartay hain ke khuda ki panah, aam musalmaan to pehchan hi naheen sakta ke asal mein kya chakar hay.haan sirf us ilam ka maahir hi jan sakta hay ke yeh kis channel se bol raha hay.jahan tak baat rahi waseelay ki to Hamaray Allah ne khud Quran mein yeh irshad fermaaya hay." AUR JAB TUM APNI JANO PER ZULAM KAR BAITHO TO MERE RASOOL KI BARGAAH MEIN HAZIR HO JAO.AUR ALLAH SE MAGHFIRAT MAANGO, AUR RASOOL UN KE HAQ MEIN SIFARISH KARAIN TO WOH ALLAH KO ZAROOR REHAM KARNAY WALA PAAEIN GAY." agar waseela ghalat hay to Allah khud quran mein kiun hukam de raha hay.jo Allah ke naik bandon ka waseela deta hay.woh bhi maangta Allah hi say hay.magar waseelay ke sath ,deta sab ko Allah hi hay,magar Allah bhi waseelay se hi deta hay, naheen to kiun ghar ja ker maa se kehtay ho ke ammi roti do. apnay bed per late jao aur Direct Allah se kaho ke aj chicken biryani ki chamchiaan Allah hi tumharay moun mein dalay, Jibraaeel ka bhi waseela naheen hona chahiay woh bhi to ghairullah hay. janab jo Allah walon ke dar per jaa ker dua kartay hain woh bhi Allah hi se kertay hain.woh us wali ko Allah naheen samajhtay.Allah deen ko samajh ker amal ki tofiq de.Aaameen , wassalam
    [SIGPIC][/SIGPIC]

  8. #8
    colorblue's Avatar
    colorblue is offline Senior Member+
    Last Online
    1st June 2009 @ 07:02 PM
    Join Date
    02 Jan 2008
    Posts
    184
    Threads
    1
    Credits
    990
    Thanked
    0

    Default

    Waise Kisi Naik Banday Se Dua Karwani Chahi'ye.
    Kia Waseela Aur Wasta Aik Hi Cheez Hai?

    Kia Hum Aisay Dua Nahin Kar Saktay?
    K Apnay Piyaray Muhammad K Sadkay ....

    Aik Aalim Dost Ne Bataya K Khuda Ko Uss Ki Makhlooq Ka Wasta Nahin Diya Ja Sakta..

  9. #9
    AalimOnLine is offline Junior Member
    Last Online
    16th September 2008 @ 09:06 PM
    Join Date
    17 Aug 2008
    Posts
    20
    Threads
    1
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Salam, Mere bhai new suwal kia hay,mere bhai maangna to Allah hi say he. aur is mein kisi ko bhi koi ikhtilaaf naheen hay.Ham bilkul Nabi Pak ke sadqay se dua kar saktay hain,balkey karni hi aisay chahiay, Aap ne bachpan mein woh teen doston wala waqaya school book mein zaroor parha hoga jo aik Ghaar mein phans jaatay hain, to woh achhi achhi niyaton aur waseelay hi ki barkat se wahan se nikaltay hain.to janab jis ne yeh kaha hay ke wasta naheen dia ja sakta, us se waja poochain haalanke Allah ne Quran shareef mein bayaan farmaaya hay aur Hazrat Khizar ko us shehar mein deewar (wall) murammat karnay ka hukam dia, jahan ke logon ne ap ke sath salook bhi achha naheen kia tha, aur waja yeh bayaan ki ke woh deewar yateemon ki hay,us deewar ke neechay un yateemon ka khazaana dafan tha,aur Hazrat khizar se yeh kam is liay karwaya, Allah Pak Quran mein fermata hay (mafhoom) AUR UN KA WAALID AIK NAIK AADMI THA . ab bataaiay ke Allah ne aik foat shuda shakhas ki waja se us ki aulaad ka khazana mehfooz rakha. Allah Gustakhon ki Gustakhi se mehfooz rakhay, Fitnon ka dor hay, Panch waqat ki namaz zaroor parha karain aur be adbi se bachain ,
    Allah barkat de, Aameen

  10. #10
    Join Date
    23 Jun 2007
    Location
    *~Fateh Jang~*
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    38,526
    Threads
    2402
    Credits
    28,617
    Thanked
    3764

    Exclamation

    Quote AalimOnLine said: View Post
    Fitnon ka doar hay.Allah hamain Gustakhon ki Gustakhi se mehfooz farmaaey aur deen ko samajh ker us per amal paira honay ki tofiq de.buhat baray baray shobda baz sweet box mein gandgi itni maharat se pack kartay hain ke khuda ki panah, aam musalmaan to pehchan hi naheen sakta ke asal mein kya chakar hay.haan sirf us ilam ka maahir hi jan sakta hay ke yeh kis channel se bol raha hay.jahan tak baat rahi waseelay ki to Hamaray Allah ne khud Quran mein yeh irshad fermaaya hay." AUR JAB TUM APNI JANO PER ZULAM KAR BAITHO TO MERE RASOOL KI BARGAAH MEIN HAZIR HO JAO.AUR ALLAH SE MAGHFIRAT MAANGO, AUR RASOOL UN KE HAQ MEIN SIFARISH KARAIN TO WOH ALLAH KO ZAROOR REHAM KARNAY WALA PAAEIN GAY." agar waseela ghalat hay to Allah khud quran mein kiun hukam de raha hay.jo Allah ke naik bandon ka waseela deta hay.woh bhi maangta Allah hi say hay.magar waseelay ke sath ,deta sab ko Allah hi hay,magar Allah bhi waseelay se hi deta hay, naheen to kiun ghar ja ker maa se kehtay ho ke ammi roti do. apnay bed per late jao aur Direct Allah se kaho ke aj chicken biryani ki chamchiaan Allah hi tumharay moun mein dalay, Jibraaeel ka bhi waseela naheen hona chahiay woh bhi to ghairullah hay. janab jo Allah walon ke dar per jaa ker dua kartay hain woh bhi Allah hi se kertay hain.woh us wali ko Allah naheen samajhtay.Allah deen ko samajh ker amal ki tofiq de.Aaameen , wassalam


    JAHAN TAK BAAT HAI ROTI AMMI SE KIUN MANGI....TO ROTI MANGANAA YAA KHANA KHANAA YA IS TYPE KI CHEEZEN ALAG CATEGORY MEIN AATI HAIN......JUBKE FOT SHUDGAAN SE MANGANAA ALAG MEIN AATA HAI...

    I KNOW KE LOG YE MASAL DETE HAIN KE DEKHO JEE JUB DUNYAWI BADSHAH TUK POHANCHANE KELIYE KISI WAZEER SHEER KI SIFARSHI KI ZARURAT PARTI HAI TO ALLAH BADSHAH TUK BHI SIFARSHI HEE P[OHANCHAA SAKTA HAI.......

    JAHILANA AQEEDA HAI...........ALLAH TAA'LA har waqt har jaga insaan ki suntaa hai.....ALLAH ki sifaat ko AAM BADSHAHON se TASHBEE dena boht bara zulm hai.

    BEC dunyawi badshah beshakk insaan ki har jaga se nahi sun saktey leken ALLAH PAAK to sun saktey hain naaa

  11. #11
    naveed hafiz is offline Senior Member+
    Last Online
    24th August 2011 @ 04:48 PM
    Join Date
    10 Jun 2011
    Age
    40
    Gender
    Male
    Posts
    79
    Threads
    0
    Credits
    740
    Thanked
    8

    Default

    subhan Allah
    bohot hi umdah sharing ki hai apne
    bilkul wazahat k sath
    Allah apko jazaye khair de Aameen

    apne jo do hadeesen pehs ki last me hazrat ibrahin a.s ki dua apne walid k liye jo Allah ne radd ki aur Mohammad s.a.w ki do dua qabool kiya aur ek radd ki to apne iski daleel nahi di kya hame iska refference milsakta hai ?

Similar Threads

  1. Replies: 29
    Last Post: 6th October 2015, 05:34 PM
  2. Replies: 34
    Last Post: 13th July 2011, 11:36 PM
  3. Replies: 16
    Last Post: 15th June 2010, 04:24 PM
  4. Important Article (Must Read)
    By Danish Gul in forum General Knowledge
    Replies: 23
    Last Post: 16th January 2010, 03:29 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •